Antaakshari VII

oo saathi raaay
teray bina bhi kyaa jeenaa
teray bina bhi kyaa jeena

Ay dil mujhay bata day
Tou kis pay aa gaya hai
Yeh kaun hai jo aa kar
Khuaboon pay cha gaya hai

Hi you all, here is my song:

Hume tumse pyar kitna,
yeh hum nahin jaante,
magar jee nahin sakte
tumhaare bina

Salaam friends

Aana mera oyaar ko na tum jhoota samjho jaana
sanam tujhay paanay ka, ye tha saraa bahaana

Baadal pa chal ke aaaa,
saawan mein dhal ke aaaa,
saason se meri nikal ke aa,
baahon mein meri machal ke aa,
Badal pe chal ke aa
saawan mein dhal ke aaa

"A"

Aa..Jaa..Rey, mere pyaar ke raahi
Raah nihaaroon bari dair se...

Sa is the word

Sangdil sanam
kahan ho
kahan ho....

"H"

hoontoon sey cho lo tum
meray geet amar kar do
ban jao meet meray
meri preet amar kar do

"D" is next

Dard apnaata hai...parraaey kauN
kauN sunta hai, aur sunaaey kauN

Neelay Neelay umber pay
Chand jab ayay
Piyaar barsa'ay
Hum ko tarsa'ay
Aisa koi sathi ho
Aisa koi premi ho
Piyaas dil ki bujha jai

jeena yahaaN
mernaa yahaaN
is kay siwa
jaana kahaaN

achaa old is gold janab!!"n" umm
haa yaad aya

najaney dil wich kii aya,
mey prem payalaa pee aya,
ek pla may sadeeya jee aya
mai pe aya mai pee aya mai
prem payal pee aya

//music ...//music

rampta joogi hoo jangta joogi
oy hoy oye hoy
mey prem payalaa pee aya,
ek pla may sadeeya jee aya
mai pe aya mai pee aya mai
prem payal pee aya

"a"


¡QÜÉËñ!

AnkhiaN milao kabhi AnkhiaN churao
kya tu ne kiya jaaduu
kabhi khabrao kabhi galay lag jao
tumhaiN khud pey nahiN gaabuu
bina paayal ke hi, bajay ghungruu...

ulfat mein zamaane kii, har rasm ko ThukarAo
phir saath mere aao o
ulfat me.n zamaane kii ...
kadamon ko na rokegii, zanjeer rivaajon kii
ham tor ke nikalenge, diivaar samaajon kii
duurii pe sahii manzil, duurii se, nA ghabaraao
ulfat mein zamaane kii ..

koi mil gaya
mera dil gaya
kiya bataon yaaro
mein to hil gaya
koi mil hi gaya

mujh ko kiya howa hai
pagal tha mein pehlay
ya ab ho gaya hoon
behki hain nigahain
aur bikhray hain baal
tum ney banaya hai kiya apna yeh hal
koi mil gaya

"G"

aae hai.n samajhaane log
hai.n kitane dIvaane log

dair-o-haram me.n chain jo milataa
kyU.n jaate maikhaane log

dil..dilsee..dil to akhir dil hai na

Aa jaa ayee bahar
Dil hai baqairar
O mairay raj kumar
Tairay bin raha na jai
Aa jaa

akh naal akh ki mila gaiee
ek kuri dil utey chaa gaie
oho...//music//music
oho!!
thora sharma kai thori ghabra kai
oo jandi wari hath noo hilaa gaiee
oho
oho
"O" <-- not again


¡QÜÉËñ!

O' sarphree O' diwAnee
O' sarphree
khud ko samjhe herOin
nayA nayA fashion har diN
nakhrA tau dekho jee, dekho jee

Jaaiye aap kahaaN jaayenge
Ye nazar lauT ke phir aayegii
Duur tak aap ke piichhe piichhe
Merii aavaaz chalii aayegii

P.S.
B-B-G Shukria for the Punjabi number! laugh!