continuing from the last thread:
Wo kaun thi, tamaam shehr jis kay husn maiN gum tha
wo kya gai, kay phir to mustaqil khizaa ka mausum tha
wo khaab thi, neend thi, khushboo thi kya this wo
kya thi woooo
continuing from the last thread:
Wo kaun thi, tamaam shehr jis kay husn maiN gum tha
wo kya gai, kay phir to mustaqil khizaa ka mausum tha
wo khaab thi, neend thi, khushboo thi kya this wo
kya thi woooo
O mairay dil kay chain
Chain ayay mairay dil ko dua kijiyay
Yama yama
yama yama
yeh khoobsoorat samaa
bas aaj ki raat hai zindagi
kal ham kahan tum kahan.
kismat sey tum
hum ko milay ho
kesay chorain gey
yeh haath hum na chorain gey
hum tum mil keh
phir sey tokray
dil keh joorain gey
haan yeh sheeshah phir sey joorain gey
next "G"
Gunguna rahay hain bhunwaray
khil rahi hay kali kali
Intihaaaa ho gai, intizaar ki
Aai naa kuch khabbar, meray yaar ki
ye humaaaiN haiN yaqeeN
Bewafaa wo nahiN
phir wajaaH kya hui
intizaar ki
Kioon hum say khaffa hou gaey aey jan-e-tamana
bheegay hoeay mousam ka maza kioon nahi laitay
daikho tou zara jhank k baer ki fiza main
hmmmm agay nahi ata
AankhooN say tu ne ye kya keh diya
dil ye dewaana dharaknay laga
tanhai maiN hum milay is tarhaaN
baarish maiN shoola bharaknay lagaa...
aaj hum apni waffayoun ka aser daikhain gay
teer-e-nazer daikahn gay
zakham-e-jiger daikhain gay
ehehe…this is a funny one
http://www3.pak.org/gupshup/smile.gif
ye raat aur ye duri
tera milna hai zaroori
kay dil mera dhak dhak bolaay
dewaana liyay jaaey hich’kolaay
kay dil mera dhak dhal bolaay…
heeheheh Desi jab jaib khali hou tou aisay khuwab atay hain
http://www3.pak.org/gupshup/biggrin.gif
ok next yay hmmmmm
yay shaam or taira naam
douno kitnay miltay jultay hain
taira naam nahi loon ga nai loon ga
bas tum ko shaam kahoon ga
http://www3.pak.org/gupshup/smile.gif
yaad hay Alamgir ka yay gana TV pay daikha kertay thay ake stool pay baitha yay gana gata tha
eheh…it’s either 2 early or 2 late
http://www3.pak.org/gupshup/wink.gif
eheh
Aanay waala kal ik sapna hai
guzraa hua kal bus apnaa hai
hum guzray kal maiN rehtay haiN
yaadooN kay sub jugnoo, jungle maiN rehtay haiN…
HMMM Nsay
Nigahain milla ker badel janay walay
mujhay tujh say koee shikayet nahi hay
yay dunia baree sangdil hay yaha pay
kisi ko kisi say mohabat nahi hay
nigahain milla ker...
oooh...nice one B-B-G :)
R...hmmm
Raah maiN un say mulaaqat ho gai
Raah maiN un say mulaaqat ho gai
jis say dartay thay, wohi baat ho gai...
gaa maiary manwaa gata ja ray
jana hay hum ka door
http://www3.pak.org/gupshup/smile.gif
agay nahi ataa
Raat youN dil maiN teri khoi hui yaad aai
jaisay weeranay maiN chup kay bahaar aa jaaey
jaisay sehraa maiN holay say chalay baad-e-naseem
jaisay beemar ko bewajah qaraar aa jaaey
jaltay hain armaan maira dil routa hay
qismat ka dastoor nirala houta hay
Hum to muhabbat karay ga
duniyaa say nahiN darray ga
chahay ye zamaana kahey hum ko deewana
Hum to muhabbat karey gaaa
aanay say uss k aey bahar
janay say uss k jaey bahar
baree mastani hay
mairi mahbooba
mairi zindgani hay
mairi mahbooba
AasmaaN kaali kaali ghataa dey gaya
aap aaey to mausum mazaa de gayaa