kia mussebat hou Desi A say ganay likh likh k maira hashar hou gia ab tou ser bhi ghoom raha hay main nahi likh rahi ab
http://www3.pak.org/gupshup/nah.gif
Shab-a-khair
kia mussebat hou Desi A say ganay likh likh k maira hashar hou gia ab tou ser bhi ghoom raha hay main nahi likh rahi ab
http://www3.pak.org/gupshup/nah.gif
Shab-a-khair
ghungtay main chanda hai
phir bhi phaila
chaaro ore ujaala
hosh na kho dey
kahin josh main dekhnain wala
next "W"
Woh kaun hai duniyaa maiN jisay gham nahiN hota
kis ghar maiN khusshi hoti hai, maatam nahiN hota...
OYE HOYE KAI KURIYA SHEHAR DI YA..LAK PATLA PATANK NALAI GOORA GOORA RANG CHALAI NAGAN JAISI CHAAAL KAI KURIYAA SHEHA DI YAA..
¡QÜÉËñ!
Ayay mausam rangeelay suhanay
Jiya naheen manay
Tou choti lay kay aa ja balimaaa
By they way guys…
Why does this thread keep getting closed ?
MS
aur ahista kijiyay baataiN
dharkanaaiN koi sun raha ho ga
lafz girnay naa paaey hontooN say
waqt ke hath in ko chun laiN gay
kan rakhtay haiN ye dar-o-deewaar
raaz ki saari baat sun laiN gay...
oh Mem Sahib: culprit is in front of u
http://www3.pak.org/gupshup/smile.gif
i close it when i think it’s gettin 2 long
lagi aaj sawan ki phir woh jhari hai
koi aag seene mein phir jal pari hai
hummmm…
dil dey chukay sanammm…
teray ho gaey haiN hummm
teri qasammmm…
mairi qismat main too nahi shayed
q taira intezaar kerta hoon
main tujhay kal bhi peayr kerta tha
main tujhay abh bhi peayr kerta hoo
O sanama Sanama Sanama O Sanama
Tairee tusveerain,
Tairee tehreerain
Ghar main mairay phaila hoa hai yehi samaan
Na subho Shaam baiqarari
Na oos kay baad raat bhari
Kaisa hoa hai mairay hur dard ka darmaan
Kaisa hoa hai mairay hur dard ka darmaan
O Sanama Sanama Sanama O Sanama
salam-e-mohabat bara khoobsoorat
bara dilruba hay
jabhi tou mairi jaan
dharkta hoowa dil
tumhain kah rah hay salam
salam
salam-e-mohabat
Aisa Zakhm diya hai, jo na phir bharay ga
har haseen chehray say kyouN ye dil daray ga...
dang...u beat me to it B-B-G :-P
Teray Bina zindagi maiN koi
shikwaa
to nahiN
shikwaa nahiN
shikwaa nahiNNNN shikwaa nahiN
AA SAY HMMMM Desi Munay
http://www3.pak.org/gupshup/biggrin.gif
yaad hay amitabh ki ake movie 80 k time ki Namak Halal uss ka ake ganaachi terha yaad tou nahi wou kuch yoon hay
Aaj raput jain tou hamain na oothaeyo
hamain jopu jou oothaeyo tou khud bhi raput jaeyo
Nasha yay peayr ka nasha hay
yay mairi baat yaar mano
nashay main yaar doob jayo
raho na housh main dewwano
http://www3.pak.org/gupshup/biggrin.gif
khawateen-o-hazrat mari kamilmi ko muaaf ker k iss tootay phootay ganay ko qabool karain
OO oo jaane jaana
dhunday tujhay deewaana
sapnooN maiN roaz aaey
aa zindagi maiN aana sanam...