B..
Baray baymurawwat hain yeh husn walay
Kaheen dil laganay ki koshish na karna
Don't know the rest...
B..
Baray baymurawwat hain yeh husn walay
Kaheen dil laganay ki koshish na karna
Don't know the rest...
Akse Khusboo Hoon ko bikharnaay say naa rokaay koi
Aur bikhar jaaooN to mujh ko naa samaitaay koi...
Aaj main uper asman neechay
Aaj main agay zamana hai peechay
Tell me O Khuda
Ab main kiya karoon
Chaloon seedhi kay ultee chalooon
Chaand mera dil,
Chaandni ho tum,
Chaand se hai door,
Chandni kahan,
laut ke aana,
hai yehi tum ko,
ja rahe ho tum ,
jao meri jaan,
jao meri jaan.
"J"
Jaadoo teree nazar khushboo tera badan
tu haan ker ya naa ker
tu hei mairi kiran
tu hei mairi kiran
"N"
nazar keh saamney
jigar keh paas
koi rehta hai
woh ho tum
next "T"
Tum Sarey Aam mulaaqaat say dartay kyouN ho
Ishq Kartay ho to haalaat say dartay kyouN ho
Haina boloh…Haina boloh
Dil yeh mera kogaya…hayin yeh kya hogaya?
Yeh kaise hogaya?..Yeh kaise hogaya?
Hote hote hogaya…Hote hote hogaya…
‘H’
Hum ko sirf tum say pyaar hai
Hum ko sirf tum say pyaar hai
keh rahi hai dil ki be-khudi
bus tumhaara intizaar hai
Hamary sansou main aaj tak wou
hina ki khushboo mahak rahi hay
labou pay naghmay machal rahay hain
nazer say masti chaluk rahi hay
hamary sansou main aaj tak wou...
[This message has been edited by B-B-G (edited June 14, 2000).]
aiight…time to close this thread and start a new one