Arre B-B-G, not all of us are as fluent in urdu as you, come on give us learners a break!!!!
Naino mein Sapna,
Sapno mein Sajna,
Sajna pe dil aagaya,
ke sajna pe dil aagaya
tha thayaa tha thayaa ho
"H"
[This message has been edited by designer (edited June 08, 2000).]
har kissi ko nahi milta
yahan pyaar zindagi main
kushnaseeb hain woh
jin ko hai mili
yeh bahaar zindagi main
"M" is next
B-B-G
June 9, 2000, 5:38am
23
Mahndi ni mahndi
mahndi ni mahndi
aj ral k lawan ayeaan nay paynaa tay perjaeyan
mahndi ni mahndi
mahndi ni mahndi
http://www3.pak.org/gupshup/smile.gif
BoSS
June 10, 2000, 5:47pm
24
Intehaa ho gai, Intezar ki
Aai na kuch khabar, meray yaar ki
http://www3.pak.org/gupshup/frown.gif
Yeh hamain hai yaqeen
http://www3.pak.org/gupshup/wink.gif
Bewafa wo nhin
http://www3.pak.org/gupshup/biggrin.gif
(yeah right)
Phir waja kya howi
http://www3.pak.org/gupshup/confused.gif
Intezaar ki?
ciao
BoSS
“I”
ullu
June 11, 2000, 1:58pm
25
ila, ila, ho ila, ho ila, oho ila,
jabse tu mujhe mili, jabse main tujhe mila,
na tujhe koi gila, na muze koi gila
main go gaya gila, jara dheerese pila,
ya khuda, ya allah, ho ila, oho ila
(This is a song from coming movie of Govinda)
system
June 11, 2000, 10:15pm
26
Aisa lagta hai ab dil maira khonay ko hai
Aisa lagta hai koi maira honay ko hai
Warna
Chain kiyun khota, sansain kiyun rukteen, neendain mairee kiyun urh jateen...
Na jaaney Dil vich kee aaya
ik prem piyaala pi aaya
maiN jee aaya maiN jee aaya
maiN prem piyaala pi aaya
B-B-G
June 12, 2000, 6:45am
28
Desi main soch soch ker pagal hou gaee or tum nay aa ker mazay say N k saath gana likh deya ab itna demagh jou khapaya hay badam kon khilaey ga???
http://www3.pak.org/gupshup/biggrin.gif
Alif say hmmmmm
Aey ga aey ga aey ga
aey ga anay wala aey ga aey ga
uho…didn’t know u were workin on it B-B-G…otherwise i’d have left it for u
http://www3.pak.org/gupshup/smile.gif
here u go…have some badaam
Aanay waala kal ik sapna hai
Guzra hua kal bus apna hai
Hum guzray kal maiN rehtay haiN
yaadooN kay sub jugnoo jungle maiN rehtay haiN
Na vo inkaar karti hai
Na vo ikraar karti hai
Mujhe phir bhi yakeen hai vo
mujhee se pyaar karti hai
"H"
ullu
June 12, 2000, 12:14pm
31
Host host na raha
guest guest na raha
aajkal ke time mein
best best na raha
(actually original song is 'ghost ghost na raha'. but anyway, g is silent)
hahah…ullu…does that mean kay worst worst na raha as well??
http://www3.pak.org/gupshup/biggrin.gif
eheh
AasmaaN kaali kaali ghata dey gaya
aap aaey to mausum mazaa dey gaya
AasmaaN kaali kaali ghata dey gaya
Gussa wussa chhor
dil na mera tor
mausam hai jawaan
chali tu kahan
(OOps dont know the rest...)
"K"
ullu
June 13, 2000, 11:00am
35
rest.. so 't'
Taliban,
mere saiya
main jaoongi bachke kahan
burqa odhu
parda le lu
tera saya bhi dekhu jahan,
ho taliban
mere saiya
sayoneee
chain ek pal nahin, chain ek pal nahin
aur koi hall nahin
sayonee
"S"
saat samundar paar
mein terey peechay peechay aa gayee
hai zulmi meri jaan
teray qadmoon keh neechay aa gayee
next "G"
Gori he kalayaN
Lade muje hari hari choriyaN
apna bana le muje balma......
next b
Bhole, ooh bhole
vo roota, dil toota
mere yaar ko mana de
vo pyaar phir jagade
Bhole ooh bhole
"B"
Bolai....chan chananana Chan chananana..meri payal bolai