Antaakshari V

The last thread was getting pretty long…so here is a new one

http://www3.pak.org/gupshup/smile.gif

beginning with "H"

Hum to muhabbat karay ga, duniya say nahiN daray ga
chahay ye zamana kahey hum ko deewana kahey
Hum to muhabbat karay ga....

Aap ki nazrou nay samjha peayr k qabil mujhay
dil ki aey dharkan thaher ja mill gaee manzil mujhay
apki nazrou nay samjha

Aah ko chahiya ik umar asr honay tak
kauN jeeta hai teri zulf kay sar honay tak

Kabootar ja ja ja
kabootar ja ja ja
pehele pyar ki pehli chitti saajan ko de aa
kabootar ja ja ja
kabootar ja ja ja

jaati hoon mein
jaldi hai kiya
dhar keh jiya
woh kyon bhala
kudh sey hi darney lagi hoon
mein pyaar karney lagi hoon
kudh sey jo itna darro gi
to pyaar kesay karo gi

next"G"

gaata rahe mera dil
tu hi meri manzil
kehin beetein na ye raatein
kahin beetein na yeh din
gaata rehe mera dil
tu hi meri manzil.
"L"

[This message has been edited by designer (edited June 06, 2000).]

Lalla lalla lori dodh ki kathori dodh me batasha goria kare tamasha
next T

tu hi tu, tu hi tu satrangi rayyyy
tu hi tu, tu hi tu madhrangi rayyy

Ruk Ja o Dil diwane
pucho to main zera
larki hai ya hai jadoo
hushboo hai ya nesha
...
nXt:"N"

na tu aaey gi, na hi chaiN aaey ga
na tu aaey gi, na hi chaiN aaey ga
meray aangan ki, bhari bailooN ka
patta patta, tootTaa jaaey ga
na tu aaey gi, na hi chaiN aaey ga

Nainoon main nindiya
Nindiya main sapnay
Sapnoon main sajan
Jab say basa
Baharain ayee jewan main
nayee halchal hai tun mun main
Aik roop basa hai akhiyoon main

Maanaa janaab ne pukaaraa nahiiN
Kyaa meraa saath bhii gavaaraa nahiiN
Muft meiN ban ke, chal diye tanke,
Vallaa javaab tumhaaraa nahiiN

YaaroN kaa chalna hai ghulaamii
DeteiN haiN hasiinoN ko salaamii
Gussaa naa kijiye jaane bhii dijiye
Bandagi to bandagi to lijiye saahab

"b"

Babul ki duaain laiti jaa
jaa tujh ko sookhi sansaar millay

maikay ki kabhi na yaad aey
sasuraal main itna peyr millay

http://www3.pak.org/gupshup/smile.gif

Yeh dosti ham nahin tauringay
tauringay dam magar
tera saath na chauringay
"Y"

yeh sama
sama hai yeh pyaar ka
kissi keh intezaar ka
dil na chura leh kahin mera
mausam bahaar ka

"K" is next

Kabhi kabhi mere dil mein
hayaal aata hai
ke jaise tuj ko banaya gaya hai mere liye
kabhi kabhi mere dil mein hayaal aata hai

"H"

Hmmmm Designer HAYAAL atta hay???heheheheh
pahlay main samjhi K likha hoowa hay HAYYA lakin ghour say perha tou yay hayaal nikla jou k ap yay likhnay ki koshish ker rahi thee kheyal

http://www3.pak.org/gupshup/smile.gif

hmmmm H say hmmmmmm
hum tum ik kamray main band houn

http://www3.pak.org/gupshup/biggrin.gif

hahahhaahah

Ho gaya hai tujh ko to piyar sajna
Lakh kar lay to inkar sajna
Dildar sajna
Hai yeh piyaar sajna

"N"? guessing! smile

Na tum hameiN jaano, na ham tumheiN jaaneiN
Magar lagtaa hai kuchh aisaa, meraa hamdam mil gayaa

Ye mausam ye raat chup hai, ye hoNThoN kii baat chup hai
Khaamoshii sunaane lagii, hai daastaan
Nazar ban gaii hai, dil kii zubaan

"N"