Raat Ka Nasha Abhi
Aankh Se Gaya Nahin
Raat Ka Nasha Abhi
Aankh Se Gaya Nahin
Tera Nashila Badan
Baahon Ne Chhoda Nahin
Aankhen To Kholi Magar
Sapna Woh Toda Nahin
Haan Wohi Woh Wohi
Saason Pe Rakha Hua Tere Hoton Ka
Sapna Abhi Hai Wahi
Raat Ka Nasha Abhi
Aankh Se Gaya Nahin
Raat Ka Nasha Abhi
Aankh Se Gaya Nahin
Tere Bina Bhi Kabhi
Tujhse Machal Leti Hoon
Karvat Badalti Hoon To
Sapna Badal Leti Hoon
Tere Bina Bhi Kabhi
Tujhse Machal Leti Hoon
Karvat Badalti Hoon To
Sapna Badal Leti Hoon
Tera Khayal Aaye To
Balkhake Pal Jaata Hain
Paani Ke Chaadar Tale
Dum Mera Jal Jaata Hain
Haan Wohi Woh Wohi
Saason Pe Rakha Hua Tere Hoton Ka
Sapna Abhi Hai Wahi
Raat Ka Nasha Abhi
Aankh Se Gaya Nahin
Raat Ka Nasha Abhi
Aankh Se Gaya Nahin
Tere Gale Milne Ke
Mausam Bade Hote Hain
Janmon Ka Vaada Koi
Yeh Gham Bade Chhote Hain
Tere Gale Milne Ke
Mausam Bade Hote Hain
Janmon Ka Vaada Koi
Yeh Gham Bade Chhote Hain
Lambi Si Ek Raat Ho
Lamba Sa Ek Din Mile
Bas Itna Sa Jeena Ho
Milan Ki Ghadi Jab Mile
Haan Wohi Bas Wohi
Saason Pe Rakha Hua Tere Hoton Ka
Sapna Abhi Hai Wahi
Raat Ka Nasha Abhi
Aankh Se Gaya Nahin
Raat Ka Nasha Abhi
Aankh Se Gaya Nahin
“w*Hy is **It thaT* i*F* y*Ou kiLL* a Man in wa*R* y*Ou aRe a hEro,* but
if you k*Ill a maN* out*Side of **War you are callEd a murdeRer *?**”
jo tumako ho pasand, vahii baat karenge
tum din ko agar raat kaho, raat kagenge
jo tumako ...
chaahenge, nibhaaenge, saraahenge aap hii ko
aaNkhon men dam hai jab tak, dekhenge aap hii ko
apanii zubaan se aapake jazabaat kahenge
tum din ko agar raat kaho, raat kahenge
jo tumako ho pasand ...
dete na aap saath to mar jaate ham kabhii ke
puure hue hai.n aap se, aramaan zindagii ke
ham zi.ndagii ko aapakii saugaat kahe.nge
tum din ko agar raat kaho, raat kahe.nge
jo tumako ho pasand ...
Hamari sansoN main aaj tak woh
Hinna ki khushbu mehek rahi hai
laboN pe naghme machal rahay hain
labon pe naghme machal rahay hain
Nazar say masti cchalak rahi hai
hamari sonsoN main aaj tak woh
Hinna ki khushbu mehek rahi hay...
kismat se tum hum ko milay ho
kaisay choreiN gaiy
ye haath hum na choreiN gaiy
kismat se tum hum ko milay ho
kaisay choreiN gaiy
ye haath hum na choreiN gaiy
phir se banti taqdeeroN ko
armaanoN ki zanjeeroN ko
janam ab na toreiN gaiy
kiya kahoN kaisay lagtay hain dil ke
zulfoN ke saaiy
koi bhola rahi jaisay manzil paa jaiy
ya koi dil toofaN ka maara
dard ke lehroN mein awara
koi pyaara pyaar ka sahil paa jaiy
kismat se tum hum ko milay ho
kaisay choreiN gaiy
ye haath hum na choreiN gaiy
meray dil main rehnay wali
mujhe apna kehnay wali
dharkano ka ehsaan tu hai
har ik lamha meray paas tu hai
teray siwa na chahat hai koi
na hai koi armaan
o meri jaan...
meri jaan...
meri jaan...
meri jaan..
meri jaan..
meri jaan... :D
kabhi to tum ko yaad ayain gi
woh baharain woh samaN
jhukay jhukay badaloN kay peecchay
milay thay hum tum jahan jahan...
kabhi to tum ko yaad ayain gi...
tum say bicchray saddiyan beetiN
phir bhi hamain yaad aatay ho
saya ban kar aahat ban kar
aaj bhi tum tarpatay ho
zindagi kitni bezaar hay
tum nai abhi to mujh say kaha tha
tum say pyaar hay...
kahan gayi woh pyar ki kasmain
pyar ka wada kya huwa
kabhi to tum ko yaad ayain gi...
hum nai tum ko kitna chaha
tum kitnay beganay thay
hum nay kya kya aas lagayi
tum kitnay deewanay thay
zindagi kitni bezaar hai
tum nay abhi to mujh say kaha tha
tum say pyaar hay
kahan gayi woh pyaar ki kasmain
pyar ka wada kya huwa
kabhi to tum ko yaad ayain gi
woh baharain woh sama
jhukay jhukay badalon kay peechay
milay thay hum tum jahan jahan
kabhi to tum ko yaad ayain gi...