Antaakshari LXI

ankhion ko rahnay day ankhion k aas paas
door he se dil ki bhujti rahay payaas

dard zamanay main kaam nahi miltey
sab ko mohabat k gham nahi miltey
tootnay walay dil hotey hain kuch khaas

door he se dil ki bhujti rahnay payaas
ankhion ko rahnay day

rah gayen dunia main naam ki khushian
teray meray kis kaam ki khushian
sari umer hum ko rahna hai yuun udaas

door he se dil ki bhujti rahay payaas
ankhion ko rahnay day ankhion k aas paas


~Advice is like caster oil, easy to give hard to swallow!~

Pya bina
Pya bina Pya binaaa baansya
baajay naa baajay naa bajaay naa
Pya bina
Pya bina Pya binaaa baansya
baajay naa baajay naa bajaay naa

..

Pya aisay roothay
kay hoantoan say mairay
sangeet roootha

Kabhee jab main gaoon
lagay mairay mann kaa
her geet jhoootha

aisay bichraay . ho ooa
aisay bichray moasay rassya

...

tumharee sadaa bin
naheen aik soonee
moaree nagaryaa

keh chup hay papeeha
mayur boal bhoolay
bun main sanvarya

din hay soonaa aaaa
din hay soon soonee ratyaan

...

Pya bina
Pya bina Pya binaaa baansya
baajay naa baajay naa bajaay naa
Pya bina
Pya bina Pya binaaa baansya

b


There is No Spoon

bahaaron phuul barasaao, meraa mahabuub aayaa hai
havaaon raaginii gaao, meraa mahabuub aayaa hai

o laalii phuul kii menhandii lagaa in gore haathon mein
utar aa ai ghataa kaajal, lagaa in pyaarii aankhon mein
sitaaron maang bhar jaao
meraa mahabuub aayaa hai

nazaaron har taraf ab taan do ik nuur kii chaadar
barraa sharmiilaa dilabar hai, chalaa jaaye na sharamaa kar
zaraa tum dil ko bahalaao
meraa mahabuub aayaa hai

sajaaii hai javaan kaliyon ne ab ye sej ulfat kii
inhein maaluum thaa aaegii ik din riitu muhabbat kii
fizaaon rang bikharaao
meraa mahabuub aayaa hai

'h'

Hamein Tumse Pyaar Kitna Yeh Hum Nahin Jaante
Magar Ji Nahin Sakte Tumhare Bina

Suna Gham Judaai Ka Uthate Hain Log
Jaane Zindagi Kaise Bitate Hain Log
Din Bhi Yahan To Lage Baras Ke Samaan
Hamein Intezaar Kitna Yeh Hum Nahin Jaante
Magar Ji Nahin Sakte Tumhare Bina...

Tumhe Koi Aur Dekhe To Jalta Hai Dil
Badi Mushkilon Se Phir Sambhalta Hai Dil
Kya Kya Jatan Karte Hain Tumhe Kya Pata
Yeh Dil Beqaraar Kitna Yeh Hum Nahin Jaante
Magar Ji Nahin Sakte Tumhare Bina...

'B'

Bade bemurawwat hain ye husn wale
kahin dil lagane ki koshish na karna

Muhabbat to kya hai ek kagaz ki nao
udhar behti hai jis taraf ho bahao
nazar ke bhanwar mein na tum doob jao
jawani lutane ki koshish na karna

Movie Name: Anmol Ghadi

kyo.n yaad aa rahe hai.n
guzare hue zamaane
ye sukh bhare fasaane
rote hue taraane
kisako sunaa rahe hai.n
kyo.n yaad rahe hai.n

kyo.n muskuraa rahe hai.n
dekho agar to samajho
aa.Nsuu bahaa rahe hai.n
kyo.n yaad aa rahe hai.n

kyaa vaqt hai nA jaane
kyo.n hichakiyo.n kii lay pe
gaate Gam ke gaane
ham bhor ke diye hai.n
bujhate hii gaa rahe hai.n
kyo.n yaad aa rahe hai.n

'H'

Hum dil day chukay sanam
teray hu gay hai hummmm
teri kasam
"k"

Film: The Train

kisaliye mai.nne pyaar kiyaa
dil ko yuu.Nhii beqaraar kiyaa
shaam savere terii raah dekhii
raat din i.ntazaar kiyaa -2

aa.Nkho.n me.n mai.nne kaajal Daalaa
maathe pe bi.ndiyaa lagaaii
aise me.n tuu aa jaae to
kyaa ho, raam duhaaii
chhup ke mu.nh me.n armaano.n ne
lii kaisii a.nga.Daaii
koii dekhe to kyaa samajhe
ho jaae rusvaaii
mai.nne kyo.n si.nGaar kiyaa
dil ko yuu.N beqaraar kiyaa
shaam savere terii raah dekhii
raat din i.ntazaar kiyaa, ho...
kisaliye mai.nne pyaar kiyaa

aaj vo din hai, jisake liye mai.n
ta.Dapii banake raadhaa
aaj mere man kii bachainii
ba.D ga_ii aur zyaadaa
pyaar me.n dhokaa na khaa jaae
ye man siidhaa-saadaa
aisaa na ho jhuuThaa nikale
aaj milan kaa vaadaa
mai.nne kyo.n aitabaar kiyaa
(dil ko yuu.Nhii beqaraar kiyaa
shaam savere terii raah dekhii
raat din i.ntazaar kiyaa, ho...
kisaliye mai.nne pyaar kiyaa) -2

'K'

[This message has been edited by Dil he Pakistani (edited April 04, 2002).]

sung by Junoon-

kaha jo unho nai, woh sab nay suna
aur jo hum nai kaha woh, woh kis nay suna
koi yahan, apni zuban samjhe kahan an an

ghulami main khush hain abhi doosron ki
kay rehtay hain jannat main, woh ehmakon ki
na hi rasta koi un ka, na hi manzil

kaha jo unho nay, woh sab nay suna
aur jo hum nay kaha woh, woh kis nai suna

"S"

sun baba sun...
ahaaaaa ahaaaaaaaa
pyar ki dhun...
ahaaaaa ahaaaaaa
maine tujje chun liyaaa
too bhi muje chun chun chun chun chun chun

chooora liya hai tum nay jo dil ko
nazar nahi choorana sanam
badal kay meri tum zindagani
kahi badal na jana sanam
layliya dil hai hai mera dil
dil laykay mujko na tarpana
chooraa liyaaaaaaaa

"l"

Movie:HHGAK

Ishq Hai Kya Kuch Nahi Hai Mohabbat
Kal Kuch Nahin Bas Yehi Hai Haqeekat
Nazren Churana Na Yun Dil Jalaana Na
Nazren Churana Na Yun Dil Jalaana Na
Aa Mere Nazdik Aa
Ishq Hai Kya Kuch Nahi Hai Mohabbat
Kal Kuch Nahin Bas Yehi Hai Haqeekat
Nazren Churana Na Yun Dil Jalaana Na
Nazren Churana Na Yun Dil Jalaana Na
Aa Mere Nazdik Aa
Love Me Love Me Just For The Day
Love Me Love Me Just For The Day
Love Me Love Me Just For The Day
Love Me Love Me Just For The Day

Main To Haseeno Ka Hoon Deewana
Dilkash Adaayen Mera Nishana
Dekhu Jahan Main Behki Jawaani
Chaane Lage Ek Nasha
Main To Haseeno Ka Hoon Deewana
Dilkash Adaayen Mera Nishana
Dekhu Jahan Main Behki Jawaani
Chaane Lage Ek Nasha
Kaise Bataaun Tujhe Meri Haalat
Kal Kuch Nahin Bas Yehi Hai Haqeekat
Nazren Churana Na Yun Dil Jalaana Na
Nazren Churana Na Yun Dil Jalaana Na
Aa Mere Nazdik Aa
Love Me Love Me Just For The Day
Love Me Love Me Just For The Day
Love Me Love Me Just For The Day
Love Me Love Me Just For The Day

Teri Nashili Aankhon Se Pi Loon
Main Do Gadi To Masti Mein Ji Loon
Kehti Hai Tere Hoton Ki Laali
Aa Pyaas Meri Bujha
Teri Nashili Aankhon Se Pi Loon
Main Do Gadi To Masti Mein Ji Loon
Kehti Hai Tere Hoton Ki Laali
Aa Pyaas Meri Bujha
Aachi Lagaye Muhje Teri Shararat
Kal Kuch Nahin Bas Yehi Hai Haqeekat
Nazren Churana Na Yun Dil Jalaana Na
Nazren Churana Na Yun Dil Jalaana Na
Aa Mere Nazdik Aa
Love Me Love Me Just For The Day
Love Me Love Me Just For The Day
Love Me Love Me Just For The Day
Love Me Love Me Just For The Day


“w*Hy is **It thaT* i*F* y*Ou kiLL* a Man in wa*R* y*Ou aRe a hEro,* but
if you k*Ill a maN* out*Side of **War you are callEd a murdeRer *?**”

Movie- dil hay kay manta nahi

Dil hai kay manta nahi
dil hai kay manta nahi
mushkil bari hai resm-e-mohobbat
yeh janta hi nahi
ho, hoo o o o
dil hay kay manta nahi
yeh bekarari kyoun ho rahi hay
yeh janta hi nahi
Dil hay kay manta nahi
dil hay kay maaanta nahi

Dil to yeh chahay
har pal tumhain hum
bas unhi dekha karain
marr kay bhi hum na
tum say juda hon
aao kuch, aisa karain
mujh main sama ja
aa paas aa ja
hum dam meray hum nashiN

Dil hai kay manta nahi
dil hai kay manta nahi
mushkil bari hay
rasme mohobat
yeh janta hi nahi
dil hay kay manta nahi
dil hay kay manta nahi...

"N"

na heree gee main ka har so herawama
shaestha kandahara der deh yadawamma
khusoosan deh arghandab hagho vallo kay
da obbo zhaghe mullan po zro larama

ma dartha tol umar da guloona shaal wayallay day
kalla main perzore da bamoono kandahara
stha thasweer main zro ow rwaan kor kay sathallay day
kalla main perzore da bamoono kandahara

stha oh zama meena kandahar deh da watan meena
da nawa chay zo dertha po chappa stharga goramma
stha oh zama weena kandahar da deh watan weena
da nawa chay zo dertha po chappa stharga gorama
granna kandahara zo gungayee na yum kho so wakkam
hees wayyala na sham chay da woss jhabba main ghwassa da
sal kala da zhwan oh marg po braid manday wallar yamma
sog bo zhabba rakee chay da woos zhabba main ghwassa da

mozh tha khpal naseeb po weena sorra raseedale de
kalla main perzore da bamoono kandahar..

U GOTTA HAVE A PASHTO TRANSLATOR FOR THIS ONE (LOL)
ANYWAY DUZ THIS COUNT??? IF IT DUZ THAN

"K"

[This message has been edited by fakeer (edited April 05, 2002).]

haha everyone stopped after i posted the pashtu song lol

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif

.
ok thats ok if u dont wanna count that lol…but that wud be discrimination than

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif

nah no discrimination

kehta hai pal pal tumse
ho ke dil ye dewana
ek pal bhi jaan e jana
mujhse duur nahi jana

'j'

jab tumhin aashqi maaloom ho ghi
merii dewanghi maloom ho ghi
kitni tanha hai mohabat k bina
tum ko ye zindghi maaloom ho ghi

kesa dard hota hai dil k toot janay se
a k zara poocho tum apnay dewanay se
mera dil toota hia mera Rub rotha hai
Rub se zaida tujhay chahoon Rub ki kasam

jab tumhin bandghi maloom ho ghi
merii dewanghi maloom ho ghi
kitni tanha hai mohabat k bina
tum ko ye zindghi maaloom ho ghi

taarey bujh jain gain chand jal jaiey gha
per ye dewana tera tuj ko na bhulaiy gha
zakhmoon ko seena kia bin teray jeena kia
chahoon gha main tumin ab mar k sanam

jab tumhin bandghi maloom ho ghi
merii dewanghi maloom ho ghi
kitni tanha hai mohabat k bina
tum ko ye zindghi maaloom ho ghi

pehli kasam payar ki tum yaad rakhna sanam
pahla qadam payaer ka tum yaad rakhna sanam


~Advice is like caster oil, easy to give hard to swallow!~

Suhaani raat dhal chuki
Naa Jaanay tum kub aao gay
Jahaan kee rut badal chukee
Naa janay tum kub aao gay

Nazaaray apnee mastyaan dikha dikha kay soa gayay
Sitaaray apnee roshnee luta luta kay soa gayay
her aik shama jal chukeee
Naa janay tum kub aao gay

Suhaani raat dhal chuki
Naa Jaanay tum kub aao gay

Tarrap rahain hain hum yahaaan
tarrap rahain hain hum yaan tumharay intizaar main
tumharay intizaar main

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary.gif

khizaan kaa rang aa chala hay
mausam-e-bahaar main
khizaan kaa rang aa chala hay
mausam-e-bahaar main.. mausam-e-bahaar main

hava bhee rukh badal chukee
na jaanay tum kub aao gay

Suhaani raat dhal chuki
Naa Jaanay tum kub aao gay

G


Confucious say: Man who enter turnstile sideway, going to Bangkok

A Rafi song–no idea of movie

Guzare Hain Aaj Ishq Mein Hum Us Maqaam Se
Nafrat Si Ho Gayi Hai Mohabbat Ke Naam Se

Hamko Na Ye Gumaan Tha, O Sangdil Sanam
Raah-E-Vafaa Se Tere Behak Jaaenge Kadam
Chhalkega Zahar Bhi Teri Aankhon Ke Jaam Se

O Bewafaa Tera Bhi Yunhi Toot Jaaey Dil
Tu Bhi Tadap-Tadap Ke Pukaare Ki Haay Dil
Tera Bhi Saamna Ho Kabhi, Gham Ki Shaam Se

Hum Voh Nahin Jo Pyaar Mein Rokar Guzaar Dein
Parchhaee Bhi Ho Teri To Thokar Se Maar Dein
Vaaqif Hain Hum Bhi Khub Har Ek Intqaam Se

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary.gif

S


I don’t have an attitude problem. You have a perception problem.

[This message has been edited by Masi Museebtay (edited April 06, 2002).]

Sar ki hai yeh pahar
Daryaon ki gheraiyon may tujhay dhoonda hai
abhi jai kal bar
meray anay say na looto
meray man ka qararrr
sar ki hai yeh pahar
dariyaon ki gheraon may tujhay dhoonda hai
abhi jai kal bar
meray anay say na looto meray man ka qararr
hoooo hu gaya hai tum say pyar
hoooo hu gaya hai tum say pyar
meray anay say na looto meray man ka qarar
meray anay say na looto meray man ka qarar
jidhar bhi dekhon tu he nazar ati hai
ankhain band ker loon tou tu aur kareeb
ati haiii
jidhar bhi dekhon tu he nazar ati haiiii
ankhain band ker loon tou tu aur kareeb nazar ati haiiiiiiiii
meray anay say na looto meray man ka qarar
meray anay say na looto meray man ka qararrr
khushbou teri mujhay jo chu jati hai
meray man may kaysay yeh deep jala jati hai
khushbou teri mujhay jo chu jati haiiii
meray man may kaysay yeh deep jala jati haiii
meray anay say na looto meray man ka qarar
meray anay say na looto meray man ka qarar
hoooo hu gaya hai tum say pyar
hoooo hu gaya hai tum say pyar
sar ki hai yeh pahar
dariyaon ki ghariyon may tujhay dhoonda hai
abhi jai kal bar
meray anay say na looto meray man ka qarar
sar ki hai yeh pahar
dariyaon ki ghariyon may tujhay dhoonda hai
abhi jai kal bar
meray anay say na looto meray man ka qarar