Antaakshari LXI

Gaata Rahey Mera Dil
Tuhee Meri Manzil
Kahin Betain naa ye Ratein
Kahin Betay naa yeh din
Gaata Rahey Mera Dil

"D"


Zameen Par Bhaij Diya, Khair Muslaihat Uss ke, Mujhko to chand banana tha aasmaan kay liye

[This message has been edited by Diablo666 (edited April 16, 2002).]

fakhir's aatish-

dil dil say keh raha
mera hi fasana
jogi houn teran yeh mera dil hay deewana
dil dil say keh raha
mera hi fazana
kyoun baj raka hay har sooN
tera hi tarana
jogi houn tera yeh mera dil hay deewana
DEEWANa, deewana
dil deewana, tera deewana
deewana, deewana
dil deewana tera deewaannaaa

meri ankhon main
teray sapnay hain
meray sapnon main
teri batain hain
zikr hay tera
labon pe meray
dard hay tera
zikr main meray
sun ja meri jaan dile sakhmi ka fasana

dekho na meri jana
mai kaisa deewana
ta'nay mujhe deta hay
sara yeh zamana
jogi houn tera, yeh mera dil hay deewana
deewana, ho deewana
dil deewana
tera deewana
deewana, deewana
dil deewana, tera deewana!!!

"D" again

Dikhaie diay youn kay baykhud kiya
Hamein aap say bhi juda kar chalay

jabeen sajda kartay he kartay gaii
haq-e-bandgi ham ada kar chalay..


I don't have an attitude problem. You have a perception problem.

DTPH

chaand nay kuch kaha
raat nai kuch suna
tu bhi sunn bekhabar
pyaar kar, ho ho ho pyaar kar
aayi hai chandani mujh say kehnay yehi
meri gali meray ghar...
pyaar kar, ho ho ho pyaar kar...

"K"

^-- achi zabardasti hai yeh bhi! bhae time par kar lein gae

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif

Kambakht Ishq hai Joe
Sara Jahan hai woh
Kab Aata hai
KAb Jaata hai
Par rehta hai jab tak yeh KAMBAKHT, Jannat dikhata hai

“H”


Kambakht Ishq!

Hum Bewafa Hargiz na thay
Per Hum Wafa kar na sakay
Hum ko mili us ki saza
Hum jo khata kar na sakay
Hum bewafa hargiz na thay
per hum wafa kar na sakay

Kitni akeli thi wo rahey hum jin pay ab tak akeley chaltay rahay
Tujh say bichar kay bhi o bekhabar terey hi gham may jaltay rahay
Tu nay kiya jo shikwa hum woh gila kar na sakay
Hum Bewafa hargiz na thay
per hum wafa kar na sakay
"S"


I feared being alone until I learned to like myself

shaam-e-Gam kii qasam aaj Gamagiin hain ham
aa bhii jaa aa bhii jaa aaj mere sanam
shaam-e-Gam kii qasam
dil pareshaan hain raat viiraan hain
dekh jaa kis tarah aaj tanahaa hain ham

chain kaisaa jo pahaluu men tuu hii nahiin
maar Daale na dard-e-judaaI kahiin
rut hansiin hain to kyaa chaaNdanii hai to kyaa
chaaNdanii zulm hai aur judaaI sitam

ab to aajaa ke ab raat bhii so gaI
zindagii Gam ke seharaav men kho gaI
DhuunDhatii hain nazar tuu kahaan hain magar
dekhate dekhate aayaa aaNkhon men Gam

ghar se nikalte hii, kuchh duur chalate hii
raste mein hai usakaa ghar
kal subah dekhaa to, baal banatii vo, khirrkii mein aayii nazar

maasuum chaharaa, niichii nigaahein
bholii sii larrakii, bholii adaayein
na apsaraa hai, na vo parii hai
lekin yah usakii jaaduugarii hai
diivaanaa kar ke vo, ek rang bhar ke vo
sharmaa ke dekhe jidhar

karataa huun usake ghar ke main phere
hansane lage hain ab dost mere
sach kah rahaa huun, usakii kasam hai
main phir bhii khush huun, bas ek gham hai
jise pyaar karataa huun, main jis pe marataa huun
usako nahiin hai khabar

larrkii hai jaise, koii pahelii
kal jo milii mujhako, usakii sahelii
mainne kahaa usako, jaake yah kahanaa
achchhaa nahiin hai, yuun duur rahanaa
kal shaam nikale vo, ghar se tahalane ko
milanaa jo chaahe agar

ai mere hamasafar,
ik zaraa intazaar sun sadaaen,
de rahii hai,
manzil pyaar kii

ab hai judaaii kaa mausam,
do pal kaa mehamaan
kaise na jaaegaa andheraa,
kyun na thamegaa tuufaan
kaise naa milegii,
manjil pyaar kii ...

pyaar ne jahaan pe rakhaa hai,
jhuum ke kadam ik baar
vahiin se khulaa hai koi rastaa,
vahin se girii hai divaar
roke kab rukii hai,
manzil pyaar kii ...

'K'

[This message has been edited by Dil he Pakistani (edited April 18, 2002).]

kabhi kabhi mere dil me
ghayaal aata haye
ke djese tum ko banaya
ghaya haye mere liye


rehna haye rehna haye
tere garden me rehna haye
karna haye karna haye
kabza tere ghar pe karna haye...

Brian Adam's

look into my eyes
u will see
what u mean to me
search ur heart
search ur soul
and if u find me there
u'll search no more
dont tell me its not worth tryin' for
i cant help it
theres nothing i want more
u know its true
everything i do
i do it for you...

"y"

Yunhi kat jayey ga safar saath chalney say
k manzil ayey gi nazar saath chalney say
Hum hai rahee pyar kay chalna apnaa kaam
pal bhar may ho jayey giher mushkil asaan
hosla na harey gay
hum to bazi marey gay
yunhi kat jayey ga safar saath chalney say
"S"


I feared being alone until I learned to like myself

sanu ik pal chayn na avay
sanu ik pal chayn na avay
oo sajna tere bina
oo sajna tere bina

'b'

Movie: Dil To Pagal Hai

Bholi Si Surat, Aankhon Mein Masti
Aye Hai, Are Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti, Door Khadi Sharmaaye, Aye hai
Ek Jhalak Dikhlaye Kabhi,Kabhi Aanchal Mein Chupjaye
Aye Hai, Meri Nazar Se Tum Dekho To Yaar Nazar Woh Aaye
Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti, Door Khadi Sharmaaye, Aye hai
Aye Hai
Ek Jhalak Dikhlaye Kabhi,Kabhi Aanchal Mein Chupjaye
Aye Hai, Meri Nazar Se Tum Dekho To Yaar Nazar Woh Aaye
Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti, Door Khadi Sharmaaye, Aye hai
Aye Hai

Ladki Nahin Hai, Woh Jaadu Hai, Aur Kaha Kya Jaye
Raat Ko Mere Khawaab Mein Aayee, Woh Zulfe Bikhrayee
Aankh Khuli To Dil Chaha Phir Neend Mujhe Aajaye
Bin Dekhe Yeh Haal Hua, Dekhu To Kya Ho Jaaye
Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti, Door Khadi Sharmaaye, Aye hai
Ek Jhalak Dikhlaye Kabhi,Kabhi Aanchal Mein Chupjaye
Aye Hai
Meri Nazar Se Tum Dekho To Yaar Nazar Woh Aaye
Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti
Aye Hai

Saawan Ka Pehla Baadal, Uska Kaajal Banjaaye
Mauj Uthe Saagar Mein Jaise Aise Kadam Uthaye
Rab Ne Jaane Kis Mitti Se Uske Ang Banaye
Chum Se Kaash Kahin Se Mere Saamne Wo Aajaaye
Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti, Door Khadi Sharmaaye, Aye hai
Ek Jhalak Dikhlaye Kabhi,Kabhi Aanchal Mein Chupjaye
Aye Hai
Meri Nazar Se Tum Dekho To Yaar Nazar Woh Aaye
Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti, Door Khadi Sharmaye
Aye Hai
Aye Hai


WatCh youR tHoughtS; they become words.
WatCh youR wOrdS; they become actions.
WatCh youR aCtiOns; they become habits.
WatCh youR hAbiTs; they become character.
WatCh youR chaRactEr; it becomes your dEsTinY."

ye ladka haye allah
kesa haye deewana
kitna mushkil haye yaaroun
is ko samdjana
ke dheere dheere
dil bekaraar hota haye,
hote hote hote
pyaar hota haye

(not shure if it is posted before)


ham se haye dunya
é dunya waloun...

hamen tumase pyaar kitanaa, ye ham nahiin jaanate
magar jii nahiin sakate tumhaare binaa

sunaa gam judaai kaa, uthaate hain log
jaane zindagii kaise, bitaate hain log
din bhii yahaan to lage, baras ke samaan
hamen intazaar kitanaa, ye ham nahiin jaanate
magar jii nahiin sakate tumhaare binaa

tumhen koi aur dekhe, to jalataa hai dil
barrii mushkilon se phir, sambhalataa hai dil
kyaa kyaa jatan karaten hain, tumhen kyaa pataa
ye dil beqaraar kitanaa, ye ham nahiin jaanate
magar jii nahiin sakate tumhaare binaa

bahut pyaar karate hain,
tumako sanam
kasam chaahe le lo
khudaa kii kasam

hamen har ghadii,
aarazu hai tumhaarii
hotii hai kaisii,
sanam bekaraarii
milenge jo tumako to
bataayenge ham
bahut pyaar ...

hamaarii gajal hai,
tassavur tumhaaraa
tumhaare binaa ab,
naa jiinaa hamaaraa
tumhe yun hii chaahenge
jab tak hai dam
bahut pyaar ...

saagar kii baahon men,
maujen hain jitanii
hamako bhii tumase,
muhabbat hai utanii
ke ye bekarari naa
ab hogii kam
bahut pyaar ...

'p'

pardasion se na akhain milna
pardesion ko hai ik din jana
pardasion se na akhain milna

such he kaha hai punchi in ko
raat ko therain tu ur jain din ko
aj yahan kal wahan hai thikana

pardesion ko hai ik din jana
pardasion se na akhain milna


~Advice is like caster oil, easy to give hard to swallow!~

mujhko awaz de tu kahan hai
kitna soona soona jahan hai
pehle deewana mujhko banaya
phir muhabbat se daaman chuhraya
dard dil me lab pe fughaan hai
kitna soona soona jahan hai


~~~~*
"If you belong to Allah, rest assured that Allah will indeed belong to you"
"Dream as if u live forever live as if u will die today"
"The best way to cheer yourself up is to try to cheer somebody else up."
~~~~*

Har dil jo pyar karega
Har dil jo pyar karega

usse hasna bhi ho ga
usse rona bhi ho ga
usse paana bhi ho ga
usse khona bhi ho ga

subha shaam tanhai mein aanhein bharay gaa

Har dil jo pyar karega


aTTiTuDeZ R coNtAgiOuZ....MiNe mITe KilL yOU