Here you are again. The first letter of the last word is “Hon” so the next song should start with “H” ![]()
Have Fun!
Here you are again. The first letter of the last word is “Hon” so the next song should start with “H” ![]()
Have Fun!
hehe i made no sense above but the next song does start with "H"
hum bewafa hargiz na thay
par hum wafa kar na sake
hum ko mili uski saza
hum jo khata kar na sake
hum bewafa hargiz na thay
par hum wafa kar na sake
'S'
Movie: Muqaddar Ka Sikandar
Salaam-E-Ishq Meri Jaan Zara Kubool Kar Lo
Tum Hamse Pyar Karne Ki Zara Si Bhool Kar Lo
Mera Dil Bechain, Mera Dil Bechain Hai Humsafar Ke Liye
Maein Sunaaun Tumhein Baat Ik Raat Ki
Chand Bhi Apni Puri Jawaani Pe Tha
Dil Mein Toofan Tha, Ek Armaan Tha
Dil Ka Toofan Apni Ravaani Pe Tha
Ek Badal Udhar Se Chalaa Jhoom Ke
Dekhte Dekhte Chand Par Chhaa Gaya
Chand Bhi Kho Gaya Uski Aagosh Mein
Uff Yeh Kya Ho Gaya Josh Hi Josh Mein
Mera Dil Dhadkaa,
Mera Dil Tadpa Kisiki Nazar Ke Liye
Salaam-E-Ishq Meri Jaan Zara Kubool Kar Lo ...
Iske Aage Ki Ab Daastaan Mujhse Sun
Sunke Teri Nazar Dabdabaa Jayegi
Baat Dil Ki Jo Ab Tak Tere Dil Mein Thi
Mera Daavaa Hai Hothon Pe Aa Jayegi
Tu Masiha Mohabbat Ke Maaron Ka Hai
Hum Tera Naam Sunke Chale Aaye Hain
Ab Davaa De Hamein Ya Tu De De Zehar
Teri Mehfil Mein Ye Diljale Aaye Hain
Ek Ehsaan Kar, Ehsaan Kar,
Ek Ehsaan Kar Apne Mehmaan Par
Apne Mehmaan Par Ek Ehsaan Kar
De Duaaen, De Duaaen Tujhe Umra Bhar Ke Liye
Salaam-E-Ishq Meri Jaan Zara Kubool Kar Lo ...
“na maiN* momin vich masiitaa*N, na maiN* muusaa, na fir'aun!”
*
me back
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif
a lil inconsistent nowadays, but i’m still here…u don’t win that ez Ali_R
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
Laal chunariya waali pe dil aaya re
Arre laal chunariya waali pe dil aaya re
Dil dhak dhak karta hai re
Tujhpe hi marta hai re
Sun kya kya kehta hai re
O mere sona, hai roop salona
Tera kya kehna re
Laal chunariya waali pe dil aaya re
Arre laal chunariya waali pe dil aaya re
La la la la laa la la la laa
La la la la laa la la la laa
Oh, jab chaand sanam chhat pe aaye
Teri yaad mujhe tadpaa jaaye
Jab chand sanam chhat pe aaye
Teri yaad mujhe tadpaa jaaye
Yaadon mein hi rehna gum
Taarein ginta rehna tum
Khayaalon ke laddu khaate rehna tum, haan
Khayaalon ke laddu khaate rehna tum
O maine laddu bantwaana, maine band bajwaana
Tainu pyaar sikhaana re
Laal chunariya waali pe dil aaya re
Arre laal chunariya waali pe dil aaya re
Karle karle pyaar karle re, o saloni pyaar karle re
Karle karle pyaar karle re, o saloni pyaar karle re
La la la la, la la la ra la, la la la la la
La la la la, la la la ra la, la la la la la
(Kya cheez hai tu, kya lagti hai
Kya adaa hai yeh, kya masti hai)
(Kya cheez hai tu, kya lagti hai
Kya adaa hai yeh, kya masti hai)
Mastiyaan lutaaoongi, adaayein dikhaaoongi
Par main teri baaton mein naa aaoongi, haan
Par main teri baaton mein naa aaoongi
O tainu kangana pehndaana, tainu dholi mein baithaana
Tainu angana mein laana re
Laal chunariya waali pe dil aaya re
Arre laal chunariya waali pe dil aaya re
Dil dhak dhak karta hai re
Tujhpe hi marta hai re
Sun kya kya kehta hai re
O mere sona, hai roop salona
Tera kya kehna re
Laal chunariya waali pe dil aaya re
Arre laal chunariya waali pe dil aaya re
Dil dhak dhak karta hai re
Tujhpe hi marta hai re
Sun kya kya kehta hai re
O mere sona, hai pyaar salona
Tera kya kehna re
Movie: Asoka
Waz about time, DM. No ji you missed last 3-4 threads, chek um up..I guess you lost
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/nah.gif
Raat Ka Nasha Abhi
Aankh Se Gaya Nahin
Raat Ka Nasha Abhi
Aankh Se Gaya Nahin
Tera Nashila Badan
Baahon Ne Chhoda Nahin
Aankhen To Kholi Magar
Sapna Woh Toda Nahin
Haan Wohi Woh Wohi
Saason Pe Rakha Hua Tere Hoton Ka
Sapna Abhi Hai Wahi
Raat Ka Nasha Abhi
Aankh Se Gaya Nahin
Raat Ka Nasha Abhi
Aankh Se Gaya Nahin
Tere Bina Bhi Kabhi
Tujhse Machal Leti Hoon
Karvat Badalti Hoon To
Sapna Badal Leti Hoon
Tere Bina Bhi Kabhi
Tujhse Machal Leti Hoon
Karvat Badalti Hoon To
Sapna Badal Leti Hoon
Tera Khayal Aaye To
Balkhake Pal Jaata Hain
Paani Ke Chaadar Tale
Dum Mera Jal Jaata Hain
Haan Wohi Woh Wohi
Saason Pe Rakha Hua Tere Hoton Ka
Sapna Abhi Hai Wahi
Raat Ka Nasha Abhi
Aankh Se Gaya Nahin
Raat Ka Nasha Abhi
Aankh Se Gaya Nahin
Tere Gale Milne Ke
Mausam Bade Hote Hain
Janmon Ka Vaada Koi
Yeh Gham Bade Chhote Hain
Tere Gale Milne Ke
Mausam Bade Hote Hain
Janmon Ka Vaada Koi
Yeh Gham Bade Chhote Hain
Lambi Si Ek Raat Ho
Lamba Sa Ek Din Mile
Bas Itna Sa Jeena Ho
Milan Ki Ghadi Jab Mile
Haan Wohi Bas Wohi
Saason Pe Rakha Hua Tere Hoton Ka
Sapna Abhi Hai Wahi
Raat Ka Nasha Abhi
Aankh Se Gaya Nahin
Raat Ka Nasha Abhi
Aankh Se Gaya Nahin
*“na maiN momin vich masiitaaN, na maiN muusaa, na fir’aun!”
*
nahin yeh hau nahin sakta
keh teri yaad na ayay
bina terey kahin bhi dil
mera bah chain na payay
tujhe bhoolnay seh pehlay
meri jaan chali jayay
meri jaaaaaaaaaaaaaaaaaan chali jayay
hau meri jaaaaaaaaaaaaaaaaaaan chali jayay
Jab bhi ye dil udaas hota hai
Jaane kaun aasp paas hota hai
jab bhi ye dil udaas hota hai
huzoor aap ka bhi
ihtiraam karta chalooN
idhar se guzra tha socha
salaam karta chalooN...
"Ch"
If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes...
ALi_R: u just got lucky cuz i am bz with work nowadays
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif
ehehe
and the game is still on
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes…
Movie: Dil Se
Love that song
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
, DM yeah yeah
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif
Chal Chhaiyaan Chhaiyaan Chhaiyaan Chhaiyaan
Chal Chhaiyaan Chhaiyaan Chhaiyaan Chhaiyaan
Sar Ishq Ki Chhaon Chal Chhaiyaan Chhaiyaan
Paaon Janat Chale Chal Chhaiyaan Chhaiyaan
Woh Yaar Hai Jo Khushboo Ki Tarah
Jiski Zubaan Urdu Ki Tarah
Meri Shaam Raat Meri Kaynaat
Woh Yaar Mera Saiyaan Saiyaan
Chal Chhaiyaan…
Taabeez Banake Pehnu Use
Aayat Ki Tarah Miljaye Kahin
Gulposh Kabhi Itraye Kahin
Mehke To Nazar Aajaye Kahin
Woh Yaar Hai Jo Imaan Ki Tarah
Mera Nagma Wahi Mera Kalma Wahi
Yaar Misal-E-Aas Chale Firdaus Chale
Kabhi Daal Daal Kabhi Paat Paat
Maein Hawa Pe Dhoondun Uske Nishaan
Chal Chhaiyaan …
Maein Uske Roop Ka Shaidai
Woh Dhoop Chhaon Sa Harjai
Woh Shokh Hai Rang Badalta Hai
Maein Rang Roop Ka Saudai
Jinke Sar Ho Ishq Ki Chhaaon
Paaon Ke Neeche Jannat Hogi
Shaam Raat Meri Kaynat
Woh Yaar Mera Saiyaan Saiyaan
Chal Chhaiyaan
*“na maiN momin vich masiitaaN, na maiN muusaa, na fir’aun!”
*
chalte chalte
chalte chalte
yuhiN koi mil gaya tha
yuhiN koi mil gaya tha
sar-e-raah chalte chalte
sar-e-raah chalte chalte
wahin thamm ke reh gayi hai
wahin thamm ke reh gayi hai
meri raat dhalte dhalte
meri raat dhalte dhalte
jo kahi gayi na mujhse
jo kahi gayi na mujhse
wo zamana keh raha hai
wo zamana keh raha hai
ke fasana bann gayi hai
ke fasana bann gayi hai
meri baat taltay taltay
yuhiN koi mil gaya tha
yuhiN koi mil gaya tha
sar-e-raah chalte chalte
sar-e-raah chalte chalte
yuhiN koi mil gaya tha
sar-e-raah
chalte chalte
sar-e-raah
chalte chalte
chalte chalte
chalte chalte
chalte chalte
yuhiN koi mil gaya tha
yuhin koi mil gaya tha
shab-e-intezar akhir
shab-e-intezar akhir
kabhi ho gi mukhtasir bhi
kabhi ho gi mukhtasir bhi
ye chiraagh bujh rahe hain
ye chiraagh bujh rahe hain
mere saath jaltay jaltay
ye chiraagh bujh rahe hain
ye chiraagh bujh rahe hain
ye chiraagh bujh rahe hain
ye chiraagh bujh rahe hain
ye chiraagh bujh rahe hain
mere saath jaltay jaltay
yuhiN koi mil gaya tha
yuhin koi mil gaya tha
sar-e-raah chalte chalte
sar-e-raah chalte chalte
'ch'
Churi nahin ye mera dil hai
dekho dekho tute na
churi nahi ye mera.
Movie: Pyar Tune Kya Kiya
Mujhko Khuda Ne De Diya Pyaar Tere Jo Saathiya
Maano Jaise Mil Gaya Hai Jannat Ka Rasta
Main Chalti Thi Raaste Ek Manzil Ke Waaste
Tujhse Milke Yun Laga Jana Mujhko Hai Kahan
Hum Dono Ko Milna Tha Jaana Pyaar Yunhi Khilna Tha Jaana
Meri Aankhon Mein Teri Saason Mein Bas Tu Hi Hai Jaana
Mujhko Khuda Ne De Diya Pyaar Tere Jo Saathiya
Maano Jaise Mil Gaya Hai Jannat Ka Rasta
Main Chalti Thi Raaste Ek Manzil Ke Waaste
Tujhse Milke Yun Laga Jana Mujhko Hai Kahan
Tu Rahe To Rahe Meri Zindagi Kehta Hoon Rab Se
Sang Tere Bitaoon Mein Har Khushi Ab Se Yahin Se
Tera Naam Meri Zubaan Se Na Jaaye
Jo Tu Na Rahe To Meri Jaan Jaaye
Meri Aankhon Mein Meri Hi Saason Mein Bus Tu Hi Hai Jaana
Mujhko Khuda Ne De Diya Pyaar Tere Jo Saathiya
Maano Jaise Mil Gaya Hai Jannat Ka Rasta
Main Chalti Thi Raaste Ek Manzil Ke Waaste
Tujhse Milke Yun Laga Jana Mujhko Hai Kahan
Faasle Ho Rahe Hai Kam Jaaneman Bas Ek Pal Mein
Ek Jaan Ban Gaye Hai Yeh Do Badan Bas Ek Pal Mein
Yeh Jo Bhi Nasha Hai Bada Hi Maza Hai
Yahan Dhadkano Ke Yehi To Sada Hai
Meri Aankhon Mein Meri Hi Saason Mein Bus Tu Hi Hai Jaana
Mujhko Khuda Ne De Diya Pyaar Tere Jo Saathiya
Maano Jaise Mil Gaya Hai Jannat Ka Rasta
Main Chalti Thi Raaste Ek Manzil Ke Waaste
Tujhse Milke Yun Laga Jana Mujhko Hai Kahan
Hum Dono Ko Milna Tha Jaana Pyaar Yunhi Khilna Tha Jaana
Meri Aankhon Mein Teri Saason Mein Bas Tu Hi Hai Jaana
Mujhko Khuda Ne De Diya Pyaar Tere Jo Saathiya
Maano Jaise Mil Gaya Hai Jannat Ka Rasta
Main Chalti Thi Raaste Ek Manzil Ke Waaste
Tujhse Milke Yun Laga Jana Mujhko Hai Kahan
Maano Jaise Mil Gaya Hai Jannat Ka Rasta
Tujhse Milke Yoon Laga Manzil Meri Hai Yahan
“na maiN* momin vich masiitaa*N, na maiN* muusaa, na fir'aun!”
*
yaar bina dil mera nahi lagdaaa
yaar bina dil mera nahi lagdaaa
pyaar bina dil mera nahi lagdaa
yaar bina dil mera nahi lagdaa
ho nahi lagda ho nahi lagda
yaar bina dil mera nahi lagdaa
yaar bina dil mera nahi lagdaa
kuch mujhe yaar ki judai maar gayi
kuch mujhe nain ki khudai maar gayi
khudai maar gayi judai maar gayi
yaar bina dil mera nahi lagdaa
pyaar bina dil mera nahi lagdaa
ho gayi zindagi paraai yaar ki
kaisay ab mein doon duhaai yaar ki
ho gayi zindagi paraai yaar ki
kaisay ab mein doon duhaai yaar ki
duhaai yaar ki duhaai yaar ki
yaar bina dil mera nahi lagdaa
yaar bina dil mera nahi lagdaa
pyaar bina dil mera nahi lagdaa
yaar bina dil mera nahi lagdaa
yaar bina dil mera nahi lagdaa
pyaar bina dil mera nahi lagdaa
yaar bina dil mera nahi lagdaa
yaar bina dil mera nahi lagdaa
pyaar bina dil mera nahi lagdaa
'L'
Le lo le lo
sapno ka saudagar aya lelo ye sapne lelo
tumse kismat khel chuki ab tum kismat se khelo
ab tum kismat se khelo.
Movie: KKHH
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
Ladki Badi Anjaani Hai
Sapna Hai Sach Hai Kahani Hai
Dekho Yeh Pagli Bilkul Na Badli
Yeh To Wahi Deewani Hai…
Ladka Bada Anjaana Hai
Sapna Hai Sach Hai Fasaana Hai
Dekho Yeh Pagla Bilkul Na Badla
Yeh To Wahi Deewana Hai…
Paas Rehke Bhi Thi Doori
Jaane Kaisi Thi Majboori
Waqt Woh Bhi Ajeeb Tha
Jab Tu Mere Kareeb Tha
Kho Gayi Tu Yeh Kis Jahaan Mein
Maein Yahan Hoon Dekh To Zara
Ladka Bada Anjaana Hai…
Bheed Mein Bhi Thi Tanhai
Yaad Har Pal Teri Aayi
Roke Koi Mujhe Zara
Bhar Na Aaye Yeh Dil Mera
Behke Behke Mere Kadam Hain
Aise Mein Tu Sambhaal To Zara
Ladki Badi Anjaani Hai…
… Tumne Na Jaane Kya, Sapne Dikhaye…
… Jaage Na Sota Hai…
Kuch Kuch Hota Hai…
Kuch Kuch Hota Hai…
*“na maiN momin vich masiitaaN, na maiN muusaa, na fir’aun!”
*
[This message has been edited by Ali_R (edited December 04, 2001).]
hum tum se na kuch keh paaye
tum hum se na kuch keh paaye
hum tum se na kuch keh paaye
tum hum se na kuch keh paaye
lagta hai darr ye
baat ye dil ki dil mein na reh jaaye
hum tum se na kuch keh paaye
tum hum se na kuch keh paaye
lagta hai darr ye
baat ye dil ki dil mein na reh jaaye
hum tum se na kuch keh paaye
tum hum se na kuch keh paaye
tum suno gaur se
kiya keh raha hai samaaN
humnasheiN cheyr do
chaahat bhari daastaN
kitnay dinoN tak kuch na bataye
tum humko tarpaaye
hum tum se na kuch keh paaye
tum hum se na kuch keh paaye
pyaar kiya hai sanam
tum humko samjha gaaye
faaslay na rahe
itnay kareeb aa gaye
daikho humari khushbo tumhari
saansoN ko mehkaaye
hum tum se na kuch keh paaye
tum hum se na kuch keh paaye
raat bhar jaag kar
karwat badaltay thay hum
kiya kahain kis tarah
din bhar machaltay thay hum
kaisay batain tanha akele
hum kitna ghabhraaye
hum tum se na kuch keh paaye
tum hum se na kuch keh paaye
hum tum se na kuch keh paaye
tum hum se na kuch keh paaye
lagta hai darr ye
baat ye dil ki dil mein na reh jaaye
hum tum se na kuch keh paaye
tum hum se na kuch keh paaye
'P'
papa kehtay hain bara naam karegiiiii
beti hamari aisa kaam karegiiiii
magar yeh tau
koi na janay
keh meri manzil hai kahaaAAAaaaaaaaaaan
*my version
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
kabhi kabhi meray dil main
khayal aata hay
kay jaisay tujh ko
banaya gya hay meray liye
tu ab say pehlay
sitaroN main bass rahi thi kahien
tujhe zameen par utara gya hay mera liye
kabhi kabhi meray dil main
khayal aata hay...
"H"
>> V dont choose our destiny. It chooses us. V, who R destined 2 die 1 day, R the carriers of the destiny that has chosen us <<
Seems like DM has transformed into ~Sehar~
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif
. Dangerous stuffz. Okay, then let’s see how ya deal with this.
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
Movie: Pukar
Ha..aa..aa..aa
Ha..aa..aa..aa..
Phir chalne waale rukte hain kahan..
Ho..o..o..o
Ho..o..o..o..
Phir chalne waale rukte hain kahan..
Hum raahi jab ho mastaana..
Mauj mein ho dil deewana..
Phir chalne waale rukte hain kahan
Hum raahi jab ho mastaana..
Mauj mein ho dil deewana..
Phir chalne waale rukte hain kahan
Yeh khumaar yeh nasha..jawaan bekhudi
Ab na koi nagar..na koi gali
Din wahan..raat yahan..
Hum raahi jab ho mastaana..
Mauj mein ho dil deewana..
Phir chalne waale rukte hain kahan
Hum raahi jab ho mastaana..
Mauj mein ho dil deewana..
Phir chalne waale rukte hain kahan
Dagmag chalna shehron mein..bazaaron mein
Mehke mehke phirna gulzaaron mein
Hum dil waale chanchal aise tauba
Hulchul si barh jaaye dildaaron mein
Is masti mein sab chalta hai
Ab koi kya soch raha hai..
Hum matwale kya jaanein
Arre hum matwaale kya jaanein
Hum matwale kya jaanein..yeah..yeah..yeah..
Hum raahi jab ho mastaana..
Mauj mein ho dil deewana..
Phir chalne waale (chalne waale…chalne waale)
Hum raahi jab ho mastaana..
Mauj mein ho dil deewana..
Phir chalne waale rukte hain kahan
Phir chalne waale rukte hain kahan
Chadti jawaani teri meri
Mil jaane mein kahe ki hai deiri
Josh mein aake chal nikle hain hum yaara
Hone de dhadkan ki hera pheri
Pyar ki rasmein..phir sochenge..
Theek hai kya aur ghalti kya..
Hum matwale kya jaanein
Arre hum matwaale kya jaanein
Hum matwale kya jaanein..yeah..yeah..yeah..
Hum raahi jab ho mastaana..
Mauj mein ho dil deewana..
Phir chalne waale rukte hain kahan
Hum raahi jab ho mastaana..
Mauj mein ho dil deewana..
Phir chalne waale (chalne waale…chalne waale)
Ho..o..o..o
Ho..o..o..o..
Phir chalne waale rukte hain kahan..
Ha..aa..aa..aa
Ha..aa..aa..aa..
Phir chalne waale rukte hain kahan..
Ha..aa..aa..aa
Ha..aa..aa..aa..
Phir chalne waale rukte hain kahan..
Ha..aa..aa..aa
Ha..aa..aa..aa..
Phir chalne waale rukte hain kahan.
*“na maiN momin vich masiitaaN, na maiN muusaa, na fir’aun!”
*
[This message has been edited by Ali_R (edited December 04, 2001).]