Antaakshari LVI

Bombay-

kehna hi kya
yeh dil kissi anjan say jo milay
barhanay lagay
mohobaat kay jaisay yeh silsilay
arman naye aisay dil main jagay
jin ko kabhi mai na janoun
woh hum say hum un say kabhi na milain
aisay bhi kabhi mai na chahoun
ab kya karain, kya naam lain
kaisay unhain mai pukaroun

(correct me if i'm wrong...
hey Ali, if u know this song okay)

"P"


>> V dont choose our destiny. It chooses us. V, who R destined 2 die 1 day, R the carriers of the destiny that has chosen us <<

piyaar ho gaya
kisi se yaaro
humein pyaar ho gaya
baaton baaton mein bata diya
ye dil mera tu nay chura liya
piyaar ho gaya
kisi se yaaro
humein pyaar ho gaya
baaton baaton mein bata diya
ye dil mera tu nay chura liya

hosh meri kho jaiye
jab bhi tu muskuraaye
jaane ye kiya ho gaya hai
pyaar ki pyaas bhuja de
dil ki awaz suna de
har pal mera dil pukaare
khaabon mein bhi tu hai
labooN pe bhi tu hai
aja re aja re aja re
aja tu mere paas aaja

piyaar ho gaya
kisi se yaaro
humein pyaar ho gaya
baaton baaton mein bata diya
ye dil mera tu nay chura liya
she's got that touch
she's got that touch
she's got that love
she's got that loving i need now
need now
she's got that vibe that i need

aankhon ki noor hai tu
dil ki suroor hai tu
masti mein jhoom raha hoon
tu meri aarzo hai
tu meri daastan hai
pyaar ka tu deep ye jaga de
raahon mein phool bicha doon
har khushi se saja doon
aja re aja re aja re
tu mere paas aja
piyaar ho gaya
kisi se yaaro
humein pyaar ho gaya
baaton baaton mein bata diya
ye dil mera tu nay chura liya
she's got that touch
she's got that touch
she's got that love
she's got that loving that i need now
need now
she's got that vibe i need now

piyaar ho gaya
kisi se yaaro
humein pyaar ho gaya
baaton baaton mein bata diya
ye dil mera tu nay chura liya

piyaar ho gaya
kisi se yaaro
humein pyaar ho gaya
baaton baaton mein bata diya
ye dil mera tu nay chura liya

'L'

Ali_R

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/nah.gif

naah i am still ~Sehar~ just back in the game, there needs to be a balance in the game :wink:

do i even sound like sehar??

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif

no comparision…sehar is 1000 * better than me!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif

(now where’s my money sehar??

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif

)


If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes…

Piya piya na laage mora jiya
aja chori chori ye baiyan gori gori
tarap uthi hain tere pyaar mein
piya piya....

not 2 bad…meiN ne is gaaney ka tiya paancha kar diya tha a couple of threads back

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif


If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes…

holy moly! 3 replies @ 9:50

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/eek.gif

that’s a first…i’ve seen 2…but not 3


If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes…

a ghazal from ghazal king mehdi hassan

================================
piyyar bharray do sharmeelay nain...
jinn say milla mairay dill ko chain ..
koe janay naa .. kaisay woh shamraaiay
maira dill tarpaaiay..
piyyar bharray do sharmeelay nain

next " noon"


mairay dill mairay mussafir

nindiya se jaggi baharrrrr
assa musammm dekha phlli baarrr
koyel koo oo oo,ko oo oo
gay malharrrrrrrrr

"meem"

Dm, ~Sehar~: Really? Can’t trust you both, can I?

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/nah.gif

Movie:Refugee

Mere Humsafar, Mere Humsafar
Mere Paas Aa, Mere Paas Aa
Mere Humsafar, Mere Humsafar
Mere Paas Aa, Mere Paas Aa
Humein Saath Chalna Hai Umr Bhar
Mere Paas Aa, Mere Paas Aa
Humein Saath Chalna Hai Umr Bhar
Mere Paas Aa, Mere Paas Aa
Mere Paas Aa
Mere Humsafar, Mere Humsafar
Mere Paas Aa, Mere Paas Aa…

Hai Safar Humara Naya Naya
Isi Pal Andhera Jo Ho Gaya
Hai Safar Humara Naya Naya
Isi Pal Andhera Jo Ho Gaya
Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa
Kayein Kho Na Jayein Ye Reh Guzar
Mere Paas Aa, Mere Paas Aa
Humein Saath Chalna Hai Umr Bhar
Mere Paas Aa, Mere Paas Aa
Mere Paas Aa
Mere Humsafar, Mere Humsafar
Mere Paas Aa, Mere Paas Aa…

Zara Thaher Jaa Mere Hum Navan
Yahan Agle Mod Pe Hoga Kya
Zara Thaher Jaa Mere Hum Navan
Yahan Agle Mod Pe Hoga Kya
Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa
Kise Hai Pataa Kise Hai Khabar
Mere Paas Aa, Mere Paas Aa
Humein Saath Chalna Hai Umr Bhar
Mere Paas Aa, Mere Paas Aa
Mere Paas Aa
Mere Humsafar, Mere Humsafar
Mere Paas Aa, Mere Paas Aa…

Aey Hey Yaa, Aey Hey Yaa
Aey Hey Yaa, Aey Hey Yaa…
Jo Gharon Ko Chod Ke Hain Chaley
Jo Gharon Ko Chod Ke Hain Chaley
Unhein Kya Darayeingay Faasaley
Jo Gharon Ko Chod Ke Hain Chaley
Unhein Kya Darayeingay Faasaley
Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa
Humein Jaana Hai Dil Ke Nagar
Mere Paas Aa, Mere Paas Aa
Mere Humsafar, Mere Humsafar
Mere Paas Aa, Mere Paas Aa

Humein Saath Chalna Hai Umr Bhar
Mere Paas Aa, Mere Paas Aa
Mere Paas Aa
Mere Humsafar, Mere Humsafar
Mere Paas Aa, Mere Paas Aa…
Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa
Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa…


*“na maiN momin vich masiitaaN, na maiN muusaa, na fir’aun!”
*

Aa..... aa bhi ja
raat dhalne lagi chaand chhupne laga
aa aa aa bhi ja

What a song and what a legendary movie: TajMahal

Jo Vaada Kiya Woh Nibhaana Padega
Roke Zamaana Chaahe Roke Khudaai
Tumko Aana Padega

Tarasti Nigaahon Ne Aawaz Di Hai
Mohabbat Ki Aahon Ne Awaaz Di Hai
Jaane Hayaa Jaane Ada Chodo Tarsaana
Tumko Aana Padega

Ye Maana Hamein Jaan Se Jaana Padega
Par Ye Samajh Lo Tumne Jab Bhi Pukaara
Humko Aana Padega...

Hum Apni Wafaa Pe Na Ilzaam Lenge
Tumhe Dil Diya Hai Tumhe Jaan Bhi Denge
Jab Ishq Ka Sauda Kiya, Phir Kya Ghabraana
Humko Aana Padega

Chamakte Hain Jab Tak Yeh Chaand Aur Taare
Na Tootenge Ab Keh Do Paimaan Hamaare
Ek Doosra Jab De Sadaa Hoke Dewaana
Humko Aana Padega


“na maiN* momin vich masiitaa*N, na maiN* muusaa, na fir'aun!”
*

Pyar mujh say jo kiya tumany to kya paa'o gi
meray halaat ki aandhi main bikhar jaaogi

ranj aur dard ki basti ka main bashinda hoon
yeto bas main huun kay is haal main bhi zinda hoon
khwaab kyun dekhoon vo kal jis pay main sharminda hoon
main jo sharminda huwa tum bhi to pachtaaogi

ek main kya abhi aayaingay deewanay kitnay
abhi gunjain gay muhabbat ka taranay kitnay
zindagi tum ko sunayaigee fasaanay kitnay
kyun samajhti ho mujhay bhool nahi paaogi

pyar mujh say jo kiya tumnay to kya paaogi...

[This message has been edited by BholiBhali (edited December 07, 2001).]

Movie: Sarfarosh

Is Deewane Ladke Ko, Koi Samjhaye
Pyar Mohabbat Se Na Jaane, Kyun Yeh Ghabraye
Dard-E-Dil, Jaane Na, Paas Maein Jitna Aaun
Utni Door Yeh Jaaye, Jaaye, Haan Jaaye
Is Deewane Ladke Ko, Koi Samjhaye...

Rang Na Dekhe, Roop Na Dekhe,
Yeh Jawaani Ki, Dhoop Na Dekhe

Arz Hai, Kuch Majnu Bane, Kuch Raanjha Bane
Kuch Romeo, Kuch Farhad Hue
Is Rang Roop Ki Chaahat Mein, Jaane Kitne Barbaad Hue, Vo Dekho

Ishq Mein Iske, Baanvri Hoon Mein
Yeh Bhala Hai To, Kya Buri Hoon Mein
Yeh Ladka, Hai Phir Bhi, Jaane Kyun Sharmaaye,
Jaane Kyun Sharmaaye, Haan Sharmaaye
Is Deewane Ladke Ko, Koi Samjhaye...

Jaanti Hoon Mein, Yeh Tadapta Hai
Pyar Mein Iska, Dil Dhadakta Hai

Jise Dekho Dil Ki Dhuni Ramata Hai
Are Yeh Mandir Nahin Hai, Shivala Nahin Hai
Haseenon Se Kehdo Kahin Aur Jayen
Mera Dil Hai Dil, Koi Dharamshala Nahin Hai

Yeh Akele Mein, Aah Bharta Hai
Phir Bhi Kehne Se, Yeh Kyun Darta Hai
Sach Kuchh Bhi, Bole Na, Jhoothi Baat Banaaye
Jhoothi Baat Banaaye, Haan Banaaye
Is Deewane Ladke Ko, Koi Samjhaye...

Phool Khilte Hain, Bahaaron Ka Sama Hota Hai
Aise Mausam Mein Hi To, Pyar Jawaan Hota Hai
Dil Ki Baaton Ko, Hothon Se Nahin Kehte
Yeh Fasaana To, Nigaahon Se Bayaan Hota Hai


“na maiN* momin vich masiitaa*N, na maiN* muusaa, na fir'aun!”
*

DM- actually yaar i like the song, but everytime i hear it i cant get most of the wordings right. see uss larki ki awaz hi itni low hoti hay and seems like kay woh andar ander hi ga rahi hay kay sirf words ki ussay samajh aati ho gi!

Hum nay dekhi hain inn akhon ki mehekti khushbu
haath say cchu kay inhain rishtoN ka ilzaam na do
sirf ehsaas hay yeh ruh say mehsoos karo
pyar ko pyar hi rehnay do koi naam na do...

"D"

do nainaN, ek kahani
do nainaN, ek kahani
thora sa badal, thora sa paani
aur ek kahani
do nainaN, ek kahani
thora sa badal, thora sa paani
do nainaN, ek kahani

choti si to, jheelon mein wo
behti rehti hai
choti si to, jheelon mein wo
behti rehti hai
koi sunay ya na sunay
kehti rehti hai
kuch likh ke aur kuch zubaani
hoo
thora sa badal thora sa paani
aur ek kahani
do nainaN, ek kahani

thori si hai jaani hui
thori si nahi
thori si hai jaani hui
thori si nahi
jahan ruke ansoo wahin
poori ho gayi
hai to naayi phir bhi hai puraani
thora sa bada, thora sa paani
aur ek kahani
do nainaN aur ek kahani

ek khatam ho to doosri
raat aa jati hai
ho ek khatam ho to doosri
raat aa jati hai
hontoN pe phir bhooli hui
baat aa jati hai
do nainoN ki yeh ek kahani
ho thora sa badal, thora sa paani
aur ek kahani
do nainaN aur ek kahani

'k'

kya huwa, tera wada
woh kasam, woh irada
bhoolay ga dil
jis din tumhain
woh din zindagi ka akhri din ho ga
kya huwa, tera wada
woh kasam, woh irada...

"alif"


>> V dont choose our destiny. It chooses us. V, who R destined 2 die 1 day, R the carriers of the destiny that has chosen us <<

aaja ray
aaja ray oo mairay dilbar aa jaa
mairee piyyas bhujja jaa ray
aaja raya aajay ray oo mairay dilbar aajaa
mairee piyyas bhujja jaa ray
nooori... nooori...

next "yay"


mairay dill mairay mussafir

Ye duniya ye mehfil mere kaam ki nahin
mere kaam ki nahin
ye duiya ye mehfil mere kaam ki nahin

Movie: HDDCS

Nimbooda Nimbooda Nimbooda
Arey Kaacha Kaacha Chhota Chhota Nimboodaa Layi Do
Arey Laido Laido Laido
Nimbooda Laido
Ja Khet Se Hariya Nimbooda Laido
Nimbooda Nimbooda...

Deewanon Ki Buri Nazarse
Bachna To Sunlo
Arey Khaato Khaato Nimboo Tez
Chori Se Sar Pe Kaato
Phir Chhota Chhota Nimbooda Ka Jadoo
Kasega Dekho
Ke Buri Nazar Woh
Khate Ho Ve Gayee
Phir Char Raste Pe
Woh Utar Gire Gi
To Laido Laido Laido
Nimbooda Laido
Ja Ja Ja Khet Se
Nimbooda Nimbooda Nimbooda
Arey Kaacha Kaacha Chhota Chhota Nimboodaa Layi Do
Nimbooda Nimbooda...

Itna Sa Hai Par Hai Tersila
Nimbooda
Chakara Bada Deta Hai Chadil
Nimbooda
Iski Khusbhoo Se Ladja Jata Hai Ye Mann
Regade Zuban Par To Basa
Lekin Chaaha Tumne Sajna Sajni Ko
Lagti Hai Ek Dooje Ki Nazar
Tab Humne Aankh Sarkhayi
Hui Hai Meethi Taqraar
Nimbooda Bole Yahi Hai Pyar
To Laido Laido Laido
Mere Suni Saheliyaan Jaake Zara Laido
Chhota Nimbooda Laido
Nimbooda Nimbooda Nimbooda
Arey Kaacha Kaacha Chhota Chhota Nimboodaa Layi Do
Nimbooda Nimbooda...


“na maiN* momin vich masiitaa*N, na maiN* muusaa, na fir'aun!”
*