The last word is ‘ho’ so the next song should start with ‘h’. Have fun!
Har dil jo pyaar karega wo gana gayega
diwana saikron mein pehchana jayega diwana
dhiire dhiire machal ai dil-e-beqaraar
koii aataa hai
yuuN taDapake na taDapaa mujhe baalamaa
koii aataa hai
dhiire dhiire
usake daaman kii Kushabuu havaaon men hai
usake kadamon kii aahaT fazaaon men hai
mujhako karane de, karane de solah shringaar
koii aataa hai
dhiire dhiire machal
ruuThakar pahale jii bhar sataauuNgii main
jab manaaenge vo, maan jaauuNgii hain
mujhako karane de, karane de solah shringaar
koii aataa hai
dhiire dhiire machal
mujhako chhune lagin usakii parchhaaiyaaN
dilake nazdiik bajatii hain shahanaaiyaaN
mere sapanon ke aaNgan men gaataa hai pyaar
koii aataa hai
Movie: Abhay
Hasde Hasde Hasde Hasde
Hasde Hasde Hasde Hasde
Hasde Hasde Hasde Hasde
Oh Aa Hasde
Khil Khil Khil Ke Hasde
Khul Khul Khul Ke Hasde
Hasde Oh Hasde
Hasde Hasde Hasde Hasde
Hasde Hasde Hasde Hasde
Hasde Hasde Hasde Hasde
Khil Khil Khil Ke Hasde
Khul Khul Khul Ke Hasde
Hasde Hasde Hasde Hasde
Jaanwar Nahin Hasta Hain
Bas Insaan Hasta Hai
Jo Na Hase Mujhe To Jaanwar Hi Lagta Hai
To Khil Khil Khil Ke Has De
Khul Khul Khul Ke Has De
Hasde Hasde Hasde Hasde
Hasde Hasde Hasde Hasde
Hasde Hasde Hasde Hasde
Main Sunao Chutkule Aur Chutkule Tum Bhi Kaho
Pet Bhar Ke Main Hasun Aur Tum Bhi Ji Bhar Ke Haso
Khil Khil Khil Ke Has De
Khul Khul Khul Ke Has De
Hasde Hasde Hasde Hasde
Hasde Hasde Hasde Hasde
Uff Sorry Sorry
Beta Bola Sun Lo Daddy
Mujhko Mil Gayi Hai Ek Ladki
Bas Maine Baat Bata Di Usi Se Karunga Shaadi
Daddy Ne Poocha
Us Mein Aisi Kya Hai Khoobi
Woh Beta Bola Gaal Pe Uske Jo Til Hai
Mera Dil Hai Le Gaya
Daddy Ne Kaha Ek Til Ke Liye
Poori Ladki Se Shaadi Karoge Kya
Abhe Ghade
Poori Ladki Se Shaadi Karoge Kya
Hasde Hasde Hasde Hasde
Hasde Hasde Hasde Hasde
Khil Khil Khil Ke Has De
Khul Khul Khul Ke Has De
Patni Ne Kaha
Suno Ji Prakash Apni Wife Ko Kitna Pyar Karta Hai
Subash Pyaar Dophar Pyaar Shyam Pyaar Raat Pyaar
Kyon Ji Tum Itna Pyaar Kab Karoge
Pati Ne Kaha Karunga Karunga Zaroor Karunga
Par Yeh Kambakth Prakash Kabhi Shaher Se Baahar
Jaye To Mujhe Chance Mile
Hasde Hasde Hasde Hasde
Hasde Hasde Hasde Hasde
Hasde Hasde Hasde Hasde
Hasde Hasde Hasde Hasde
Usne Poocha Shaadi Hone Ke Baad Bhi
Tum Mujhse Yun Hi Pyaar Karoge
Usne Kaha Shaadi Ke Baad Kyon Nahi
Main Shaadi Ke Baad Bhi Tum Se Pyaar Karunga
Lekin Agar Tumhare Pati Ko Koyi Objection Nahi Ho To
Khil Khil Khil Ke Has De
Khul Khul Khul Ke Has De
Hasde Hasde Hasde Hasde
Hasde Hasde Hasde Hasde
Bachche Ne Yeh Maa Se Poocha
Pariyaan Sach Much Udti Hai Kya
Maa Boli Haan Beta Haan
To Bachche Ne Poocha Ma
Fir Meri Aaya Kyn Nahin Udhi
Kisne Kaha Ke Aaya Pari Hai
Daddy Kal Aaya Se Kehte The Pari Tum Ho Meri
Maa Yeh Boli Ghar Chalo Dekhu Udti Hai Kaise Pari
Dekho Udti Hai Kaise Pari
Khil Khil Khil Ke Has De
Khul Khul Khul Ke Has De
Hasde Hasde Hasde Hasde
Hasde Hasde Hasde Hasde
Hasde Hasde Hasde Hasde
Main Sunao Chutkule Aur Chutkule Tum Bhi Kaho
Pet Bhar Ke Main Hasun Aur Tum Bhi Ji Bhar Ke Haso
To Khil Khil Khil Ke Has De
Khul Khul Khul Ke Has De
Hasde Hasde Hasde Hasde
Hasde Hasde Hasde Hasde
Hasde Hasde Hasde Hasde
Hasde Hasde Hasde Hasde
“na maiN* momin vich masiitaa*N, na maiN* muusaa, na fir'aun!”
*
Humein bus yeh pata hai keh woh
bahut khoobsurat hai
lifafay keh liyayay lekin...
patay kee bhi jaroorat hai..
hum nai sanam kau khath likha
khath mein likha.....
Le ja meri duwaen leja pardess jane wale
le ja meri duwaen.
Ja kar bhula na dena dil se meri wafaen
le ja meri duwaen
Movie: Albela
Dil Hamara Hua Hai Kisi Ka
Pyaar Shayad Hai Naam Isika
Kaisa Aalam Hai Yeh Bekhudi Ka
Pyaar Shayad Hai Naam Isika
Dil Hamara Hua Hai Kisi Ka
Pyaar Shayad Hai Naam Isika
Kaisa Aalam Hai Yeh Bekhudi Ka
Pyaar Shayad Hai Naam Isika
Dil Hamara Hua Hai Kisi Ka
Hum Paraye Huve Ek Mulakaat Mein
Baat Aage Badhi Baat Hi Baat Mein
Hum Paraye Huve Ek Mulakaat Mein
Baat Aage Badhi Baat Hi Baat Mein
Bekhabar Ho Gaye Jab Mili Nazar
Jaan Aur Dil Pe Hua Hai Yeh Kaisa Asar
Rukh Badalne Laga Zindagi Ka
Pyaar Shayad Hai Naam Isika
Dil Hamara Hua Hai Kisi Ka
Pyaar Shayad Hai Naam Isika
Dil Hamara Hua Hai Kisi Ka
Unse Jab Tak Hame Yun Mohabbat Na Thi
Itne Duniya Kabhi Khoobsurat Na Thi
Unse Jab Tak Hame Yun Mohabbat Na Thi
Itne Duniya Kabhi Khoobsurat Na Thi
Dil Ka Aana Kahe Dil Ka Jaana Kahe
Aisi Deewaangi Ko Bhala Kya Kahe
Rang Hai Har Tarf Aashiqui Ka
Pyaar Shayad Hai Naam Isika
Dil Hamara Hua Hai Kisi Ka
Pyaar Shayad Hai Naam Isika
Dil Hamara Hua Hai Kisi Ka
Dil Hamara Hua Hai Kisi Ka
“na maiN* momin vich masiitaa*N, na maiN* muusaa, na fir'aun!”
*
koraa kaagaz thaa ye man meraa
likh liyaa naam is pe teraa
suunaa aangan thaa jiivan meraa
bas gayaa pyaar jis pe teraa
tuuT naa jaaye sapane main Darataa huuN
nit din sapanon man dekhaa karataa huuN
nainaa kajaraare matavaare ye ishaare
khaalii darapan thaa ye man meraa
rach gayaa ruup is man teraa
koraa kaagaz thaa ye man meraa
likh liyaa naam is pe teraa
chain ganvaayaa maine nindiyaa ganvaaI
saarii saarii raat jaaguun duuN main duhaaI
kahuuN kyaa main aage nehaa laage jii naa laage
koii dush man thaa ye man meraa
ban gayaa miit jaa ke teraa
koraa kaagaz thaa ye man meraa
likh liyaa naam is pe teraa
baagon man phuulon ke khilane se pahale
tere mere nainon ke milane se pahale
kahaan kii ye baaten
mulaakaaten
aisii raaten
tuutaa taaraa thaa ye man meraa
ban gayaa chaand hoke teraa
koraa kaagaz thaa ye man meraa
likh liyaa naam is pe teraa
tere liyay janum
tere liyay
yeh mery saansein
yeh mera jeewan
bin terey jeena bhi kia!
kyaa se kyaa ho gayaa
bevafaa aaa
tere pyaar men
chaahaa kyaa kyaa milaa
bevafaa aaa
tere pyaar men
chalo suhaanaa bharam to TuuTaa
jaanaa ke husn kyaa hai
ho o o
chalo suhaanaa bharam to TuuTaa
jaanaa ke husn kyaa hai
kahatii hai jisako pyaar duniyaa
kyaa chiiz kyaa balaa hai
dil ne kyaa naa sahaa
bevafaa aaa
tere pyaar men
chaahaa kyaa
tere mere dil ke biich ab to
sadiyon ke faasale hain
ho o o
tere mere dil ke biich ab to
sadiyon ke faasale hain
yaqiin hogaa kise ki ham tum ik raah sang chale hain
honaa hai aur kyaa
bevafaa aaa
tere pyaar men
Meree sanson main to hai basaya,
Mera har -----------
Teree Pojaa karonn main to har pall.
Yah hain taray karamm,
Kabhe Kushi Kabhi Ghamm
Na juda hon gay hum
Kabhe Kushi, Kabhi ghamm…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/kiss.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/pretty.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smooth.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hula.gif
[This message has been edited by shoaib akhter (edited November 15, 2001).]
Ghanan Ghanan Ghanan Ghanan Ghanan Ghanan
Ghanan Ghanan Giri Giri Aye Barkha, Ghan Ghan Gor Kar Chayi Badra
Dhamak Dhamak goonje Badraka Dhanke, Chamak Chamak Dekho Bijuria Chamke
Man Dhadkaye Badarwa, Man Man Dhadkaye Badarwa
Kale Megha, Kale Megha, Paani To Barsaao
Bijri Ki Talwar Nahin, Bundo Ke Baan Chalao
Megha Chaaye, Barkha Laaye, Gir Gir Aaye, Gir Ke Aaye
Kahen Yeh Maan Machal Machal, Na Yun Chal Sambhal Sambhal
Gaye Din Badal, Tu Gharse Nikal, Baras Ne Waala Hai Ab Amrit Jal
Duwida Ke Dinn Bit Gaye, Bhaiya Malhaar Sunao
Ras Agar Barsega, Kaun Phir Tarsega
Koyalia Gaayegi Baithi Mundero Par
Jo Paanchi Gaayenge, Naye Din Aayenge
Ujaale Muskura Denge Andhero Par
Prem Ki Barkha Mein Bhiga Bhiga Tan Man, Dharti Pe Dekhenge Paani Ka Darpan
Jaiyo Tum Jahan Jahan, Dekhiyo Wahan Wahan
Yahin Ek Samah, Ki Dharti Yahan, Hai Pehne Hai Saat Rango Ki Chunariya
Pedo Par Chule Dalo Aur Unchee Peand Barhao
Aayi Hai Root Matwali Ki, Jaane Haryali
Yeh Apne Sang Mein Laayi Hai Saawan Ko
Ki bijre, Ki Paayal, Yeh Baadal Ka Aanchal
Sajaane Layi Hai Dharti Ki Dulhan Ko
Daali Daali Pehnegi Phoolon Ke Kangan, Sukh Ab Barsega Aangan Aangan
Khilegi Ab Kali Kali, Basegi Ab Gali Gali
Hawa Jo Chali, To Rut Lagi Bhali, Chala De Jo Dhan Man Woh Dhup Dali
Ghanan Ghanan Giri Giri
Kale Kale Megha Paani To Barsaao, Paani To Barsaao
Bijre Ki Talwar Nahin Bundo Ke Baan Chalao
Ghanan Ghanan Giri Giri Aye Barkha, Ghan Ghan Gor Kar Chayi Badra
Dhamak Dhamak Pooche Badraka Dhamke, Chamak Chamak Dekho
Movie: DCH and what a movie it was
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
Dil Chahta Hai Dil Chahta Hai Dil Chahta Hai
Kabhi Na Beete Chamkile Din
Dil Chahta Hai
Hum Na Rahe Kabhi Yaaron Ke Bin
Din Din Bhar Ho Pyaari Baatein
Jhoome Shaame Gaayen Raatein
Masti Mein Rahe Dooba Dooba Hamesha Sama
Hum Ko Raahon Mein Yunhi Milti Rahe Khushiyaan
Dil Chahta Hai
Kabhi Na Beete Chamkile Din
Dil Chahta Hai
Hum Na Rahe Kabhi Yaaron Ke Bin
Jagmagate Hain Jilmilaate Hain Apne Raaste
Yeh Khushi Rahen Roshni Rahen Apne Waaste
Jagmagate Hain Jilmilaate Hain Apne Raaste
Yeh Khushi Rahen Roshni Rahen Apne Waaste
Jahan Ruke Hum Jahan Bhi Jaaye
Jo Hum Chaahe Woh Hum Paayen
Masti Mein Rahe Dooba Dooba Hamesha Sama
Hum Ko Raahon Mein Yunhi Milti Rahe Khushiyaan
Dil Chahta Hai Dil Chahta Hai
Dil Chahta Hai Dil Chahta Hai
Kaisa Ajab Yeh Safar Hai
Socho To Har Ek Hi Bekhabar Hai
Usko Jaana Kidhar Hai
Jo Waqt Aaye Jaane Kya Dikhaye
Dil Chahta Hai
Kabhi Na Beete Chamkile Din
Dil Chahta Hai
Hum Na Rahe Kabhi Yaaron Ke Bin
Din Din Bhar Ho Pyaari Baatein
Jhoome Shaame Gaayen Raatein
Masti Mein Rahe Dooba Dooba Hamesha Sama
Hum Ko Raahon Mein Yunhi Milti Rahe Khushiyaan
Jagmagate Hain Jilmilaate Hain Apne Raaste
Yeh Khushi Rahen Roshni Rahen Apne Waaste
Jagmagate Hain Jilmilaate Hain Apne Raaste
Yeh Khushi Rahen Roshni Rahen Apne Waaste
Dil Chahta Hai Dil Chahta Hai
Dil Chahta Hai Dil Chahta Hai
Dil Chahta Hai
*“na maiN momin vich masiitaaN, na maiN muusaa, na fir’aun!”
*
Hamain khou ker
bohut puchhtayo gay
jab hum nahi houN gay
bharee dunia ko weeran payo gay
jab hum nahi houn gay
Gum diye mustakil kitna nazuk hai dil ye na zana
Hai hai ye zalim zamana
Dil ke haathon se daman chuda kar
gum ki nazron se nazren bachakar
ruk ke wo chal diye
kahte hi rah gaye hum fasana
hai hai ye zalim zamana
Arist: Nahid Akthar
Zinda rahe to kya hai jo murijaen hum to kya
Duniya se khamoshi se guzurijaen hum to kya
Husthee hee upinee kya hai zamane ke samnay
Duriya ye ghum ke par utharijaen hum to kya
Duniya se khamoshi se guzurijaen hum to kya
Dil ki khalish tho sath rehegee thumam umri
Iki khab hai jahan mai bikhar jaen hum to kya
Duniya se khamoshi se guzurijaen hum to kya
Ub kon mumtazir hai humaray leeyay vaha
Sham agayee hai lautikay ghur jaen hum to kya
Duniya se khamoshi se guzurijaen hum to kya
Zinda rahe to kya hai jo murijaen hum to kya
Duniya se khamoshi se guzurijaen hum to kya
“na maiN* momin vich masiitaa*N, na maiN* muusaa, na fir'aun!”
*
elo…me back…for now…just been xtremely bz…misshed all of u
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/kiss.gif
here’s one from “Aadmi Khilona Hay”
KyuN hamara peecha karta hai?
Bin tere dil aaheiN bharta hai…
KyuN fida hai khilte rangoN pe?
Naaz na kar gore angoN pe…
Hogi na teri meri dosti…
Achchi nahiN is kadar berukhi…
Hogi na teri meri dosti…
Achchi nahiN is kadar berukhi…
ho o o o o… ho o o o o…
Dilbar nazaraiN milake humko yun dekh na…
Dilbar nazaraiN milake humko yun dekh na…
Hum to aise deewanoN ki deewangi se darte haiN…
Hum to aise deewanoN ki deewangi se darte haiN…
Din hai tera teri raateiN haiN…
Ye deewanepan ki baateiN haiN…
Tu hamare khaboN meiN aaye…
Tu kahiN paagal na ho jaye…
Ulfat hamari tere naam hai…
Humko mohabbat se kya kaam hai?
Ulfat hamari tere naam hai…
Humko mohabbat se kya kaam hai?
ho o o o o… ho o o o o…
Mat kar itna garoor surat pe ai hasina…
Mat kar itna garoor surat pe ai hasina…
Teri surat pe nahiN hum to teri saadgi pe marte haiN…
Teri surat pe nahiN hum to teri saadgi pe marte haiN…
Husn to do din meiN dhal jaye…
Kyun humein baaton meiN uljhaye?
Ishq hai sadiyoN ka afsana…
Tu humein lagta hai parwana…
Jadu sanam tujh pe chal jayega…
Agar paas aaya to jal jayega…
Agar paas aaya to jal jayega…
Bolo kuch to bolo…
ho o o o o… ho o o o o…
Dilbar nazaraiN milake humko yuN dekh na…
Dilbar nazaraiN milake humko yuN dekh na…
Hum to aise deewanoN ki deewangi se darte haiN…
Hum to aise deewanoN ki deewangi se darte haiN…
“H”
If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes…
humein aur jeenay keee
chahat na hauti
agar tum na hautay
agar tum na hautay
- lau jee ker lau gal *
movie-Mohabbatein
Humko hami se chooralo
Dil me kahi tum chupalo
hum akele ho na jaye
door tum se ho na jaye
pas aaoo gale se lagalo
pas aaoo gale se lagalo
~PAKISTAN RULES~
Leke paila paila pyaar bharke ankhon mein khumar
jadu nagri se aya hai koi jadugar
leke paila paila pyaar