Antaakshari LV

Movie: Kyo kii..Main jhuth nahi bolta

Paa Liya Hain Pyar Tera Ab Nahin Khona
Ho Paa Liya Hain Pyar Tera Ab Nahin Khona
Oh Mere Sona Tum Mere Hona
Oh Mere Sona Tum Mere Hona
Paa Liya Hain Pyar Tera Ab Nahin Khona
Paa Liya Hain Pyar Tera Ab Nahin Khona
Oh Meri Sona Tum Meri Hona
Oh Meri Sona Tum Meri Hona

Badi Hasraton Se Tujhe Dekhti Hoon
Tere Dil Mein Apni Jagah Dhoondhti Hoon
Mera Pyar Tujhse Sada Yeh Kahenga
Mera Dil Hain Tera Tera Hi Rahega
Mera Dil Hain Tera Tera Hi Rahega
Achcha Lagta Hain Jaanu Phir Se Kaho Naa
Haan Achcha Lagta Hain Jaanu Phir Se Kaho Naa
Oh Mere Sona Tum Mere Hona
Oh Mere Sona Tum Mere Hona

Deewani Hoon Teri Tu Apna Bana Le
Laakhon Mein Mera Sapna Saja Le
Main Tai Kar Chuka Hoon Tujhe Hi Chununga
Kasam Hai Teri Tera Dulha Banoonga
Kasam Hai Teri Tera Dulha Banoonga
Kab Leke Aaoge Baaraat Yeh Kaho Naa
Aji Kab Leke Aaoge Baaraat Yeh Kaho Naa
Bolo Mere Sona Tum Mere Hona
Oh Mere Sona Tum Mere Hona
Paa Liya Hain Pyar Tera
Paa Liya Hain Pyar Tera
Ab Nahin Khona Ab Nahin Khona
Oh Meri Sona Tum Mere Hona
Oh Meri Sona Tum Mere Hona


“na maiN* momin vich masiitaa*N, na maiN* muusaa, na fir'aun!”
*

Ho ji ho o.o.o.o
bachpan ki mohabat ko dil se na juda karna
bachpan ki mohabat ko dil se na juda karna
jab yaad meri aye milne ki dua karna

Saawan mein papihe ka sangeet churaoongi
ga ga ke tumhe apni awaz sunaoongi
awaz meri sun ke dil thaam liya karna

bachpan ki mohabat ko dil se na juda karna
jab yaad meri aye milne ki dua karna

Movie: Bas Itna Sa Khwaab Hai

Kuch Aisa Jahan Hum Banaye
Jahan Pehla Ho Har Woh Nazara
Kuch Aisa Jahan Hum Banaye
Jahan Pehla Ho Har Woh Nazara
Pehla Saawan Ka Badal Pehla Lehraata Aanchal
Pehla Baawra Woh Pagal Jahan Pehla Pyaar Ho
Kuch Aisa Jahan Hum Banaye
Jahan Pehla Ho Har Woh Nazara
Kuch Aisa Jahan Hum Banaye
Jahan Pehla Ho Har Woh Nazara
Pehla Saawan Ka Badal Pehla Lehraata Aanchal
Pehla Baawra Woh Pagal Jahan Pehla Pyaar Ho

Pehli Kali Ne Pehli Ghata Se Kya Kaha Hai Sun Zara
Baarish Ki Pehli Boondein Tum Sooraj Ki Pehli Kirne Tum
Aur Mera Pehla Pehla Pyaar Tum
Na Na Na La La La La La La
Kuch Aisa Jahan Hum Banaye
Jahan Pehla Ho Har Woh Nazara
Kuch Aisa Jahan Hum Banaye
Jahan Pehla Ho Har Woh Nazara
Pehla Saawan Ka Badal Pehla Lehraata Aanchal
Pehla Baawra Woh Pagal Jahan Pehla Pyaar Ho

Pehli Tamanna Pehli Woh Khwaaish Tu Hi Tu Hai Jaan Meri
Pyaar Ka Pehla Vaada Tum Aankhon Ka Pehla Sapna Tum
Aur Khushi Ka Pehla Pehla Aansun Tum
Na Na Na Hey Hey Ha Ha Ha
Kuch Aisa Jahan Hum Banaye
Jahan Pehla Ho Har Woh Nazara
Kuch Aisa Jahan Hum Banaye
Jahan Pehla Ho Har Woh Nazara
Pehla Saawan Ka Badal Pehla Lehraata Aanchal
Pehla Baawra Woh Pagal Jahan Pehla Pyaar Ho

Hum hain Pakistani hum to jeetain gay, han jeetain gay,
hum hain pakistani, hum to jeetain gay, han jeetain gay,
Har Maindan main har toofaan main, Har muskil main jeetain gay…
Har Maindan main har toofan main, har muskil mian jeetain gay,
Hum hain pakistani, hum to jeetain gay, han jeetian gay

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hula.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hula.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smooth.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/pretty.gif


Dil Dil Pakistan,
Jaan Jann Pakistan,

Shobe(The Best Cricketer)

vital signs-

goray rang ka zamana
kabhi ho ga na poorana
gori darr tujhe kis ka hay
tera to rang gora hay haye
tera to rang gora hay

'H'


>>xpect d unxpected<<

Movie: Aks

Hum Bhool Gaye Hain Rak Ke Kahin
Woh Cheez Jise Dil Kehte The
Woh Cheez Jise Dil Kehte Hain
Hum Bhool Gaye Hain Rak Ke Kahin
Woh Cheez Jise Dil Kehte The
Woh Cheez Jise Dil Kehte Hain
Hum Bhool Gaye Hain Rak Ke Kahin

Umeed Bhi Ajnabee Lagti Hai
Aur Dard Paraya Lagta Hai
Umeed Bhi Ajnabee Lagti Hai
Aur Dard Paraya Lagta Hai
Aaine Mein Jisko Dekha Tha
Bichda Hua Saaya Lagta Hai
Aaine Mein Jisko Dekha Tha
Bichda Hua Saaya Lagta Hai
Hum Bhool Gaye Hain Rak Ke Kahin
Woh Cheez Jise Dil Kehte The
Woh Cheez Jise Dil Kehte Hain
Hum Bhool Gaye Hain Rak Ke Kahin

Na Jaane Khana Chhod Aaye Hai
Woh Shaks Jise Hum Jaante The
Na Jaane Khana Chhod Aaye Hai
Woh Shaks Jise Hum Jaante The
Aahat Bhi Sunaye Deti Nahin
Parchayi Se Hum Pehchaante The
Aahat Bhi Sunaye Deti Nahin
Parchayi Se Hum Pehchaante The
Hum Bhool Gaye Hain Rak Ke Kahin
Woh Cheez Jise Dil Kehte The
Woh Cheez Jise Dil Kehte Hain
Hum Bhool Gaye Hain Rak Ke Kahin
Woh Cheez Jise Dil Kehte The
Woh Cheez Jise Dil Kehte Hain
Hum Bhool Gaye Hain Rak Ke Kahin


“na maiN* momin vich masiitaa*N, na maiN* muusaa, na fir'aun!”
*

Movie-Pardes

Kisi rose tum say
mulakat ho gi
meri jaan oos dil
mere sat ho gi
magar tab na jane
ye bar sat ho gi
mera dil pyasa
mera dil akele
zara tusveer say tu
likul ke samne a
meri mehbooba
meri mehbooba


~PAKISTAN RULES~

Vital Signs' Mola-

Maula, Maula

Ho tera karam maula,
Ho tera karam maula,

Aye yahan khushhalee ki bahar,
Kitnay baras sey hia yeh intezaar,
Pakistan jo Tu ney hai diya,
Is ko Zameen pey Janet dey Banah,

Ho.o.o, Maula
Ho tera karam maula,
Ho teera karam maula,
Maula,

Amn o mohabat key din dey day
Hum ney hai lambi raat guzaree,
Mehnat sey hai azmat saree,
Manay gi ab kow humaree,
Tujh pey hai watan
Jaan o dil
Jaan o dil - bhi fida.

Pakistan ko janat dey banah,

Ho teera karam maula,
Ho teera karam maula,
Maula,

Apnay watan sey pyaar nibha dey,
Saray din beetay gey humaray,
Koee kissi ka haq na maray,
Jee nay dey aur jee ley saray,
Tujh per hia watan
Jaan o dil
Jaan o dil - bhi fida

Pakistan ko Janat dey Banah,

Ho tera karam maula,
Ho tera karam maula,

Ayee yahan khushhalee ki bahar,
Kitnay baras sey hia yeh intezaar,
Pakistan jo Tou ney hia diya,
Is ko Zameen per Janat dey Banah,

Ho Maula,
Ho tera karam maula,
Ho tera karam maula.
Maula

"M"


>>xpect d unxpected<<

Mera EEman Pakistan, Pakistan Pakistan
Pakistan.. Pakistan
Mera Paigham Pakistan… Pakistan Pakistan,
Pakistan… Pakistan…
Mohabhat Hum na hain or, is ka pagham Pakistan, PAKISTAN PAKISTAN
PAKISTAN Pakistan…

Mera Eeman PaKiStAn.!!!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hula.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hula.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smooth.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/kiss.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hula.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hula.gif

By: Ustad Nusrat Fateh Ali Khan

Dil Dil Pakistan,
Jaan Jann Pakistan,

Shobe(The Best Cricketer)

[This message has been edited by shoaib akhter (edited November 21, 2001).]

this a song sung by iqbal bano a great singer specially of classical music..

payyal main geet hain cham cham kay
too laakh challay ree goori tham tham kay
payyal main geet main cham cham kay
tuu piyaa say mill karr aaee hai
buss aaj say neend paraee hai
tuu piya say mill kar aee hai
buss aaj say neend paraee hai
daikhee gee to sapnay balam kay
to laakh challay ree gorri tham tham kay
payyal kay geet hain cham cham kay...

next " kaaf"


mairay dill mairay mussafir

Movie

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif

hir Bhi Dil Hai Hindustani

Kuch To Bata Are Kuch To Bata, Na Na Na Na Naaa
Phone Ka Number Ghar Ka Pata, Na Na Na Na Naaa
Kuch To Bata Are Kuch To Bata, Na Na Na Na Na Na Na Naaa
Phone Ka Number Ghar Ka Pata, Na Na Na Na Na Na Na Naaa
Tere Liye Hal Hai Yeh Dekh Mujhe Tu Yu Na Sata
Kuch To Bata Are Kuch To Bata, Na Na Na Na Na Na Na Naaa
Haan Phone Ka Number Ghar Ka Pata, Na Na Na Na Na Na Na Naaa

Kehna Hai Joh Kaho Jaldi Jaldi, Ver Na Yu Hi Rahon Main To Chaldi
Aise Karo Nahin Hi Bye, Aao Piye Kahin Chai Bai
Samjao Kitni Bar Yeh Koshishe Bekaar, Samjo Mujhko Hai Iinkar
Dil Meh Pyar Hai Albetta, Na Na Na Na Na Na Na Naaa
Kuch To Bata Are Kuch To Bata, Na Na Na Na Na Na Na Na Na Naaa
Tere Liye Hal Hai Yeh Dekh Mujhe Tu Yu Na Sata
Kuch To Bata Are Kuch To Bata, Na Na Na Na Na Na Na Naaa

Dil Ka Kahoge Jo Kissa Bissa, Aayega Mujhko To Gussa Bussa
Jaane De Gusse Ke Chakar Bakar, Aa Chalke Dekhenge Picture Viture
Karte Ho Kyun Yeh Shor Dekha Karo Na Bore, Yeh Dil Mange Na Anymore
Koi To Milne Ka Rasta, Na Na Na Na Na Na Na Naaa
Are Kuch To Bata Are Kuch To Bata, Na Na Na Na Na Na Na Naaa
Tere Liye Hal Hai Yeh Dekh Mujhe Tu Yu Na Sata
Haan Kuch To Bata Are Kuch To Bata, Na Na Na Na Na Na Na Naaa
Phone Ka Number Ghar Ka Pata, Na Na Na Na Na Na Na Naaa
Hey Hey Hey Hey, La La Laaaaaaa
Ha Ha Ha Ha, La La Laaaaaaa
Hey Hey Hey Hey, La La Laaaaaaa
Ha Ha Ha Ha, La La Laaaaaaa


*“na maiN momin vich masiitaaN, na maiN muusaa, na fir’aun!”
*

la kaa matlab hoa starting with laam... so here is one with laam....one of my favorit songs of madam noor jahan

=======================
lat uljhee suljhaa jaa ray baalam..
main naa lagaoon kee haaaath ray
chand say mukhray ko nagan zulfain
chahay dassain saari raat ray
laat uljhee suljhaa jaa ray balam
laat uljhee suljhaa jaa ray baalam
pehlay hum ko chair rahe thee
zulmee hawa mastani
pehlay hum ko chair rahee thee
zulmi hawa mastani..
maan kee battiyan likhnay baithee
maan kee baittiyaan liknay baithee
jall gaee yeh deewaani
bayran laat kya torr sakay gee
bayran laat kya torr sakay gee
tayra maira saath ray
lat uljhe suljaa jaa ray baalam


mairay dill mairay mussafir

Movie: DTPH, ohh that movie was so

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

Bholi Si Surat, Aankhon Mein Masti
Aye Hai, Are Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti, Door Khadi Sharmaaye, Aye hai
Ek Jhalak Dikhlaye Kabhi,Kabhi Aanchal Mein Chupjaye
Aye Hai, Meri Nazar Se Tum Dekho To Yaar Nazar Woh Aaye
Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti, Door Khadi Sharmaaye, Aye hai
Aye Hai
Ek Jhalak Dikhlaye Kabhi,Kabhi Aanchal Mein Chupjaye
Aye Hai, Meri Nazar Se Tum Dekho To Yaar Nazar Woh Aaye
Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti, Door Khadi Sharmaaye, Aye hai
Aye Hai

Ladki Nahin Hai, Woh Jaadu Hai, Aur Kaha Kya Jaye
Raat Ko Mere Khawaab Mein Aayee, Woh Zulfe Bikhrayee
Aankh Khuli To Dil Chaha Phir Neend Mujhe Aajaye
Bin Dekhe Yeh Haal Hua, Dekhu To Kya Ho Jaaye
Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti, Door Khadi Sharmaaye, Aye hai
Ek Jhalak Dikhlaye Kabhi,Kabhi Aanchal Mein Chupjaye
Aye Hai
Meri Nazar Se Tum Dekho To Yaar Nazar Woh Aaye
Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti
Aye Hai

Saawan Ka Pehla Baadal, Uska Kaajal Banjaaye
Mauj Uthe Saagar Mein Jaise Aise Kadam Uthaye
Rab Ne Jaane Kis Mitti Se Uske Ang Banaye
Chum Se Kaash Kahin Se Mere Saamne Wo Aajaaye
Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti, Door Khadi Sharmaaye, Aye hai
Ek Jhalak Dikhlaye Kabhi,Kabhi Aanchal Mein Chupjaye
Aye Hai
Meri Nazar Se Tum Dekho To Yaar Nazar Woh Aaye
Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti, Door Khadi Sharmaye
Aye Hai
Aye Hai


*“na maiN momin vich masiitaaN, na maiN muusaa, na fir’aun!”
*

hum dil de chuke sanam
hum dil de chuke sanam
tere ho gaye hain hum...
teri qasam...
duniya kare jo sitam
hans ke saheiN gaye hum...
hum dil de chuke sanam...

'S'

Movie: Saagar

Saagar Kinare Dil Yeh Pukare
Tu Jo Nahin To Mera Koi Nahin Hai

Jaage Nazaare Jaagi Havaaein
Jab Pyar Jaaga Jaagi Fizaaein
Pal Bhar Ko Dil Ki Duniya Soyi Nahin Hai
Saagar Kinare Dil Yeh Pukare...

Lehron Pe Naache Kirnon Ki Pariyaan
Maein Khoi Jaise Saagar Mein Nadiya
Tu Hi Akeli To Khoi Nahin Hai
Saagar Kinare Dil Yeh Pukare...


“na maiN* momin vich masiitaa*N, na maiN* muusaa, na fir'aun!”
*

[This message has been edited by Ali_R (edited November 23, 2001).]

pani pani re khare pani re
naino mein bas ja neenden poori kar ja
Paani paani re khare pani re...

Movie: DDLJ

Ruk Ja O Dil Deewane Puchhoon To Maein Zaraa
Ladki Hai Ya Hai Jadoo Khushboo Hai Ya Nashaa
Paas Woh Aaye To Chhooke Maein Dekhun Zaraa

Dekhe Woh Idhar Hanske Bekhabar
Thamke Dil Hum Khade Hain
Gumsumsi Nazar Uski Hai Magar
Hothonpe Shikwe Bade Hain
Baat Ban Jaaye To Maein Baat Chhedun Zaraa
Ruk Ja O Dil Deewane Puchhoon To Maein Zaraa...

Sharma Woh Gayi Ghabra Woh Gayi
Meine Jo Usko Pukara
Yeh Dil Le Liya Usne Kar Diya
Aankhon Hi Aankhon Mein Ishaara
Jaan Bhi Jaaye To Gham Maein Karoon Na Zaraa
Ruk Ja O Dil Deewane Puchhoon To Maein Zaraa...

Mehfil Mein Haseen Tu Hi To Nahin
Roothi Tu Kis Liye Akeli
Jispe Yoon Fidaa Yeh Dil Ho Gayaa
Woh To Hai Teri Ek Saheli
Maan Woh Jaaye To Baahon Mein Le Loon Zaraa
Ruk Ja O Dil Deewane Puchoon To Mein Zaraa...


“na maiN* momin vich masiitaa*N, na maiN* muusaa, na fir'aun!”
*

Zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai
chahe thodi bhi ho ye umr badi hoti hai
zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai.

Taaj ya takht ya daulat ho zamane bhar ki
kaun si cheez mohabbat se badi hoti hai
zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai

haath aayaa hai jabase teraa haath men
aa gayaa hai nayaa rang jazabaat men
main kahaaN huuN mujhe ye khabar hii nahiin
tere kadamon pe hii gir na jaauuN kahiin
haath aayaa hai

      dil men nazaron se chhup-chhupake aayaa hai tuu
      dil churaakar meraa muskuraayaa hai tuu
      tuu kahe to 
      tuu kahe to ek baat tujhase kahuun 
      meraa saathii nahin balakii saayaa hai tuu    

      ungaliyaaN jab zamaane kii mujhapar uThen
      kho na jaanaa kahiin aise haalaat men 
      roshanii zindagii men mohabbat se hai
      varanaa rakhaa hai kyaa chaaNdanii raat men

Movie: Pyar Mein Kabhi Kabhi

Musu Musu Haasi, Dyo Malai Lai, Musu Musu Haasi Dyo
Zara Muskura De, Muskura De, Zara Muskura De, Aey Khushi
Gham Baantle Tu Apne, Humse Tu Le Hansi
Ho Gaye Hum Ab Tere, Tu Ho Gayi Apni
Musu Musu Haasi...

Jawaan Dil Ki Raahon Mein, Jaise Khilti Hai Kali
Tere Hothon Pe Basi, Aisi Halki Si Hansi
Phir Kyun Chhup Rahi Ho, Dil Ki Baatein To Batao
Gumsum Si Na Raho Tum, Ab Jaana Muskurao
Musu Musu Haasi...

Maana Humse Ho Gayi, Ik Chhoti Si Khata
Hans Do Na Tum Zara, Do Na Humko Tum Saza
Tum Jo Hans Pade To, Ab Hum Bhi Muskuraye
Aao Milke Saath Gayen, Dil Se Dil Bhi Milayen
Musu Musu Haasi...


“na maiN* momin vich masiitaa*N, na maiN* muusaa, na fir'aun!”
*