Antaakshari LIII

I’m back after a delay

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

. DM just wanted to make way for you

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

Artist: Mehdi Hassan

Yaro kissee qatil se kabhee pyar na mango

Upnay hee gulay kay leeyay thulvar na mango
Pyar na mango

Girijaonge thum upne musiha ki nuzur say
Murkur bhe ilajay dilay beemar na mango
Pyar na mango

Yaro kissee qatil se kabhee pyar na mango

Such bat pay milta hai sudan zeheri ka pyala
Jeena hai tho phir jurathay izihar na mango
Pyar na mango

Yaro kissee qatil se kabhee pyar na mango

Khuljayega is thurha nigahon ka bhurum bhe
Kanto say kabhee phool ki mehekar na mango

Usi cheez ka kya zikr jo mumkin he naheen ho
Suhera may kabhee sayaray divar na mango

Yaro kissee qatil se kabhee pyar na mango
Yaro kissee qatil se kabhee pyar na mango

Umirayga na dhurkun se qatil ub koi nugman
Tootee hoee pazaib se jhunkar na mango

Yaro kissee qatil se kabhee pyar na mango
Yaro kissee qatil se kabhee pyar na mango


*“na maiN momin vich masiitaaN, na maiN muusaa, na fir’aun!”
*

where are u guyz?? is it just me and Ali playin now??

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif

here’s one from Yeh Tera Ghar Yeh Mera Ghar:

Mil jaaye khazaana, mausam ho suhaana
Dil apna khil uthe
Ek mahal banaaye, noton se sajaaye
Koi ladki jab mile, hey hey
Jeena, pyaar se jeena, gham koi phir hamein rahe na
Mauj udaana, jhoomke gaana
Dil gaaye taraana, jhoome yeh zamaana
Ek sapna sach bane
Hum pyaar lutaaye, yun rang jamaaye
Deewana sab kahe, hey hey hey
Jeena, pyaar se jeena, gham koi phir hamein rahe na
Mauj udaana, jhoomke gaana

Gaadi ho nayi, ke ladki ho haseen
Udte hum phire, ke dhoonde sab hamein
Ho yeh mera laaja, haan, haan, haan
Jeena, pyaar se jeena, yeh jahan phir mile na
Yaar banaana, pyaar nibhaana
Mil jaaye khazaana, mausam ho suhaana
Dil apna khil uthe
Ek mahal banaaye, noton se sajaaye
Koi ladki jab mile, eh eh eh eh
Jeena, pyaar se jeena, gham koi phir hamein rahe na
Mauj udaana, jhoomke gaana

Aisi ho adaa, ke duniya ho fidaa
Chalta hi rahe yeh dil ka silsila
Jhoome zameen aasmaan, haan, haan
Jeena, pyaar se jeena, yeh mazaa phir mile na
Bhool na jaana dil ka taraana
Mil jaaye khazaana, mausam ho suhaana
Dil apna khil uthe
Ek mahal banaaye, noton se sajaaye
Koi ladki jab mile, eh eh eh eh
(Jeena, pyaar se jeena, gham koi phir hamein rahe na
Mauj udaana, jhoomke gaana)


If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes…

Gori tera gaoon bara payara main to gaya mara
aakay yahaan ray ,,aakay yahaan ray,,

os per roop tera sadha ,,
chander ma joon aadha,,aadha jawaan ray,,

kooh kooh gati koiyalia ko pholoon ka gahna doon..
Dil kerta hay moor kay paoon main payalia pehna doon,,

jhar jhar jhartay hoye jharnay ,,
man ko lagay hernay kaisa sama ray,,,kaisa sama ray,,,

R,,

From Akele Hum, Akele Tum


Raja ko rani se pyaar ho gaya
Pehli nazar mein pehla pyaar ho gaya
Dil jigar dono ghaayal hue
Teere nazar dil ke paar ho gaya

Raja ko rani se pyaar ho gaya
Pehli nazar mein pehla pyaar ho gaya
Dil jigar dono ghaayal hue
Teere nazar dil ke paar ho gaya

Raja ko rani se pyaar ho gaya

Raja ko rani se pyaar ho gaya

O, raahon se raahein, baahon se baahein
Milke bhi milti nahin

Ho, hota hai aksar armaan ki kaliyaan
Khilke bhi khilti nahin

O, phir bhi na jaane kyoon nahin maane
Phir bhi na jaane kyoon nahin maane
Deewana dil beqaraar ho gaya
Raja ko rani se pyaar ho gaya

Raja ko rani se pyaar ho gaya

Rani ko dekho, nazrein mili to
Aankhein churaane lagi

Ho, karti bhi kya voh sar ko jhukaake
Kangana ghumaane lagi

O, raja ne aisa jaadu chalaaya

Raja ne aisa jaadu chalaaya
Na karte karte ikraar ho gaya

Raja ko rani se pyaar ho gaya
Pehli nazar mein pehla pyaar ho gaya

Dil jigar dono ghaayal hue
Teere nazar dil ke paar ho gaya

Raja ko rani se...

"S"


If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes...

Dm, I guess so hehe.

Movie: Deewana

Sochenge Tumhe Pyar Kare Ke Nahin
Ye Dil Bekraar Kare Ke Nahin
Yaadon Mein Basaya Tumko Khwaabon Mein Chupaya Tumko
Yaadon Mein Basaya Tumko Khwaabon Mein Chupaya Tumko
Miloge Hame Tum Jaanam, Kahin Na Kahin
Sochenge Tumhe Pyar Kare Ke Nahin

Tum Ho Khilta Mahka Sa Kamal
Hum Jo Gaaye Tum Ho Woh Ghazal
Kamsin Bhola Sa Mukhda, Lagti Ho Chaand Ka Ek Tukda
Tumasa Nahin Hai Koi, Pyaara Sanam, Pyaara Sanam
Sochenge Tumhe Pyar Kare Ke Nahin
Ye Dil Bekraar Kare Ke Nahin

Jis Din Tum Ko Dekhegi Nazar
Jane Dil Pe Hoga Kya Asar
Rakhenge Tumko Nigahon Mein, Bhar Lenge Tumhe Baahon Mein
Zulfon Ko Hum Suljhayenge, Ishq Mein Duniya Bhula Denge
Ye Bekraari Ab To, Hogi Na Kam, Hogi Na Kam
Sochenge Tumhe Pyar Kare Ke Nahin ...
Ye Dil Bekraar Kare Ke Nahin
Yaadon Mein Basaya Tumko Khwaabon Mein Chupaya Tumko
Yaadon Mein Basaya Tumko Khwaabon Mein Chupaya Tumko
Miloge Hame Tum Jaanam, Kahin Na Kahin
Sochenge Tumhe Pyar Kare Ke Nahin


“na maiN* momin vich masiitaa*N, na maiN* muusaa, na fir'aun!”
*

.

naa tum hummain janoo
naa hum tumhain janain..
magar lagta hai kuch aisa
maira ham damm mill gaya...
yeh mosam yeh raat chuup hai
yeh hontoo kee piyaas chuup hai
khamoshi sunanaay lagge hai dastaan
naa tum hummain janoo
naa hum tumhain janoon
magar lagta hai kuch aisa

maira hum dam mill gaya..
" alif"


mairay dill mairay mussafir

Aankhien khuli ho ya ho band
didaar oonka hota hai
kese kohoo me ho ya band
ye pyaar kese hota hai


~PAKISTAN RULES~

Movie: Hum Aapke Hain Koun

Hum Aapke Hain Koun...
Hum Aapke Hain Koun...
Bechain Hai, Meri Nazar: Hai Pyar Ka, Kaisa Asar
Na Chup Raho: Itna Kaho
Hum Aapke...Aapke Hain Koun..!

Khud Ko Sanam: Roka Bada
Aakhir Mujhe: Kehna Pada
Khwabon Mein Tum: Aate Ho Kyon
Hum Aapke...Aapke Hain Koun..!

Bechain Hai - Meri Nazar: Hai Pyar Ka - Kaisa Asar
Hain Hosh Gum: Poocho Na Tum
Hum Aapke...Aapke Hain Koun..!

Kaise Kahun: Dil Ki Lagi
Chehra Mera: Padh Lo Kabhi
Yeh Sharam Ki: Surkhi Kahe
Hum Aapke...Aapke Hain Koun..!
Hum Aapke...Aapke Hain Koun..!


“na maiN* momin vich masiitaa*N, na maiN* muusaa, na fir'aun!”
*

new thread

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes…