na umer kisi mahoo na janam ka ho bandhan
na umer kisi mahoo na janam ka ho bandhan
jab payr kare koi tu dekha kay wal man
nai reet chala kar tum yeh reet amar kar do
na umer kisi mahoo na janam ka ho bandhan
aakaash ka soona pan
mere tanha man main
aakaash ka soona pan
mere tanha man main
payal chankaty tum
aajao jeven main
sansain dai kar apni sangeet amar kar do
sangeet amar kardo mera geet amar kardo
jag ne cheena mujh say
mujhe jo bhi laga pyara
jag ne cheena mujh say
mujhe jo bhi laga pyara
sab jeeta kiay mujh se
main har dam hi hara
tum haar kay dil apna meri jeet amar kardo.
tum haar kay dil apna meri jeet amar kardo.
Hontoan say choo lu tum
mera geet amar kardo
next is kardo.
Love is like Heaven but it may hurt you like hell.
oh mairay dill kay chain..
chain aaiay mairy dill ko dua keejiay
oooh mairay dill kay chain..
aap ka arman aap ka naam
maira taran aur nahien
inn jhukti palkoon kay siway
dil kaa thikana aur nahien
aab khud he sanam faisala keejiay..
ooh mairay dill kay chain..
chain aaiay mairay dil ko dua keejiay
abhi to yeh pehli manzil hai
tum tu abhi say ghabraa gaaiay
maira kyaa ho gaa sochoo to zaraa
haiay aisay naa aahain bharra keejiay
ooh mairay dil kay chain..
chain aaiay mairay dill ko dua keejiay
" yay"
Bholi Si Surat, Aankhon Mein Masti
Aye Hai, Are Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti, Door Khadi Sharmaaye, Aye hai
Ek Jhalak Dikhlaye Kabhi,Kabhi Aanchal Mein Chupjaye
Aye Hai, Meri Nazar Se Tum Dekho To Yaar Nazar Woh Aaye
Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti, Door Khadi Sharmaaye, Aye hai
Aye Hai
Ek Jhalak Dikhlaye Kabhi,Kabhi Aanchal Mein Chupjaye
Aye Hai, Meri Nazar Se Tum Dekho To Yaar Nazar Woh Aaye
Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti, Door Khadi Sharmaaye, Aye hai
Aye Hai
Ladki Nahin Hai, Woh Jaadu Hai, Aur Kaha Kya Jaye
Raat Ko Mere Khawaab Mein Aayee, Woh Zulfe Bikhrayee
Aankh Khuli To Dil Chaha Phir Neend Mujhe Aajaye
Bin Dekhe Yeh Haal Hua, Dekhu To Kya Ho Jaaye
Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti, Door Khadi Sharmaaye, Aye hai
Ek Jhalak Dikhlaye Kabhi,Kabhi Aanchal Mein Chupjaye
Aye Hai
Meri Nazar Se Tum Dekho To Yaar Nazar Woh Aaye
Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti
Aye Hai
Saawan Ka Pehla Baadal, Uska Kaajal Banjaaye
Mauj Uthe Saagar Mein Jaise Aise Kadam Uthaye
Rab Ne Jaane Kis Mitti Se Uske Ang Banaye
Chum Se Kaash Kahin Se Mere Saamne Wo Aajaaye
Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti, Door Khadi Sharmaaye, Aye hai
Ek Jhalak Dikhlaye Kabhi,Kabhi Aanchal Mein Chupjaye
Aye Hai
Meri Nazar Se Tum Dekho To Yaar Nazar Woh Aaye
Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti, Door Khadi Sharmaye
Aye Hai
Aye Hai
*“na maiN momin vich masiitaaN, na maiN muusaa, na fir’aun!”
*
ooay hoya hoay hoay ...
dill dharkay main tum sya yeh kaisay kahoon
kehtee hai mairee nazar shukriyaa..
kehtee hia mairee nazar shukriya..
oay hoay hoay ...
tum mairee umangoon kee shaab kay liay
aaiay hoo bann keh sehar shukriya
kehte hai mariee nazar shukriyaa
oay hoay hoay.. dill dharkay
abhi taak mairee ruum bychain haiii
abhi taak maira dill hai baytaab saa
yeh manna keh tum hoo samnay jalwa garr
magar mujh ko lagta hai ikk khawab saa
oay hoay hoaay.. dill dharkay
main tum say yeh kaisay kahoon
kehte hai mairee nazar shukriyaa...
oay hoay hoay...
dill dharkay...
" yay"
ye Haiwaeen
zhulfo me tere
goom ho jaye
ho chume nigaho se chehra tera
honto se chule phere daman tera
apne pinaho me tujko bahre
mere arzoo ko preshan kare
ye haiwaeen
zhulfo me tere
goom ho jaye
raat aur din diyaa jale
mere man men phir bhii andhiyaaraa hai
jaane kahaaN hai vo saathii
tuu jo mile jiivan ujiyaaraa hai
raat aur din
pag pag man meraa Thokar khaae
chaaNd suuraj bhii raah na dikhaae
aisaa ujaalaa koii man men samaae
jisake piyaa kaa darshan mil jaae
raat aur din
gaharaa ye bhed koii mujhako bataae
kisane kiyaa hai mujhapar anyaay
jisakaa hii diip vo bujh nahiin paae
jyoti diye kii duuje ghar ko sajaae
raat aur din
khud nahiin jaanuuN DhuuNDhe kisako nazar
kaun dishaa hai man kii Dagar
kitanaa ajab hai ye dil kaa safar
jiyaraa men aae jaise koii lahar
raat aur din
gham kA khazaanaa tera bhi hai meraa bhi
ye nazaraanaa tera bhi hai meraa bhi…
apane gham ka geet bana kar gaa lenaa
raag puraanaa tera bhi hai meraa bhi…
tu mujhako aur maiN tumako samajhaauuN kya
dil deevaanaa tera bhi hai meraa bhi…
shaher meiN galiyooN galiyooN jis ka charchaa hai
vo afasaanaa tera bhi hai meraa bhi…
maikhaaney ki baat na kar vaaiz mujh se
aana jaanaa tera bhi hai meraa bhi…
“B”
If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes…