Antaakshari LIII

here is the last songs post from the last antaakshari thread:

same rules…new song has to start with the first letter of the last word of the previous song…i.e. in the song above, the last word is kar, so the new song should start with k

Enjoy!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes…

Sehar is becoming a threat to us, DM be aware

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

Artist: Noor Jehan

Kabhi kitabon mein phool rakhna.
Kabhi darakhton pey naam likhna.
Humain bhi hai yaad aaj tak woh.
Nazar sey harf-e-salaam likhna.

Woh chand chehrey, woh behki baatein.
Sulagtey din they, mehekti raatein.
Woh chotay chotay sey kaaghazon per.
Mohabbaton key payaam likhna.

Kabhi kitabon mein phool rakhna.
Kabhi darakhton pey naam likhna.

Gulaab chehron sey dil lagana.
Woh chupkey chupkey nazar milana.
Woh aarzuon key khwaab bunna.
Woh qissa-e-natamaam likhna.

Kabhi kitabon mein phool rakhna.
Kabhi darakhton pey naam likhna.

Mere nagar ki haseen fizaon.
Kaheen jo unka nishaan pao.
To poochna key kahan basey ho.
Kahan hai unka qayam likhna.

Kabhi kitabon mein phool rakhna.
Kabhi darakhton pey naam likhna.
Humain bhi hai yaad aaj tak woh.
Nazar sey harf-e-salaam likhna.


*“na maiN momin vich masiitaaN, na maiN muusaa, na fir’aun!”
*

Hey can we have a dedication thingy? LIke dedicating our song to a certain member? Ok, thanks.

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/redface.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smooth.gif

This is for Khawateen:

Likhay jo khat tujhey
Woh teri yaad may
Hazaron rang kay
Nazaray ban gaey
Sawara jab hua
To phool ban gay
Jo raat aiee to
Sitaray ban gay

Ali_R: you should dig up old antaashiri threads, where i used to post whole songs :-P

gham-e-dil ko in aakhone se
chalak jana bhi aata hai
gham-e-dil ko in aakhone se
chalak jana bhi aata hai
gham-e-dil ko in aakhone se
chalak jana bhi aata hai
tarapna bhi humein aata hai
tarpana bhi aata hai

kisi ke yaad mein jo zindagi
hum ne guzari hai
humein wo zindagi apni
mohabbat se bhi piyaari hai
wo aain ruburu
hum daastan apni sunain gaiy
kuch apna dil jalain gaiy
kuch unko aazmain gaiy
sar-e-mehfil humein somfin
ban jana bhi aata hai

dabay paaon humein aa kar
kisi ka gudguda de dena
wo apna rooth jana
aur wo unka mana lena
wo manzil jhaanktay hain
aaj bhi yaadon ki jilman se
bhula sakta hai kaisay
koi wo andaaz bachpan ke
humein guzri hui baaton ko
duhraana bhi aata hai

humein aata nahi hai
pyaar mein bayaabro hona
sikhaaya unko humne wafa mein
surguro hona
hum apnay soonay dil se
zindagi ki maang bhar dein gaiy
ye dil kiya cheez hai
hum jaan bhi qurbaan kar dein gaiy
talaaf-e-somfin ulfat hum ko
marr jana bhi aata hai
tarapna bhi humein aata hai
tarpana bhi aata hai

'h'

hum bhool gay ry her baat
mager tera piyar nahin bhollyyy
kya kya hua dil k saaaaaaaathhhh
mager tera piyar nahin bhollllllllyyyy

"byy"

Ali_R: i thought sehar being a co-mod of shor sharaba was a dead give-away

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif

Here’s one from MohabbateiN:

Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo.
Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo.
Hum akele, kho na jaayen,
Door tumse, ho na jaayen,
Paas aao gale se laga lo
Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo.
Hum akele, kho na jaayen,
Door tumse, ho na jaayen,
Paas aao gale se laga lo.
Humko humise chura lo
Dil mein kahin tum chupa lo.

Ye dil dhadka do, zulfein bikhra do,
Sharma ke apna aanchal lehra do.
Hum zulfein to bikhra dein, din mein raat na ho jaaye,
Hum aanchal to lehra dein, par barsaat na ho jaaye
Hone do barsaatein, karni hain kuch baatein.
Paas aao gale se laga lo.
Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo
Hum akele, kho na jaayen,
Door tumse, ho na jaayen,
Paas aao gale se laga lo
Humko humise chura lo
Dil mein kahin tum chupa lo

Tumpe marte hain, hum mar jayenge,
Ye sab kahte hain, hum kar jayenge.
Chutki bhar sindoor se tum ab ye maang zara bhar do,
Kal kya ho kisne dekha sab kuch aaj abhi kar do.
Ho na ho sab raazi, dil raazi rab raazi
Paas aao gale se laga lo.
Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo.
Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo.
Hum akele, kho na jaayen,
Door tumse, ho na jaayen,
Paas aao gale se laga lo.
Paas aao gale se laga lo.

“L”


If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes…

lagi aaj ke phir wo jhari hai
lagi aaj ke phir wo jhari hai
wohi aag seenay mein chal pari hai
lagi aaj ke phir wo jhari hai

kuch aisay hi din jab hum milay thay
chamin mein nahi phool dil mein khilay thay
wohi to hai mausam magar ruut nahi wo
mere saath barsaat bhi roo pari hai
lagi aaj sawan ke phir wo jhari hai
lagi aaj sawan ke phir wo jhari hai

koi kash dil pe zara haath rakh de
mere dil ke tukron ko ek saath rakh de
magar ye hai khaabon khiyaalon ki baatein
kabhi toot kar cheez koi juri hai
lagi aaj sawan ke phir wo jhari hai
lagi aaj sawan ke phir wo jhari hai
wohi aag seenay phir mein jal pari hai
lagi aaj sawan ke phir wo jhari hai

'h'

DM: HA HA HA; Sehar: DM knows the right answer

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

What a lovely song…

Hum Bewafa Hargiz na the,
par hum wafa kar na sake,
Hum ko mili uski saza,
Hum jo khata kar na sake.

Hum Bewafa Hargiz na the,
par hum wafa kar na sake,

(jinga lala hum, jinga lala hum, zsoor zsoor

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif

…)

Kitni aakeli thi wo rahe hum jin par,
Abh tak akele chalte rahe,
Tuj se bichar ke bhi oh be khabar,
Tere hi ghum me jalte raha.

Tune kiya jo sikhwa,
Hum wo gila kar na sake,
Hum bewafa har gis na te,
par hum wafa kar na sake.

Tum ne jo deka suna sach ta magar par,
kitna tha sach yeh kisko pata,
Jaane tume mene kohi dhoka diya,
jaane tume kohi dhoka howa.

Is pyaar me, sach jhoot ka,
tum faislaa kar na sake.

Hum Bewafa Hargiz na te,
Par hum wafa kar na sake…

…Outstanding song!!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/kiss.gif


*“na maiN momin vich masiitaaN, na maiN muusaa, na fir’aun!”
*

sara zamanaaaaa
haseenoo ka diwanaaa
dewana kahhy phir kiyoon
bora hy dil laganaa

ye koon kah raha hy
tu aaj piyar ker ly
jo kabhi bhi khatam na ho
woh itbar ker ly
man ly,man ly meri baaaatttttt
hooooooo
sara zamanaa......

"noon"

Zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai
chahe thodi bhi ho ye umr badi hoti hai
zindagi pyaar ke do chaar ghadi hoti hai.

Hum tum ik kamre mein band ho
aur chabi gum ho haye

ham tum...
ham tum ik kamre mein band ho
aur daddi a jaye

J.....

Artist: Awaz

Jangalon kay jadoo bharay ghaaron say,
Paar kiay main nay darya kaee,
Teray liyay dekhi hai yeh duniya naee,
Saat samandaron ki teh main gaya,
Kaisay kaisay khatrorn ko mol liya,
Pyaar ka moti main nay chamkaaya,
To phir kahin jaakay main nay tujhe paaya

Tu, meray liyay, jadoo ka chiragh hai,
Tujhe dhoondun har su
Yeh to bataa, paani hai keh aag hai,
Kahaan khoya hai tu.....

Paani hai to meetha meetha paani hai,
Aag hai to meethi meethi aaga hai tu,
Jab kabhi khoya main andhairon mein,
Deep jalaata huwa raag hai tu,
Chaand mein dekhun tera chehra main,
Kalyon mein chupi huwi tu khushboo,
Raat mein bhoola huwa raahi main,
Raah dikhaata huwa tu jugnu.

Tu, meray liyay, jadoo ka chiragh hai,
Tujhe dhoondun har su
Yeh to bataa, paani hai keh aag hai,
Kahaan khoya hai tu.....

Tu, meray liyay, jadoo ka chiragh hai,
Tujhe dhoondun har su
Yeh to bataa, paani hai keh aag hai,
Kahaan khoya hai tu.....

Tu, meray liyay, jadoo ka chiragh hai,
Tujhe dhoondun har su
Yeh to bataa, paani hai keh aag hai,
Kahaan khoya hai tu.....

Jadoo ka Chiragh....Jadoo ka Chiragh,
Tu jugnu hai, tu khushboo hai,
Jadoo ka Chiragh

Aaya hoon main, jaana bhi hai door mujhe,
Paana hai Chiragh zaroor mujhe,
Jadoo ka Chiragh.....Tu manzil hai,
Jadoo ka Chiragh.....Tu mera dil hai,
Tu jaadoo, khushboo, jugnu har su,
Teray liyay yahaan tak aaya hoon,
Apna main tujh ko banaaunga,
Main tujhe laikay hi jaaunga!

Tu, meray liyay, jadoo ka chiragh hai,
Tujhe dhoondun har su
Yeh to bataa, paani hai keh aag hai,
Kahaan khoya hai tu.....

Tu, meray liyay, jadoo ka chiragh hai,
Tujhe dhoondun har su
Yeh to bataa, paani hai keh aag hai,
Kahaan khoya hai tu.....

Tu, meray liyay, jadoo ka chiragh hai,
Tujhe dhoondun har su
Yeh to bataa, paani hai keh aag hai,
Kahaan khoya hai tu.....

Jadoo ka Chiragh.....Jadoo ka Chiragh


“na maiN* momin vich masiitaa*N, na maiN* muusaa, na fir'aun!”
*

Ali, kabhi cchotay song bhi ga diya karo yaar!!

chaand nay kuch kaha
raat nay kuch suna
tu bhi sun bekhabar, pyar kar
ho ho ho pyar kar
aayi hay chandani
mujh say kehnay yehi
aayi hay chandani
mujh say kehnay yehi
meri gali meray ghar
pyar kar, ho ho ho pyar kar


xpect d unxpected<<
<>

Destinee, ok here you are

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

Movie: Chori Chori Chupke Chupke

Rag Rag Mein Is Tarah Tu Samane Laga
Jaise Mujhiko Mujhse Churane Laga
Rag Rag Mein Is Tarah Tu Samane Laga
Rag Rag Mein Is Tarah Tu Samane Laga
Jaise Mujhiko Mujhse Churane Laga
Dil Mera Le Gaya Lutke

Chori Chori Chupke Chupke, Chori Chori Chupke Chupke
Chori Chori Chupke Chupke, Chori Chori Chupke Chupke

Rag Rag Mein Is Tarah Tu Samane Lagi
Rag Rag Mein Is Tarah Tu Samane Lagi
Jaise Mujhiko Mujhse Churane Lagi
Dil Mera Le Gayee Lutke

Chori Chori Chupke Chupke, Chori Chori Chupke Chupke
Chori Chori Chupke Chupke, Chori Chori Chupke Chupke
Chori Chori Chupke Chupke

Tune Dil Ko Dhadkna Sikhaya Sanam
Pyaar Kya Hai Mujhe Yeh Bataya Sanam
Tune Dil Ko Dhadkna Sikhaya Sanam
Pyaar Kya Hai Mujhe Yeh Bataya Sanam
Saree Rasmoko Kasmako Main Tod Doon
Tu Kahe To Yeh Duniya Bhi Main Chod Doon
Na Jaana Kabhi Roothke

Chori Chori Chupke Chupke, Chori Chori Chupke Chupke
Chori Chori Chupke Chupke, Chori Chori Chupke Chupke

Maine Sab Kuch Tere Pyar Ko De Diya
Tujhpe Rab Se Bhi Jyaada Bharosa Kiya
Maine Sab Kuch Tere Pyar Ko De Diya
Tujhpe Rab Se Bhi Jyaada Bharosa Kiya
Tujhko Palkon Mein Apni Saja Ke Rakhoon
Tere Sapnon Ka Moti Chhupa Ke Rakhoon
Main Karoongi Wafa Tutke

Chori Chori Chupke Chupke, Chori Chori Chupke Chupke
Chori Chori Chupke Chupke, Chori Chori Chupke Chupke

Rag Rag Mein Is Tarah Tu Samane Laga
Rag Rag Mein Is Tarah Tu Samane Lagi
Jaise Mujhiko Mujhse Churane Laga
Jaise Mujhiko Mujhse Churane Lagi
Dil Mera Le Gaya Dil Mera Le Gayee Lutke

Chori Chori Chupke Chupke, Chori Chori Chupke Chupke
Chori Chori Chupke Chupke, Chori Chori Chupke Chupke
Chori Chori Chupke Chupke, Chori Chori Chupke Chupke


*“na maiN momin vich masiitaaN, na maiN muusaa, na fir’aun!”
*

Title-Mohabbatien

Chalte chalte yu hi
rook jahta ho ma
behte bethe yu hi kho jatha hu me
kya ye hi pyaar hai
kya ye hi pyaar hai
ha ye hi pyaar hai
ha ye hi pyaar hai

hum tum hoon gy'
badel ho ga
rakss main sara
jungel ho gaa

hum tum.....

piyar ki rah py chelnny walooo
restta sara daldel ho ga
rakss main sara jungel ho gaa

hijer ki shab or itnni kalii
un ankhoon main kajel ho gaa
raks main sara jungel ho ga
hum tum hoon gy badel ho ga
raks main sara jungel ho ga

"gaaf"

One from late KL Saigal:

Gum diye mustaqil kitna nazuk hai dil
ye na jaana hai hai ye zalim jamana

Jaan Leva Jaan Leva Jaan Leva
La La La La La
Teri Har Ada Sitam Hai Jaan Leva
Tera Ishq To Bharam Hai Jaan Leva
Ek Mithi Si Chuban Hai Jaan Leva
Har Ada Har Ada Har Ada
Teri Har Ada Sitam Hai Oh Jaan Leva

likhe jo Kat tujhe
vo terii yaad men
hazaaron rang ke
nazaare ban gae

saveraa jab huaa
to phuul ban gae
jo raat aaii to
sitaare ban gae

koii nagamaa kahiin guuNjaa, kahaa dil ne ke tuu aaii
kahiin chaTakii kalii koii, main ye samajhaa tuu sharamaaii
koii Kushabuu kahiin biKarii, lagaa ye zulf laharaaii

fizaa rangiin adaa rangiin, ye iThalaanaa ye sharamaanaa
ye anga.Daaii ye tanahaaii, ye tarasaa kar chale jaanaa
banaa de naa kahiin mujhako, javaan jaaduu ye diivaanaa

jahaan tuu hai vahaan main huuN, mere dil kii tuu dhaDakan hai
musaafir main tuu manzil hai, main pyaasaa huuN tuu saavan hai
merii duniyaa ye nazaren hain, merii jannat ye daaman hai

Ho Ek Suraj Nikla Tha Kuch Paya Pighla Tha
Ek Aandhi Aayi Thi Jab Dil Se Aah Nikli Thi
Dil Se Re Dil Se Re
Dil To Aakhir Dil Hai Na
Meethi Si Mushkil Hai Na
Piya Piya Jiya Jiya Jiya Na Jiya
Piya Piya Jiya Jiya Jiya Na Jiya
Dil Se Re Dil Se Re

Do Patte Patjhad Ke Pedon Se Utre The
Pedon Ki Shakhon Se Utre The
Phir Utne Mausam Guzre Woh Patte Do Bechaare
Phir Utne Mausam Guzre Woh Patte Do Bechaare
Phir Ugne Ki Chahat Mein Woh Sahraon Se Guzre
Woh Patte Dil Dil Dil The Woh Dil The Dil Dil The
Dil Hai To Phir Dard Hoga Dard Hai To Dil Bhi Hoga
Mausam Guzarte Hi Rahte Hain
Dil Se..

Bandhan Hai Rishton Mein Katoon Ki Tarein Hai
Pathar Ke Darwaze Deewarein
Bele Khilti Ugti Hain Aur Gucche Bhi Khilte Hain
Woh Chalte Hai Afsaane Kirdaar Bhi Milte Hai
Woh Rishte Dil Dil Dil The Woh Dil The Dil Dil The
Gham Dil Ke Pad Chulbule Pani Ke Yeh Bulbule Hain
Bujhte Hi Bante Rahte Hain ...
Dil Se ...
Pakhi Pakhi Pardesi
Pakhi Pakhi Pardesi
Pakhi Pakhi Pardesi
Pakhi Pakhi Pardesi


“na maiN* momin vich masiitaa*N, na maiN* muusaa, na fir'aun!”
*