Antaakshari L (UNSTOPPABLE!!)

Rafi sang this ghazal by bahadur Shah Zafar in his heavenly voice without any help from music..

na kisii kii aaNkh kaa nuur huu.N
na kisii ke dil kaa qaraar huuN
jo kisii ke kaam na aa sakaa
main vo ek musht-e-gubaar huuN

na to main kisii kaa habiib huuN
na to main kisii kaa raqiib huuN
jo bigaD gayaa vo nasiib huuN
jo ujaD gayaa vo dayaar huuN, jo kisii ke ...

meraa ra.ng-ruup bigaD gayaa
meraa yaar mujhase bichhaD gayaa
jo chaman fizaan men ujaD gayaa
main usii kii fasl-e-bahaar huuN, jo kisii ke ...

aiy fateha koi aaye kyun,
koi chaar phool cha-ra ye kun
koi aake shamma jalaye kui-n
mein wo be-kasee-ka mazar hun

Sehar

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

Hamsafar merey hamsafar
Pankh tum parvaaz ham
Zindagi ka saaz ho tum
Saaz ki awaaz ham

junoon rocks again!!

Khudi ko kar buland itna
Ke har taqdeer se pehle
Khuda bande se khud pooche
Bata tei raza kya hai

Sitaron se agay jahaan aur bhi hain, aur bhi hain
Abhi ishq ke imtahan aur bhi hain
Sitaron se agay jahan aur bhi hain, aur be hain
Abhi ishq ke imtahan aur bhi hain, aur bhi hain

Tu shaheen hai, tu shaheeen hai, tu shaheen hai, tu shaheen hai
Tu shaheen hai, parwaz hai, kaam tera kaam mera
Tere samne aasman aur bhi hain
Tu shaheen hai basera kar paharoh ki chatanon par
Tu shaheen hai, tu shaheen hai, tu shaheen hai

Khudi ko kar buland itna
Ke har taqdeer se pehle
Khuda bande se khud pooche
Bata tei raza kya hai
bataaa, teri raza kya hay

"h" again...!!


xpect d unxpected<<
<>

Khudi is K....it was H.

Hamay or jeenay ki
chahat na hoti
agar tum na hotey,
agar tum na hotey
Jahan mujh pay hansta
Hansi mujh pay roti
Agar tum na hotey
Agar tum na hotey

X-C = we have to start with urdu alphabets, english doesnt matter, its just that we have to write in english letters. so khudi word starts from “hay” so i was right

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

here it goes with Hai again!!

“Hum Rahay Raahi” - Vital Signs

Hum rahay rahi,aik hee raah kay
Hum rahay rahi
Aik hee raah kay saikro dar khulay
Chah kay
Hum rahay rahi, hum rahay

Surat koyee nayee
Jee ko nayee laggee
Sochtee bhee woh to chahtee bhee woh kya
Zindagee

Hum rahay rahi, aik hee rah kay
Hum rahay rahi
Aik hee rahay kay,sankaron dar khullay
Chah kay
Hum rahay raahi, hum rahay

Milta koyee agar
Mumkin nahi raha
Jall raha hay yeah zindagee ka diya
Kuoon bhala

Hum rahay raahi,aik hee rah kay
Saikron dar khullay
Chah kay
Hum rahay raahi, aik hee rah kay
Sainkron darr khulay
Chah kay
Hum rahay rahi, aik hee rah kay


xpect d unxpected<<
<>

Destinee

'khudi' starts with 'hay'? If i am reading/understanding the word correctly, 'khudi' starts with 'khay' not 'hay'...

continuing on

kehta hai pal pal tum se
ho ke dil ye dewana
kehta hai pal pal tum se
ho ke dil ye dewana
ek pal bhi jaan-e-jaana
mujh se duur nahi jana
pyaar kiya to nibhana
pyaar kiya to nibhana

'N'

Na jao sayyan
Chura kay bayyan
Qasam tumhari ... may ro paroon gi
Ro paroon gi

May teri dasi
Janam ki pyaasi
Qasam tumhari ... may ro paroon gi
Ro paroon gi

G

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary3.gif

kaha na love, ke na jao mein roo paron gi

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/crying.gif

na churao humse bayyan, mein roo paron gi… sniffles

galan guuriyan karan gi tere naal oyy
galan guuriyan karan gi tere naal oyy
te kissay de naal gall na karein
oo galan guuriyan
somfin hoya bura haal oyy
te kissay de naal gall na karein
jadon karda kissay nu koi pyaar
loki karan buraayan beshumar oyy

‘O’

O O Jaane Janna
Doohnde tujhe deewana
sapno me ros Aey
Aa zindagi me ana saanam

Mera dil bhi kitna pagal hai, ye pyar to tum se karta hai
Mera dil bhi kitna pagal hai, ye pyar to tum se karta hai
par samne jo tum aatay ho
par samne jo tum aatay ho
kuch bhi kehne se darta hai
oh meray sajan, oh meray sajan, sajan sajan, meray sajan

"N"

Did I get it right this time?


Jitna Diya Sarkar Nay Mujko, Itni Meri Auqat Nahi, Yeh Saab Tumhara Karam Hai Aqa, Mujh Mein Aisi Koi Baat Nahin.

Love happens once . . .

Nasha ya Pyaar ka Nasha hai
ye meri baat yaro manoo
nashay me yaar doob jaho
raho na hosh me deewanoo

O mere dil ke chain
O mere dil ke chain
Chain ai meray dil ko dua dee ji ay.

"Y"


Jitna Diya Sarkar Nay Mujko, Itni Meri Auqat Nahi, Yeh Saab Tumhara Karam Hai Aqa, Mujh Mein Aisi Koi Baat Nahin.

Love happens once . . .

yar mere yar mere yarum
tu ne dil chooraya
Mere yarum

One of my favourite junoon songs:

Mitti mein mil jainge
bhoolo naa bhoolo naa
jainge hum, laut ke na aainge
bhoolo na
khwab hai jo teri meri yaadon mein
saray mitti mein mil jainge
Mitti mein mil jainge

"E"


Jitna Diya Sarkar Nay Mujko, Itni Meri Auqat Nahi, Yeh Saab Tumhara Karam Hai Aqa, Mujh Mein Aisi Koi Baat Nahin.

Love happens once . . .

CocoNut
the next song always starts with the FIRST letter of the last word in the previous post. Since your last word was 'jiye'(yes, its jiye), i 'll start with "J" got it? :)

[quote]
jhonka hawa ka aaj bhi
zulfein uraata ho ga naa
tera dupatta aaj bhi tere
sar se sarakta ho ga naa
baalon mein tere aaj bhi
phool koi sajta ho ga naa

thandi hawain raaton mein tujkho
thapkiyan daiti ho gi naa
chaand ki thandak khawabon mein tujkho
le ke to jaati ho gi naa
suraj ki kirnain subha ko teri
needein uraati ho gi naa
mere khayalon mein sanam
khud se hi baatein karti ho gi naa
mein daikhta hoon chup chup ke tumko
mehsoos karti ho gi naa

jhoonka hawa ka aaj bhi
zulfein uraata ho ga naa
[/quote]

so next song should start with 'N'

Neend ur jaaye teri chain see soney waale
ye dua maangte hain nain ye roney waale
Neend ur jaaye teri.

Talaash by Junoon

Tapti dhoop talay
Chahon ki hai talaash
Taasub ki dhool thamay
to milay shanakht

Choomein agar yeh zameen
Choohein gey hum aasman
Sochein abhi hum agar
Guzar jaaein gey imtihan

Jhoot pay jo palay
Aaj hain woh udaas
Nafraton mein ghiray
Nochein apni hee laash

Zehny ghulamy say
Kaash hon hum azaad

"alif"


xpect d unxpected<<
<>

aanyyy walaaaa pellllllll
janny walaahh hyyyyyy
ho sakky tu iss main
zindagi bita do
pel jo ye janny walah hyyyyyyyyy

"hy"

hhhooooooo...
ikk larki ko dekha to aisa laga
jaisay khilta gulab
jaisay shair ka khuwab
jaisay ujli kiran
jaisay munn main hiran
jaisay chandani raat
jaisay narmi ki baat
jaisay mandir main ho ik
jalta diyaaaaaaa
hooo
ikk larki ko dekha to aisa laga

"Laam"


xpect d unxpected<<
<>

Hassan Jahangir in early ninties...

Lay be lay dil tu mera oh jan-e-man
Kehna nahin yeh kissi say tum
Milte rahen gay hum aur tum
Baat humari yeh maan lau
Kya kehta houn yeh jaan lau
Lay be lay dil tu mera oh jan-e-man

DesiChoza

[This message has been edited by DesiChoza (edited October 11, 2001).]