Antaakshari IV

dil cheez he kya jana
yeh jan bhi tumhari he
teri bahon me dam nikle
yeh hi hasrat humari he
next: h

hum dil de chuke sanam
tere ho gae hain hum
tere qasam

mairay mahboob tujhay mairi mouhabat ki qasm

hmmmm agay kia hay???

B-B-G...smile

Mere mahbUb tujhe meri muhabbat kii kasam
Phir mujhe nargisii aaNkhoN ka sahaaraa dede
Mera khoyaa hua rangiin nazaaraa dede

Ai mere Khwaab kii taabiir meri jaan-e-jigar
Zindagii meri tujhe yaad kiye jaati hai
Raat din mujhko sataataa hai tassavur tera
Dil kii dhaDkan tujhe aavaaz diye jati hai
Aa mujhe apnii sadaaoN ka sahaaraa dede
Meraa khoyaa hua rangiin nazaaraa dede

aray wah dehaatan ji zaberdast bhooli bhisray ganou ka maza hi kuch or hay,thanx

http://www3.pak.org/gupshup/smile.gif

next yay say hmmmmm

yooNhi tum mujh say baat kerti hou
yaa koee peyr ka iradha hay
irdha yay dil ka janta hi nahi
maira humdam bhi kitna sadhaa hay

hope main nay sahi likha hou ga

http://www3.pak.org/gupshup/biggrin.gif

Next letter would be "Y"

soo...

Yaad aa rahi hai
Tairee yaad aa rahi hai
Yaad anay say tairay janay say
Jaan ja rahi hai
Yaad aa rahi hai
Tairee yaad aa rahi hai

Pehlay yeh na jana
Tairay baad yeh jana piyar main
Jena mushkil kar day ga
yeh dil deewana piyar main
Kuch keh keh kay
Mujhay reh reh kay tarpa rahi hain
Yaad aa rahi hai..

"I"

B-B-G.."peyr ka iradha"?...ofcourse! smile

Ibtidaa-e-ishq meiN ham saarii raat jaage
Allaa jaane kyaa hogaa aage
Maulaa jaane kyaa hogaa aage
Dil meiN terii ulfat ke bandhane lage dhaage,

Kyaa kahuuN kuchh kahaa nahiiN jaae
Bin kahe bhii rahaa nahiiN jaae
Raat-raat bhar karvaT maiN badluuN
Dard dil kaa sahaa nahiiN jaae
Neend merii aaNkhoN se door door bhaage,

Allaah...
"h"

Here I am again in this mean ol' town and you're so far away from me.....

Where are you when the sun go down..you're so far away from me..

You're so far away from me..you're so far that I just can't see.....

you're so far away from me....

Next m he???
Mere mehboob sanam tere khab me kho gae hum
mala keh nazron se nazar tere ashoq ho gae hum…
I hope keh song right tha

http://www3.pak.org/gupshup/biggrin.gif

I am not sure if I should start with 'h' or 'm' .. anyway ...
Mein koi aisa geet gaon
ke aarzo jagao
agar tum kaho
tum ko bulaoon
yeh palkein bichaoon
kadam tum jahan jahan rakho
zameen ko aasman banoo
sitaroon se sajaoon
agar tum kaho

Qameez teri kali ni sonne pholla wali...

izhaar bhi mushkil hay
kuch kah bhi nahi saktay
majboor hain uff ALLAH

Hai huko Hai huko hai hai
Hai huko hai huko hai hai
Yeh larka mairay samnay maira dil liyay jai jai
Hai huko hai huko hai hai