The last thread was getting pretty long…so here is a new thread, with Anari4ever’s last post:
na na na na na
na na na na na
dil main kuch honay laga
chain mera kooh nay laga
na na nan na na
NExt “A”
The last thread was getting pretty long…so here is a new thread, with Anari4ever’s last post:
na na na na na
na na na na na
dil main kuch honay laga
chain mera kooh nay laga
na na nan na na
NExt “A”
Apni jaaN nazer karooN
apni waffa paish karooN
qoum k mard-e-mujahid tujhay kia paish karooN
Na chura sako gay daman
Na nazar bacha sako gay
Jo main dil ki baat keh doon
Jo main dil ki baat keh doon
To kaheen na ja sako gay
Na chura sako gay daman
"D"
Diamond, last word is daman so the alphabet would be "N" right...ok here I go
Na Na kurtay pyar kisi say kur baithay ;)
Kurna tha inqar, mugar iqrar, kisi say kur baithay ;)
ciao,
BoSS
p.s Desimunday, yaar app ka na na na bara bay-sura hai ;)
[This message has been edited by BoSS (edited May 25, 2000).]
Yaad kiya dil nay kahan ho tum
piyar say pukar lo jahan ho tum
piyar say pukar lo jahan ho tum
last letter "M"
Milou na tum tou hum ghubhraiN
Milou tou aankh churaiN
Hamain kia hou gia hay
yun hi cut jaaay ga safar saat chalnay say
kay manzil aay gi nazar saat chalnay say
yun hi cut jaaay ga safar saat chalnay say
kay manzil aay gi nazar saat chalnay saY
ye duniyaa, ye mahafil, mere kaam kii nahee
kisako sunaauu haal-e-dil beqaraar kaa
bujhataa huaa charaag hun apane mazaar kaa
ai kaash bhuul jaau magar bhuulataa nahee
kis dhuum se utha thaa janaazaa bahaar kaa
ye duniyaa...
Aankhon ki gustakhiyan
maaf hoon
o, ankhon ki gustakhiyan
maaf hoon
ek tuk tumhe dekhti hai
jo baat keh na chahe zubaan
tumse ye woh kehti hai
http://www.pak.org/gupshup/rotato.gif
here’s a reply to my own post …
next letter ‘i’
ik ghar banaauu.ngaa, tere ghar ke saamane
duniyaa basaauu.ngaa, tere ghar ke saamane
ik ghar banaauu.ngaa, tere ghar ke saamane
e is next
yay daiss hamara hay
isay hum nay sanwara hay
iss ka ik ik zara
hamain jan say peayra hay
You and me baby ain't nothing but mammals, so lets do it like they do on the Discovery channel,
do it again now,
You and me baby ain't nothing but mammals, so lets do it like they do on the Discovery Channel.
L
lay aeyee phir kaha per
qismat hamain kaha say
yay tou wou hi jagaha hay
guzray thay hum jaha say
lay ayee phir kaha per
Ranjish hi sahee dil hi dukhaanay ke liye aa
Aa phir se mujhe choD ke jaane ke liye aa..
Pehle se maraasim na sahii phir bhi kabhi tou
Rasm-o-rahe duniya hi nibhaane ke liye aa...
Kis kis ko bataayenge judaaii ka sabab hum
Tu mujhse khafa hai tou zamaane ke liye aa..
Kuch to mere pindaar-e-mohabbat ka bharam rakh
Tu bhii tou kabhi mujh ko manane ke liye aa..
Maana ki mohabbat ka cchipaana hai mohabbat
Chupke kisii roaz jataane ke liye aa....
"a"
[This message has been edited by Dehatan (edited May 27, 2000).]
aap ki nazron nay samjha,
payar kay kaabil humain
------N------
na na kartay, payar tumhi say kar bethay
karna tha inkaar, magar ikraar tumhi say kar bethay
---------------Y----------------
Yaahoo
chahay koi mujhay jangli kahay,
kahta hai tau kahta rahay,
hum payar kay toofaanon may giray hain,
hum kia karen
-------------------R-------------------
Last word would be "K"
Keh do aik baar sajna
itna kiyun piyar sajna
Hai mujh main aisa bhee kiya ray?
Badal hai taira kajal
Umber hai taira anchal
Sooraj hai tairee bindiya ray
Last letter would be "R"
Rukhsat hua to baat meri maan kar gaya
Jo uskay paas thaa wo mujhe daan kar gaya
BichRa to iss adaa say ke rut hee badal gayi
Ik shakhs saaray sheher ko veeran kar gayaa
"a"
aaj unase pahalii mulaaqaat hogii,
phir aamane saamane baat hogI
phir hogaa kyA, kyA pataa kyA khabar