Antaakshari IV

are ae are ye kya hua
mai'ne ne ye jaana
are re are ban jayeena
kahin koi afsana
are re are kuch ho gaya
koi na pehchana
are re are bantaa hai to
ban jaye afsana...

ai mere humsafar, ik zaraa intazaar
sun sadaaen, de rahee hai, manzil pyaar ki

[This message has been edited by Goku (edited May 28, 2000).]

ishq bina kya marna yaaro
ishq bina kya jeena
gurdd se meetha ishq ishq
imli se khatta ishq

KaaNToN se khiiNch ke ye aaNchal
ToD ke bandhan baandhe paayal
Koii na roko dil kii uDaan ko
Dil vo chalaa ha ha haa aa aa aa

Aaaj phir jiine kii tamannaa hai
Aaj phir marne kaa iraadaa hai

If I fall along the way
pick me up and dust me up

If I get too tired to make it
be my breath so I can walk

If I need some other lovin'
give me more than I can stand

when my smile gets all deflated
waite around I smile again

Shouldn't be so complicated
just hold me again..
just hold me again..

[This message has been edited by outlaw (edited May 28, 2000).]

ay ajnabi to bhi kabhi
awaaz dey kahin sey
mein yahan toktroon peh jee raha hoon
to kahin tokroon peh jee rahi hai

next"H"

Hum jis rastay pay chalay oos rastay pay thee preet khari
Preet nay hum ko pehna di armaanoon ki hatkari
Tou jahan chalay main wahan chaloon
Tou jahan rukay main wahan rukoon

Mausam hai ya piyaar ka aik paighaam hai
Isi liyay yeh piyaar bara badnaam hai
Aray bhool gayay hum duniya kis ka naam hai
Yaad rahay gi hamain hamaisha yeh din yeh rut yeh ghari..
Preet..nay hum ko pehna di armaanoon ki hatkari..
Tou jahan chalay main wahan chaloon..
Tou jahan rukay main wahan rukoon
Last word "R"

Rukh se zaraa naqaab uThaa do, mere huzuur
Jalvaa phir ek baar dikhaa do, mere huzuur

Tum hamsafar mile ho mujhe is hayaat meiN
Mil jaae chaaNd jaise koii soonii raat meiN
Jaage tum kahaaN ye bataa do, mere huzuur

Husn-o-jamaal aapkaa shiishe meiN dekh kar
Madhoshh ho chukaa huuN maiN jalvoN kii raah par
Gar ho sake to hosh meiN laa do, mere huzuur

Rukh se zaraa naqaab uThaa do, mere huzuur...

"r"

[This message has been edited by Dehatan (edited May 29, 2000).]

rOOthay hou tum tum ko kaisay manayoo pia
bolo na bolo na
khushboo ban k ayoo
sansou main bas jayoo
kasiay tum ko manayoo
roothay hou tum tum ko kaisay manayoo pia

This one is for B-B-G...
I had posted "Roothe ho" but edited because couldn't remember past the first 2 lines! shukria...smile

Aapkii nazaroN ne samjhaa, pyaar ke kaabil mujhe
Dil kii ai dhaDkan Thahar jaa, mil ga_ii manzil mujhe

Jii hameiN manzuur hai, Aapkaa ye faisalaa
Keh rahii hai har nazar, bandaa-parvar shukariyaa
Do jahaan kii aaj khushiyaaN ho ga_iiN haasil mujhe
Aapkii nazaroN ne samjhaa ...
"a"

[This message has been edited by Dehatan (edited May 30, 2000).]

thanx :confuse:aray thanx wanx kaisa ap hukam kerti main poora likh daiti

http://www3.pak.org/gupshup/smile.gif

BTW U R VERY welcome

http://www3.pak.org/gupshup/smile.gif

this song is one of my favourite 2.ok apkay leay next song or iss thread k leay reply

http://www3.pak.org/gupshup/smile.gif

aaey hou mairi zindagi main tum bahar ban k
mairay dil main yoon hi rahna hiiii
mairay dil main yoon hi rahna tum yaar peayr ban k
aey hou mairi zindagi main tum bahar ban k

http://www3.pak.org/gupshup/smile.gif

[This message has been edited by B-B-G (edited May 30, 2000).]

KahiiN door jab din Dhal jaae
SaaNjh kii dulhan badan churaae
Chupke se aae
Mere KhayaaloN ke aaNgan meiN
Koi sapnoaN ke deep jalaae,
Deep jalaae

Kabhii yooNhiin, jab huiiN, bojhal saaNseiN
Bhar aaiiN baiThe baiThe, jab yooNhiiN aaNkheiN
Tabhii machla ke, pyaar se chhala ke
Chhue koii mujhe par, nazar na aae,
Nazar na aae
KahiiN door jab din Dhal jaae

yay shaam or taira naam
douno kitnay miltay jultay hain
taira naam nahi loon ga nahi loon ga
bas tujh ko shaam kahoon ga

agay nahi ataa…pata nahi yay bhi sahi likha hay k nahi

http://www3.pak.org/gupshup/biggrin.gif

ghar sey nikaltey hi
kuch dore chaltey hi
rastey main hai us ka ghar

next"G"

Gori taira gaon bara piyara
Main to gaya hara
Aa kay yahan ray

Last letter "R"

Ruk ja o dil deewane
puchoon to main zara
ladki hai ya hai jaadu
khushboo hai ya nasha

ANkhon hee ANkhon meiN ishara ho gaya
BaiThe baiThe jine ka sahara ho gaya

Gaatay ho geet kyooN, dil pe kyooN hath hai
Khoe ho kis liye, aisi kya baat hai
Ye hai kab se tumhara ho gaya

Chalte ho jhoom ke, badali hai chaal bhi
NainoN meiN rang hai, bikhre haiN baal bhi
Kis dilruba ka nazara ho gaya

ANkhon hee ANkhon meiN ishara ho gaya
BaiThe baiThe jine ka sahara ho gaya

ghongtey main chanda hai
phir bhi hai phaila
chaaro ore ujaala
hosh na kho dey
kahin josh main dekhney wala

next "W"

AISEY ZAMEEN OR ASMAAN,
IN KAY SIWAH JANA KHAA,
BARTY RAHAY, YEH ROSHNEY
DIL DIL PAKISTAN, JAH JAH PAKISTAN
DIL DIL PAKISTAN, JAH JAH PAKISTAN.

"N"

nimbora nimbora nimbora
chota chota khaata khaata
nimbora laee do

"D" is next