Antaakshari II

Apse milkar hum kuch badal se gae
Sher parne lage gongonane lage....
Next L

[This message has been edited by Larki Pakistani (edited May 07, 2000).]

Lal lal hoton pay gori kis ka naam hai

Letter= I


the next letter is not "I" but "H", so here comes a song

hum tumhain chahatain hain eisay
marna wala koi zindagi chahata ho jaisay
rooth jao agar tum to kiya ho
pal main eisay lagay
jism sey jaan jaisay juda ho

again "H" is next

Hum jis rastay pay chalay
Oos rastay pay thee preet khari
preet nay hum ko pehna de
armanoon ki hatkari
tou jahan chalay main wahan chaloon
tou jahan rukay main wahan rukoon

Mausam hai ya piyaar ka aik paigham hai
isi liyay yeh piyar bara badnaam hai
aray bhool gayay hum duniya kis ka naam hai
Yaad rahi gi hamain hamaisha yeh pal, yeh rut yeh ghari
preet nay hum ko pehna di armanoon ki hatkari
to jahan chalay main wahan chaloon
tou jahan rukay main wahan rukoon

Last word "r"

ruup teraa mastaanaa, pyaar meraa diivaanaa bhuul koii hamase naa ho jaaye
bechain hoke tuufaan mein jaise
mauj koii saahil se Takaraaye .....

Next letter 'T'

[This message has been edited by Goku (edited May 08, 2000).]

Tairay chehray say nazar naheen hat tee
nazaray hum kiya daikhain
tujhay mil kay bhee piyaas naheen ghat tee
nazaray hum kiya daikhay

Rangoon ki barkha hai
khushboo ka saath hai
kis ko pata hai ab
din hai kay raat hai
lagay qadmoon say aag lapat tee
nazaray hum kiya daikhain

Tairay chehray say nazar naheen hat tee
nazaray hum kiya daikhain

Last letter "D"

dil to pagal hai
dil deewana hai
Pehli Pehli Baar Milata Hai Yehi
Seene Mein Phir Aag Lagata Hai
Dhire Dhire Pyar Sikhata Hai
Yehi Hansata Hai, Yehi Rulata Hai
Dil To Pagal Hai
Dil Deewana Hai
Next letter 'H'

Hum dil day chukey sanam...
tairay ho gayay hain hum
tairee qasam...

don't know the rest..

Last word "M"

meray mehboob qiyamat hogi
aaj roswa teri galiyoon main mohabat hogi
meri nazrain to gila karti hain
teray dil ko bhi sanam tujh sey shikayat hogi

"H" is next

HO sakay to maira aik kaam karo
shaam ka aik peher mairay naam karo

"WOW"

Kehna sohna tenno rab ne banaya....
Next B

Babia Babia to meri gal kioon ni surndii.....

saathiya tu neh kiya kiya
bailiya tu neh dil diya
meine kiya tera intezaar
itna karo na mujhe pyaar

next is "P"

pyaar howa
iqraar howa hai
pyaar sey phir kyon darta hai dil
kehta hai dil rasta mushkil
maaloom nahi hai kahan manzil

"M" is next

Mast nazroN se Allah bachae
Maja maloN se Allah bachae
Next: b

BahouN main chalay ayou
ho hum say sanam kia perdhaa
hum say sanam kia perdhaa

next...alif

the next letter is 'P'
pardesi pardesi tu jaanaa nahee,
mujhe chor ke, dil tor ke
pardesi mere yaaraa vaadaa nibhaanaa
mujhe yaad rakhnaa kahee bhuul na jaanaa
Next letter 'J'

[This message has been edited by Goku (edited May 10, 2000).]

Jhoole jhoole lal da mast qalandar...

next:q

Jhoot bolay kawa katay
Kalay kavvay say dariyo
Main maikay chaleee jaon gi
tum daikhtay rahiyo

Last word "O"

O mairay sona ray sona rey sona
day doon gi jaan juda mat hona ray
main nay tujhay bari dair main jana
hoa qusoor khafa mat hona ray

O mairay sona ray sona ray sona

Last word "S"