huzuurevaalaa, jo ho ijaazat,
to ham ye saare, jahaa.n se kah de.n
tumhaarii adaao.n pe marate hai.n ham,
ye kisane kahaa hai ki Darate hai.n ham
huzuurevaalaa ...
kyo.n na kah de.n mohabbat khudaa hai, ye haqiiqat nahii.n hai to kyaa hai
o dil vaale daa.nv lagaa le, kar diyaa dil ko tere havaale
ba.Daa nuskh chhup chhup ke jalane me.n hai
mazaa tiir khaake sambhalane me.n hai
huzuurevaalaa ...
dekhiye to zaraa muskuraa ke, kaun baiThaa hai pahaluu me.n aake
o dil vaale daa.nv lagaa le, kar diyaa dil ko tere havaale
ye niichii nigaahe.n gazab kar gaI.n
pataa naa chalaa zulm kab kar gaI.n
huzuurevaalaa ...
Ab teray dil main hum aa gai
To
Teray dil main rahain gay
To
Tujhay apna khain gay
Jhutaa
Qasam ki qasam
Hum teray hain hum
Baat meri maan
Jhutay nahin hum :)
Dil hai kay manta naheen
yeh bayqarari kiyun ho rahi hay
yeh janta he naheen
ho o o o dil hai kay manta naheen
Hum to muhabat kartay hain tum say
hum ko hai bas itni khabar
tanha hamara mushkil tha jeena
tum jo na miltay agar
Baytab sansain baychain ankhain
kehnay lageen bas yehi
Dil hai kay manta naheen
Tairee wafain
tairee muhabat
sab kuch hai mairay liyay
tou nay diya hai
nazrana dil ka
hum to hai tairay liyay
yeh baat sach hai
sab jantay hain
hum ko bhee hai yeh yaqeen
ho o o o o dil hai kay manta naheen
Kabhi Kabhi
Meray dil main Khayal aata hai
Kah jaisay tujh ko banaya gaya ho meray liyah
Tu ab sey pahlay sitaron main buss rahi thee kahin.
Tujhay zameen pay uttara gaya hai meray liyah.