Antaakshari II

check the previous results on “dosto kiya khiyaal hai”

last letter was “M” , so “M” sey gana gaya jaye!!!

Mera pyia ghar aya o lalni
next: L

*
Limbooda Limbooda ;)
Arei kaacha kaacha chota chota limbooda lahidho
Arei lahido lahido lahido
Huh Limboo lai lai lai-hee dho*

sorry, i know it's supposed to be Nimbooda but i've always been pronoucing it with an "L" since i was a kid. I just learnt a few days ago that it was with a "NOON". i still couldnt' refuse the temptation of changing it to an "LAAM" :)hope ya don't mind.

kay, next letter "O" or of the letter: "WOW"

Hain! I thought it was Nimbooda ;) Hehehe.

Chalo 'O' sey gana:

Oye Oye!
Oye Oye!
Oye Oooowa!
Trichi topi walay
OOoooOOoo
O Babu bholay bhaley
OoooOOo
Tu yaad aaney laga hai
Dil mera janey laga hai

Trichi nainoan wali
OooOOoo
O bibi bholi bhali
OoooOOo
Tu yaad aaney lagi hai
Dil mein samaney lagi hai

Next word "Y"


Who says nothing is impossible? I've been doing nothing all my life!

Yeh Galiyaan yeh chaubara
Yahan ana na dobara
Ab hum to chalay pardes
kay taira yahan koi naheen

La ja rang barangi yaadain
hansnay ronay ki buniyaadain
Ab hum to chalay pardesi
kay taira yahan koi naheen

Last word "N"

Na jayo saiya, chura ke Baiya
Kasaam Tumhari, mai rou praugi
rou praugi

next = g

Gungunaa rahay hain bhunwaray khil rahi hay kali kali
agay kia hay????pata nahi ;)

Illa loo illa loo
Teri mai aur mera tu

Illa loo illa loo
Tera mai aur meri tu

Koray kaghaz pe likhwa lay
neechay hastakhshar kerwa lay

Illa loo illa loo
Teri mai aur mera tu

Next word "Wow"


Who says nothing is impossible? I've been doing nothing all my life!

wala wayee wala wayee wala wayee
wala wayee wayee wayee

Dil par chahay chalain churiyaan
choroon ga na main tairee baiyaan
dil par chahay chalain churiyaan
choroon ga na main tairee baiyaan

Lambi ratoon main
haan bhari barsatoon main
ban jao mairee

wala wayee wala wayee wala wayee
wala wayee wayee wayee

Last word "e"

waisay last letter should be "W", so here comes a song

waada kar lay saajna
teray bina mein na rahoon
meray bina tu ney rehay
ho keh juda
haan yeh waada raha

"R" is next

Raisham ki douri hoay
raisham ki dori
kaha gaee hou nindaya chura k chouri chouri

k raisham ki douri hi
raisham ki douri
kaha jayooN gi main
too hay chunda main chakouri
k peepal ki chhaeyaan
ho peepal ki chhaeyaan
ho tairi mairi ik jindree oo mairay saeyan
peepal ki chhaeyaan peepal ki chhaeaayn
ho chhouroo main zamana
main na chhouroo tairi baeyaan
peepal ki chheyaan

next...noon

Na na na na rey na rey na na na rey na rey na
Na na na na rey na rey na rey na na rey

:)

Next letter: "Y" or "Yai"

:)
Yaar mera yaar mera yaarum
Tunei dil chura-ya mera yaarum
Bin terei jinei nahi nahi
Bin terei marna nahi nahi
Rab ki kahi Qasammmmm

kay, next letter, "M" or "Meem"

Meray dil jigar se guzreee hia
ek larki idhar sey guzree hia

goray goray galoon wali
kalay kalay baloon wali

behki behki chaloon wali
masit solan saloon wali
Dewan ker kay gaee

ooo raba ho ho ho oo raba ho ho hoo....
last "H" or "hai"

Hey Jude don’t make it bad,
Take a sad song and make it better,
Remeber, to let her into your heart,
Then you can start to make it better.

Hey Jude don’t be afraid,
You were made to go out and get her,
The minute you let her under your skin,
Then you begin to make it better.
And anytime you feel the pain,

Hey Jude refrain,
Don’t carry the world upon your shoulders.
For well you know that it’s a fool,
By making his world a little colder.

Hey Jude don’t let me down,
You have found her now go and get her,
Remember (Hey Jde) to let her into your heart,
Then you can start to make it better.
So let it out and let it in

Hey Jude begin,
You’re waiting for someone to perform with.
And won’t you know that it’s just you.
Hey Jude, you’ll do,
The movement you need is on your shoulder.
Hey Jude, don’t make it bad,
Take a sad song and make it better,
Remember to let her under your skin,
Then you’ll begin to make it better.

I suppose last letter would be "B"

Baray bay murawwat hain yeh husn walay
kaheen dil laganay ki koshish na karna

Last word "K"

Kuch na kaho
Kuch bhee na kaho
Kiya kehna hai
Kiya sunna hai
Mujh ko pata hai
Tum ko pata hai
samay ka yeh pal thum sa gaya hai
aur is pal main koi naheen hai
bas aik main hoon
bas aik tum ho
Kuch na kaho
kuch bhee na kaho..

Last word "O"

oye raju
pyaar na karyo
daryo
dil toot jaata hai

next "H"

Haqeeqat ka agar afsana ban jae to kya kijye...
Next:K

Kabhi kitabon mein phool rakhna.
Kabhi darakhton pey naam likhna.
Humain bhi hai yaad aaj tak woh.
Nazar sey harf-e-salaam likhna.
Woh chand chehrey, woh behki baatein.
Sulagtey din they, mehekti raatein.
Woh chotay chotay sey kaaghazon per.Mohabbaton key payaam likhna.
Kabhi kitabon mein phool rakhna.
Kabhi darakhton pey naam likhna.
Gulaab chehron sey dil lagana.
Woh chupkey chupkey nazar milana.
Woh aarzuon key khwaab bunna.
Woh qissa-e-natamaam likhna.
Kabhi kitabon mein phool rakhna.
Kabhi darakhton pey naam likhna.
Mere nagar ki haseen fizaon.
Kaheen jo unka nishaan pao.
To poochna key kahan basey ho.
Kahan hai unka qayam likhna.
Kabhi kitabon mein phool rakhna.
Kabhi darakhton pey naam likhna.
Humain bhi hai yaad aaj tak woh.
Nazar sey harf-e-salaam likhna.