Re: another question for bawarchiz and bawarchaanz of cafe
James_Bhaand naY farmaya:
Bihari kabab aur Gola kabab main kya farq hota hay ?
laikin image post naheeN kiyaa
Woo joo seekh kabab hota hay jiss ko khanay say pehlay uss ka dhagaa khoolna paRta hay woo kya hota hay ?
seekh kabaab
and what is the purpose of that dhaga ![]()
to hold qeema on the seekh.. uss kee turpaai kar kaY mazbooti saY joR diyaa jaataa hai.. maaNjhaa iss liye istemaal naheeN kiyaa jaataa kaY maaNjhaY maiN sheehsaY (glass) kaY zarraat hotaY haiN.. sehat kaY liye sheesha bahut buraa aadmi haiā¦
I need an answer right now ![]()
abhi taym naheeN hai, kal aanaa.
because kuch kuch milti julti cheeze khaa raha hooN main iss waqt ![]()
yeh aap naY bhabhi kay khaanaY ko buraa kahaa hai yaa gaye waqtoN kaY khoobsoorat aiiyaam compare kiye haiN?