Another one of my own.......

** Tumhain talash karoo magar waqat nahi milta Tumhari yaad say baas waqat nahi milta

Aapnay dil kay tukray samait kar rahay hai
Inhain joornay ka magar aab waqat nahi milta

Main tari yaad ka hisa tha kabhi magar aab
Mari he yaad kay liy tum ko waqt nahi milta

Ya justjoo hai kiya ya koshshain hain kasi
Unhain Khuda nahi milta jinahain sanam nahi milta

Tari yaad ko Dilsay laga kar rakha hai
Kisi kam kay liya aab waqat nahi milta**

by Dilsay

Dostoon ka itaraz par change kaiya hai original is as below:

Tari yaad ko Dilsay laga kar rakha hai
Kisi namaz kay liya aab waqat nahi milta

Re: Another one of my own…

:eek: boht borie bat hei :nono:

^ bilkul. kaam dhanday apni jaga par namaz ke liay to time nikaalna chahiay :stuck_out_tongue:

Bauhat khoob :k:

thanks alot baas dil main aya tha likha hai warna namaz tu farz hai agar ya farz ada na howa tu phir baki farzoon ka kiya hoo ga…

Re: Re: Another one of my own…

Thanks alot for mentioning it…

bohat khoob janab :k:

:k:
keep it up :slight_smile:

Buhat Khoob:flower1: aside from Namaz wala..
:k:…

lajavab:k::k::k:
keep it up:k::flower1:

khoob!

Waqei............buhat khoob...............i guess ke guppies ko namaaz wali baat ke peechay nahi parna chahiye.......we should appreciate it.........insaan khata ka putla hai........aur Dilsay apni ghalti ka khud aitaraaf kar chukey hain....i really appreciate it:D

to aap HUQ key khilaaf hain:hoonh:…

Re: Another one of my own.......

[QUOTE]
Originally posted by Dilsay: *

*

Main tari yaad ka hisa tha kabhi magar aab
Mari he yaad kay liy tum ko waqt nahi milta

[/QUOTE]

Very nice.
Thanks 4 shareing.

:(

HUQ ke khilaaf nahi jinaab ghalti key aiteraaf ki baat ho rahi hai

Bohut khoob :k:

Re: Another one of my own.......

[QUOTE]
Originally posted by Dilsay: *

*
Tumhain talash karoo magar waqat nahi milta
Tumhari yaad say baas waqat nahi milta

Aapnay dil kay tukray samait kar rahay hai
Inhain joornay ka magar aab waqat nahi milta

Main tari yaad ka hisa tha kabhi magar aab
Mari he yaad kay liy tum ko waqt nahi milta

Ya justjoo hai kiya ya koshshain hain kasi
Unhain Khuda nahi milta jinahain sanam nahi milta

Tari yaad ko Dilsay laga kar rakha hai
Kisi kam kay liya aab waqat nahi milta**

by Dilsay

Dostoon ka itaraz par change kaiya hai original is as below:

Tari yaad ko Dilsay laga kar rakha hai
Kisi namaz kay liya aab waqat nahi milta

[/QUOTE]

its very good dilsay :)

[/QUOTE]


Tumharay liyae
Mere mohabbat
Lafzoan say buhat buland hay
Is liyae
Main nay chup rehnay ka faisla ker liya hay

[Last edited by Dilsay on 04-14-2003 at 10:01 AM]
[/QUOTE]

GIVES ME A HINT.............

-=Janu Jia=-
Kiya hint doon aap koo... pasand karanay ka shukriya

Azad
Bohat bohat shukriya....

Galaxy
Thanks alot.... and i have changed it

Swera
Thanks alot app ko tu yaad kartay hain

BrokenSky
Thanks i think complain nahi honi chahiya aab

P}{ä®mä©Ï§t
Pasand karanay ka shukriya

chand_chehra
So nice of you

~Nazish~
Thanks alot

[QUOTE]
Originally posted by Dilsay: *
*
-=Janu Jia=-**
** Kiya hint doon aap koo pasand karanay ka?
shukriya **

[/QUOTE]

Dilsay pasand karnay ko dil ki zaroorat hoti hay .. keh hint ki?

ab sehee hei :k:

Masoom Muskaan
Thanks alot and thanks for pointing it out too…