another guys perspective on married life and managing family stuff

Re: another guys perspective on married life and managing family stuff

her masla ki noy’eyat alag hotee hai ..kuch massail aysay bhi derpaish hotay hain jis main app ka partner ghalatee per honay k bawjood apnay app ko sahee samjhta hay or maslay ka hal nahi nikal paata

aysay main app ko 3rd person involve kerna perta hay

in my case i did same thing what u said ..and in the end sub nay meray is ammal ko ghalat kaha k kaash tum kissi ko kuch bata daytee to halaat aysay na hotay

app apnay parents ko aisay kahain gay to yeh ik terah say gustakhe or bay adbee samjhee jatee hai k HAMRA koi HAQ hee nahi hai

humaray muashray kam say kam yeh asool nahi chal sakta