Tasbeeh Kay Gul nay farmaish ki to ham nay poori kee
Farmaish poori ki to kia khata ki bhai miaan ham nay ? ![]()
agar acha laga to poora gaana bhi parh daingay ![]()
abhi itna hee bhugtain ![]()
Tasbeeh Kay Gul nay farmaish ki to ham nay poori kee
Farmaish poori ki to kia khata ki bhai miaan ham nay ? ![]()
agar acha laga to poora gaana bhi parh daingay ![]()
abhi itna hee bhugtain ![]()
Re: Ankhion Kay JharakoN – Pehla Pehla Gaana Hay
GUL!!!
![]()
farmaish karne ko bhi shair hi mile the u ko ![]()
![]()
Laholwalaquwatah what is this ![]()
Bili Ghalti insan sey hi hoti hey mujhey ilm nahi tha warna doosrey waaley sey farmaaish karti ![]()
Re: Ankhion Kay JharakoN -- Pehla Pehla Gaana Hay
Farmiash karni thi to dhobi_bhai se karti :) wo iss se bhi bura haal kartay lol
mokerer ![]()
Allah sy apni khataon ki muafi mango abhi or isi waqt:D
wo namaz he perh rehe he meyn onche se keh dete hon u ka msg ![]()
shukriya:D
ab dobara jab ye tum se pochain ke “koi farmaish karni hai to batao” to simply pyaari si smile ke saath taal dena agar phir bhi na mainain to duniya se qataa taaluq kar lena fone # change kar lena msn id delete kar den aur ghar ka adress change kar lena take logon ko ye torture na sehna pare
log duain dain ge tumhe ![]()
shokrea kea bechare beche pe zolm ker dea u ne
pehle he namaz khetm nehe hote ab to oska kea ho gah ![]()
![]()
Buhat aala. :biggthumb
Aap yeh soundbox (buxxxa) lay jaayein, mera kaam khatam hogaya hai. ![]()
Re: Ankhion Kay JharakoN -- Pehla Pehla Gaana Hay
dhobi bhai you truely sound like Lata
dhobi bhai you truely sound like Lata
Agreed:D
ap dono ese ga rehe heyn belkol pagal leging ![]()
yehi tu in ka asal roop hai:D
Sab logoN nay itna pasand kardia, mujhay to yaqeen bhi nahi tha kay koi pansand bhi karaiga
main kahan jaooooN Allah ![]()
Ab yaqeenan sab ki khuwiashoN ka ehtiraam kartay howay mujhay poora ka poora gaana parhna hi hoga, aur ab to zaroor hi parhoonga ![]()
But I must say thank you so much for loving it
I know I am so so famous ![]()
LATA wata kia cheez hay hamaray samnay ji ![]()
Re: Ankhion Kay JharakoN – Pehla Pehla Gaana Hay
^^ajzi o inkisari ka kitna shandar muzahyra ho raha hy shair ji:cb:
Re: Ankhion Kay JharakoN – Pehla Pehla Gaana Hay
**Nood Gews ji,
**
Mujhay to bas apnay lakhoN paristaroN
aur karoroN chahnay
waloN kay dilii jazbaat ka khayal hay, bas isi liay to parh dia gaana aur chahnay waloN main har lamha musalsal izaafay kay baad to mazeed and mukammal gaana to mera farz hogaya na bhai miaan ![]()
kia karoon aajizi main hi jaan-bakkshi hay, warna sandles kay mazeed prints ki jagah nahi peeth par ![]()
(Begam kay prints kay baad
)
not again ![]()
PS. ![]()