Anwaar Qureshi ka Avatar

Re: Anwaar Qureshi ka Avatar

you can search, I will only write off my memory.. which is I am losing anyway… :crying:

Bar tar az andesha-e-sood-o-ziyaaN hai zindagi
Hai kabhi jaaN aur kabhi tasleem-e-jaaN hai zindagi

Qulzum-e-Hasti saY Ubhraa hai Tu Maanind-e-Hubaab
Iss ZiyaaN khaanaY maiN teraa ImtehaaN hai Zindagi

Tu issaY pemaana-e-Imroz-o-fardaa saY naa naap
JaavedaaN, pehum dawaaN, hum dum jawaaN hai Zindagi:balley: