Andha BanTe ReVariyan

exactly or woh bi apNooN ko :slight_smile: so the whole muhVara goes like '** Andha BanTe reVariyan woh bii appNo ko '**

me question is …

Jabh Andha appNo ko RevaRiyan BaaTnee pe Tula hova hoo tu app ko kia kaRna chahe’ay …

Ye keh ka dil ko bhela’laYna chaheay k ‘* Jungle mein MooR nacha kis ne daika’* yea phir ’ *apni bala se BooM basaY yea Huma Rahay ’ *

yea phir ek baaR dil khul k bolna chahe’ay

Yea awam haiN
Jehal ka nacHor hain
*in ki fikaaR soo Ga’eee *
HaaR ummed ki kiraN zulmaToon mein ko ga’ee
inkii mooTh hoo ga’eeN

:hmmm:

Bigger question is how does andha know who is apna when he is banting the rewrian ? He cannot see , so if I am not apna for him still I can get me hand on some of his rewrian.
No ?
:hmmm:

okay pehlay is muhawray ka matlab batao hai kaya ?

Yea muhaVara shayad Ankh ki andhooN k ba’ja’ay Aqal k adhooN or kaaTh k ullOn k leay hain :smiley:

Uff appa … Apne urdu nahiii paRhii kiaa ?

Urdu parhi hai and bohat hi achi parhi ahi meri urdu achi hai magar yeh muhawra nahi suna to mera kaya qasoor :vivo:

han Zila qasur nahii tu Zila jhaaNG hoo ga phiR:hmmm:

ji nahi apna chaheeta federal board thaa jahaan se urdu parhi thi and us mein sab se mushkil she yaad kerna thaa :cb: I remember mein ne bohat sheron ki nasar banaii hai

Re: Andha BanTe ReVariyan

or hum NasaR se shaiR banaya kartay thay .. kia haseeN waqt tah … koi haseeN shakal daikee or shair ho gaya phat se :hinna:

Re: Andha BanTe ReVariyan

bhyee aqal mandee ka taqaza hay rewriyaan lay ker save ker lain ...

aj Aata mehnga hay kal ko reveriyaan ho gayeen to kia ho ga

is ley behtee ganga main hath dho lo

Re: Andha BanTe ReVariyan

Aisay dastoor ko
Subh-e-bay noor ko
MaiN naheeN maantaa
MaiN naheeN maantaa :)

^
Habeeb jaalib :vivo:

Zalimoon jawab do , khoon ka hisab do. Away he away ,kon away :konfused:

Re: Andha BanTe ReVariyan

shor mat kero

bus

khaamoshee say kaam kero !

dil jala’ne ki baaT kartay hoo
Pani anay ki baaaT kartay hoo
hum do din se mouh nahii doh’ya
Tum naha’ne ki baaT kartay hoo

:smilestar:

GanGaaa agar hum samNe behthee tum hum bi us mein Naha dooH laytay :smiley:

Malir naadii mein Naha’nay ka shoq nahii humkoo bitwaa :barbie:

Re: Andha BanTe ReVariyan

:crying:

Deep jis k chai walay Cafe mein jaaLay
ChaaNd modooN ki KhushiYOn ko lay kar chalay
wo jo saa’aY mein Har mas’layhaat ( diplomacy) k palay

Aysay dasTooR ko
subah-e-baYnooR ko

mein nahii janaTah …mein nahii manTah :snooty:

ustad habib Jaalib bolo GushTaak larki :emmy:

ajee humaRa hisaaB bachpan se kaamjoor hai .. 33 number lay kar pass hotay ahay haiN ..:teary2:

app mashaRtii aalooom ka paRcha lay looo :clown:

Bibi khamooshii ki is duniya mein qadar nahii hai … jaab taaak ek darkhat se dosray darkhaat taak chaal na marooo… duniya kuch samjtee hee nahii hai :bummer:

Raay TaaNaay kia hogaya chooRiii … tay kyun paalaaa Rahee hai :smilestar:

Re: Andha BanTe ReVariyan

Aliyish > mujhay pehlay yeh batain main bitwa hoon k bibi ?

Tum Bitwa bibi hoo :clown:

Re: Andha BanTe ReVariyan

^ main BB kay bajay PG zyada sahee hoon naraz