ANAA President Amna buttar Attacked by Police

Re: ANAA President Amna buttar Attacked by Police

^^^ Exactly.

Un ka huwliya daikh lo koi kuch karta hai to us main unka bhi qusoor hai.

Baghair dupatta jism ki kaisi numaish kar kay logon ko dawat day raheen hain aur kitnay baygharat hain inkay bhai aur husband aur baap agar zinda hain to janay kioon diya yoon mardon kay ghol main.

Kia inkay ghar kay saray mard mar gaay thay jo yay protest karnay nikli.

Mujhay to inka jism daikh kar shirmindagi ho rahi hai. Astaghfirullah.

Tauba tauba itni detail lahol wala quwata aur itni dair inkay sath sub kuch hota raha aur inkay saath denay walay kia kar rahay thay bhar' jhonk rahay thay kia?

Islam nain aisay hi thor'i kaha hai aurton ko ghar main rahnay ka kaha gia hai.