Re: Alternate words (check your vocabulary)
ek hgaanaa thaa:
o Maajhii chal, o maajhii chal
teraa jeevan nadiyaa kii dhaar hai
man hai naiyaa man patwaar hai
sun o maajhii, maujoN kii pukaar hai
thaam le to mast pawan kaa lahraataa aanchal
o maajhii chal, o maajhii chal!
Hindi meN jo Urdu meN bhii 'aam hai:
sailing = khenaa
sailor = khevaiya