Re: Alternate words (check your vocabulary)
- zabani زبانی kis ma’nii meN? ek to zabaanii = lisaanii, zaahrii, banaavatii
- manhoos منحوس bad, buraa, naHs, makrooh etc
- griftar گرفتار qaid, pakaR jaanaa,
- chonch چونچ
sirf
griftar = qaid
chonch = minqar
say ittafaq hay
zabani, zaban say ada karnay kay maani main
manhoos is not bad/burra/makrooh. nahas to aapnay manhoos ka hi makhiz likh diya
wesay shaid griftar = pakar zyada munasib hay, qaid is not exactly griftari