Re: Alternate words (check your vocabulary)
saHeeH hai…in donoN alfaaz meN nihaayat Khafeef saa farq lagtaa hai mujhe to. ahl-e-zabaan ko "taqdeer meN likhaa bolte nahiiN sunaa albattah haaN “muqaddar kaa likhaa” [navishta e muqaddar] kahte zaroor sunaa hai. wallaho 'aalam bissawaab. ![]()