Re: Altaf Hussain now demands Martial Law - Criticized by all parties
bhai meray yeh military nay hi tu ais nubat tak mulak ku puhanchaya hai. Military ka kaam hukumat kerna nahin hai. yeh sara budget jo army per kharach kiya jata hai wo hukumat per qabza kernay kay liyay nahin hai.