ajj ka dinner BB ki fish kay sath !

apnee apne recpies yahan note kerain kay is fish ko kis terah pakaya jayee

bb tum is thread main nahi asakte tum per pabande hay

Re: ajj ka dinner BB ki fish kay sath !

wat bout BiB :konfused: muj par bhi pabandi hay kya :yawn:

Re: ajj ka dinner BB ki fish kay sath !

:rotfl:

:smilestar:
problem girl kuch sharam karo …apnay friends kay saath aisay kartay hain
:aj:

kha keh mujhay bataiN to janoon :smokin:
hazam nahen honay walee main!!!:blush:

Re: ajj ka dinner BB ki fish kay sath !

:smilestar:
andar aa kay pooch rahay hain pabandi hay kia

Re: ajj ka dinner BB ki fish kay sath !

tum par pabandi thi aur tum ghus gai…:smilestar:

main to confirm kar raha tha :yawn:

Re: ajj ka dinner BB ki fish kay sath !

:yummy: yummy in my tummy

Re: ajj ka dinner BB ki fish kay sath !

Agar BiB halal hai to koi pabandi nahi..:stuck_out_tongue:

Re: ajj ka dinner BB ki fish kay sath !

[QUOTE]
wat bout BiB muj par bhi pabandi hay kya
[/QUOTE]

Bib > app apne plate or chamcha lay ker line main lug jaoo

[QUOTE]

problem girl kuch sharam karo ...apnay friends kay saath aisay kartay hain

[/QUOTE]

BB>
mere koi shadi ho rahe hay jo main sheram keroon ...friends ka maqsad waqt per kam ana hay mujhay bhook lage hay or ab tum mere friend honay kay natay apnee Fish ko mere samnay hazir kero

[QUOTE]

hazam nahen honay walee main!!!

[/QUOTE]

koi bat nahi hum opper say karmeena kha lain lakin ajj yeh Miche zibah ho ker rahay gee

ab tum is thread say bahir nikal jaoo shaid tum apne machle ko qurban hotay na dekh sako

[QUOTE]

yummy in my tummy

[/QUOTE]

bizz> jalde sau fish ko bara masla laga dain ..ajj is ko janay nahi daina

Re: ajj ka dinner BB ki fish kay sath !

[QUOTE]
Agar BiB halal hai to koi pabandi nahi..
[/QUOTE]

lay dhoney >
bib ko abhi freez ker do in ki bare bad maina ye gee filhal bb fish ko pakro

Re: ajj ka dinner BB ki fish kay sath !

mmmm, fish kabobs :yummy:
can you coook?? :frowning:

Re: ajj ka dinner BB ki fish kay sath !

^ woh kia mushkil kam hay oil kay nadar fish daal do khud he pak jaye gee

Re: ajj ka dinner BB ki fish kay sath !

baree bhook lagee hay
jaa kar apna zarafa fry karo :naraz:

Re: ajj ka dinner BB ki fish kay sath !

meree fish plastic kee hay aap kay khwab udhooray reh jaaian gay :mocking:

:smiley:

Re: ajj ka dinner BB ki fish kay sath !

bhookay log :smilestar:

Re: ajj ka dinner BB ki fish kay sath !

ab pakka rahay ho :(
ab to mein ne rat ka khana bhi kha liya :(

Re: ajj ka dinner BB ki fish kay sath !

....;oyerrr chup !!....listen.. now !!!.
First - Fish ko.. Zibaa karo... " Allah keh nam seh"... Jaab halal hojaye.. pir ussey Kato... :D...... aur pir meri Billli Ko Saadkeh mein dedo :D app ko Duah degi Bichary .......

hihihihiihih

Re: ajj ka dinner BB ki fish kay sath !

^ Fish wahid jaan'dar (halal) cheeze hay jissay baghair zibah kiyay huay khaya jaa sakta hay

Re: ajj ka dinner BB ki fish kay sath !

Meowwwwwwwwwwwwwwwww

Re: ajj ka dinner BB ki fish kay sath !

:peshow:

Re: ajj ka dinner BB ki fish kay sath !

My billi :D.. want fish !!!