ajj ka dinner BB ki fish kay sath !

Re: ajj ka dinner BB ki fish kay sath !

theek hai..:cb:

grabbin Bibz.. throwin him in the freezer..

Re: ajj ka dinner BB ki fish kay sath !

[QUOTE]
meree fish plastic kee hay aap kay khwab udhooray reh jaaian gay
[/QUOTE]

apni fish ko bachanay k ley ultee deedhe khabrain na phaylaoo

[QUOTE]

ab pakka rahay ho
ab to mein ne rat ka khana bhi kha liya

[/QUOTE]

apna hissa phir kisi or ko day dain ..itne dukhe kion ho rahay hain ,,machle khana koi farz-e-aain thore hay

[QUOTE]

Fish wahid jaan'dar (halal) cheeze hay jissay baghair zibah kiyay huay khaya jaa sakta hay

[/QUOTE]

yane app ka iraa pakka hay ...lolzz.. apne recp bhi note kera dain

Re: ajj ka dinner BB ki fish kay sath !

[QUOTE]
aur pir meri Billli Ko Saadkeh mein dedo app ko Duah degi Bichary .......

[/QUOTE]

koi zaroorat nahi hay mehnut hum karain or mazay app ki billi karay

noor> billi ko sath nahi lana tha yara

lay d honey > ab hansna muskurana band kero or fish ko pakana shroo kero

Re: ajj ka dinner BB ki fish kay sath !

saree billiyan yahan kiya kar rahee hain :konfused:

Re: ajj ka dinner BB ki fish kay sath !

eatiung fish :yummy:

Re: ajj ka dinner BB ki fish kay sath !

pg sorry i wont do this** bb **is my friend uski fishi mujhey pasand hey

kuch or pakalo:(

Re: ajj ka dinner BB ki fish kay sath !

^^ aww :hug:
main baqi sab logon say naraz hoon :naraz:

Re: ajj ka dinner BB ki fish kay sath !

hand over the fish to ami jaan..wait for her to cook it :halo: bangayi fish :blush: