Re: Aik Sawal…
hehehe agar ye teno poet zinda hotay to kya hota ![]()
Re: Aik Sawal...........
ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo
har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho?????
Re: Aik Sawal…
barri zabardast muqalma arai hai,majal hai jo kisi aik ki b samajh lagi ho ![]()
Re: Aik Sawal…
zabardast paen,ap ki kammi reh gai thi ![]()
Re: Aik Sawal…
kamii merii yaa kamii mujh meN?
![]()
Re: Aik Sawal…
ap main to vitamin ki hai,main iski bat ker rhi hun ![]()
Re: Aik Sawal…
hahaha…vitamin…hmmm…maiN sab kuchh to jaR samet khaa jaataa huN…ab phir bhi kamii rah jaaye to meri kia is meN Khataa? ![]()
Re: Aik Sawal…
koi khata nai…Mudii ne jo share ki hai usay parrhain or ghar ja k garam doodh p k so jain,shukriah ![]()
Re: Aik Sawal…
**yeh koi nayaa mujarribaazmoodah nusKhaa hai? kis pe aazmaayaa hai? do-paayoN pe yaa chau-paayoN pe? ![]()
abhii talaash kartaa huN Muddi saaHab kii pesh-kash :)**
Re: Aik Sawal…
Shukar hai aik he sawal tha do nhe ![]()
Re: Aik Sawal…
parrhe likhe insaan,ghor karo 3 sawal hain bas title aik sawal ka dia hai ![]()
Re: Aik Sawal…
Perha likha he to nhe hoon ![]()
Re: Aik Sawal…
toh MOD kya chanay de k banay ho ![]()
Re: Aik Sawal…
haan jee ![]()
Re: Aik Sawal...........
hmmmmm :)