Re: Aik dhaga
iznt it aboor?
Re: Aik dhaga
iznt it aboor?
Re: Aik dhaga
Naheen, asal talafuz Oboor hota hai. Kiyon keh yeh Ain say shoroo hota hai, Alif say naheen.
Re: Aik dhaga
tau kiyaa iss kuliye saY Ain par zabar lagaanaa gunnah ho saktaa hai
?
Re: Aik dhaga
exactly, jaisai Obaid bhi ‘ain’ se shuru hota hai lkin agar ‘ain’ par zabar ho Abaid ban jata hai
Re: Aik dhaga
OMG Baji -
Aap ka Wajood GS kay liyaay aik naimat hay ![]()
warnaa yahan sirf fazool guftufoo pay hi zoor hota hay ![]()
Aap ki wajah say aisa lagnay laga hay - jaisay abhi subb kuch khatam nahi hua ![]()
Allah Aap ka saaya hamaray sarrooN pay hamaisha Qaiem o Daiem rakhay - Ameen :flower:
![]()
Re: Aik dhaga
^
Exactly my thoughts ![]()
Re: Aik dhaga
OMG baji aap kabhi GS chooR kay mat jaieyaaY gaaa ![]()
![]()
Re: Aik dhaga
Gunnah to naheen hoga albata Talalffuz ki ghalat adayegi say maani kuchh ka kuchh ho sakta hai…
Sooooooooooooch lain.
Jaisay Amber aur Unber main bohat faraq hai. Pehlay Amber ka matlab Aasmaan/ Zeher (Kuchh zabanoon mein iska matlab zeher bhi hota hai) aur Unber ka matlab khushboo…![]()
Re: Aik dhaga
Oh, shukriya Bhaiya. (Bhaiya Hindi say makhooz hai, FYI)
Mera koi pata naheen kal hoon na hoon. Chand din ki mehmaan hoon, socha kuchh sanjeeda batoon say nikal kar kuchh din hans khel kar guzaar loon. Kiyon kay phir to us safar par rukhsat hona hai, jahan har aik nay jana hai. Main udaas naheen hoon, na hoti hoon. Main to bohat khush hoon…
images/smilies/smile.gif
Intezaar hai kay khatam naheen ho raha…intezaar ka bhi apna maza hai.
Abhi tau mainay wajah bhi naheen batayi aur aap pehlay hi udaas ho gaye???
Re: Aik dhaga
sumhaj sumhaj kay sumhaj ko sumjho , sumhaj sumhajna bhi aik sumhaj hai , sumhaj sumhaj ko jo na-sumjhay mari sumhaj mai woh nah-sumhaj hai :p
kuch sumjhay pyaray pyaray meethay meethay khaawateen-o-hazraat ;)
Re: Aik dhaga
maine yeh kaha tha ke mughe pashto farsi aur arbi nahin ati ![]()
Re: Aik dhaga
mujhay bi nahee aati....sooo what!!!
Re: Aik dhaga
mughe punjabi, balochi, sindhi, bhi ati hai tumhen ati hai ;)
Re: Aik dhaga
kia aaj tum dono ka GS per mukabla ho raha hai ![]()
Re: Aik dhaga
aap bhi ajao na ;)
Re: Aik dhaga
tou mai kia karoN :p
Re: Aik dhaga
mey app ka bhat suhker guzar houn ga ustani ji , per app mugha online kisthran seehkyani gi ???
Re: Aik dhaga
maiN anday deta nahi khata hooN ![]()
Re: Aik dhaga
ok ab i am her , now tell me whats wrong:o