Ahmad Faraz Ka Akhri Kalam

Gham-e-Hayat ka Jhagra Mita raha hay koi
Chaly aao keh dunya say jaa raha hay koi

Azal say keh do keh ruk jaaye do Ghari
Suna hay aanay ka waada nibha raha hay koi

Wo is naaz say baithe hain Lash kay paas
Jaisy roothey howay ko manaa raha hay koi

Palat kar na aajaye phir saans nabzo’n main
Itnay haseen haathon say mayyat sajaa raha hay koi

Re: Ahmad Faraz Ka Akhri Kalam

Good one........

Regards.

wahh bohat khoob.

Beautiful