Re: Agar Aasaniaan hon…
Zara Nawazi hay Hazoor ki warna tou banda kiss qabil…
Ana ki qaid say niklay muqabla to karay Wo mera saath nibhany ka hosla to karay Kabhi na tootnay wala hassar bun jaaon Wo meri qaid main rehnay ka wada to karay
Wah.. its Beautiful… Kis ke shair haiN?