Abi kuch dair pehlay

GS ka fuse urh gia tha

Re: Abi kuch dair pehlay

Acha phir kia howa

Re: Abi kuch dair pehlay

phir kesi nay theak kar diya fuse :stuck_out_tongue:
kahi aap nay to nahai urhaya tha fuse :hoonh:

Re: Abi kuch dair pehlay

Aaj kel to mera appna fuse urha howa hai bhai :bummer:

Re: Abi kuch dair pehlay

kiss nay ayr kaha say urhaya hay aap ka fuse
naam bataian aaap mujay us ka :bailan:

Re: Abi kuch dair pehlay

Abb kiss kiss ka naam betaoo bhai bohet sari hai :bummer:

Re: Abi kuch dair pehlay

ik ik kar k aaj sab ka bata he dain aap :bailan:

Re: Abi kuch dair pehlay

Nahi mashraqi larkay UNN ka naam nahi letay :halo:

Re: Abi kuch dair pehlay

thorhi dair k liay aap MAGARBI ban jain :stuck_out_tongue:

Re: Abi kuch dair pehlay

Na na bhai kio iss dukhi insaan ko gunhagaar ker kay hoo :snooty:

Re: Abi kuch dair pehlay

jab yea dukhi Insaaan LARHKIYOON say Fuse urhata hay us waqt gunhagaar nahi hota hay :hoonh:

Re: Abi kuch dair pehlay

fuse honay say pehlay dukhi thori hota hoo, dukhi to fuse honay kay bad hota hoo aur jab dukhi hoo jata hoo to gunhagaar honay ko dil nahi kerta :snooty:

Re: Abi kuch dair pehlay

phir aaap baaar baaaar fuse kyo ho jatay hain :snooty:

Re: Abi kuch dair pehlay

Bus bhai jab aik sath bohet saray bulb jalanay ki koshish kerta hoo to khud bhi fuse ho jata hoo aur mera fuse bhi :bummer:

Re: Abi kuch dair pehlay

aaap tubelight kyo istamaal nahi kartay hain
na hon gay itnay saray bulb na hon gay aap fuse :stuck_out_tongue:

Re: Abi kuch dair pehlay

mujhay to koi aitraaz nahi hai bhai magar tubelight nahi maanti :teary1:

Re: Abi kuch dair pehlay

usay manana aap ka kama hay mera nahi :snooty:

Re: Abi kuch dair pehlay

Kabhi kabhi bhaiyoo ka kaam ker diya keroo yaar
btw mubarak senior GS member bun gaya

Re: Abi kuch dair pehlay

agar khanay ke koi cheaz hay to usay khatam karnay mai mai aap ke barpoor madad kar sakta hon especially agar wo khanay wali cheaz koi burger ya piz a ho to :blush:

thanks
pehlay jab mai nay 100 posts complete ke thi to kesi nay b … :frowning:

Re: Abi kuch dair pehlay

Cheez to khanay ki hi hai lekin ussay akelay akelay hi khatay hai :smiley:
jab mai nay GS join kia tha to aap ki posts 100 say upper thi, but mujhay yaad hai jab mai nay 100 posts ki thi to app nay meray liye thread khola tha
Thanks again :slight_smile: