Abi kuch dair pehlay

Re: Abi kuch dair pehlay

yea jhoooot hay judge saab jab meri 100 posts hoie to dukhi bahi jaan b us waqt GS par thay and us waqt wo DOKHI howa kartay thay

Always Welcome :D

Re: Abi kuch dair pehlay

Agar aisha hai bhai to ye judge sahib aap say apologise kertay hai aur aap k 1000 posts ka intizaar shidet say kertay hai takay aap ko mubarak dey sakay
:)

Re: Abi kuch dair pehlay

lagta hay gs ki electricity Kesc waloon kay pass hay : P

Re: Abi kuch dair pehlay

aaap ke apologise qabooool ke jati hay :p
and
phir to aap shidat say intazaaar he kartay rahien coz us ID say 1000 posts nahi honay wali :p

Re: Abi kuch dair pehlay

pata nahi kis kis k pass hay GS ke electricity :bummer:

Re: Abi kuch dair pehlay

Hayyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyy Multinick :naraz:

Re: Abi kuch dair pehlay

:stuck_out_tongue:
aaap b bana lian aur nick :mocking:

Re: Abi kuch dair pehlay

magar faida kia >= 2 k nick ka

Re: Abi kuch dair pehlay

lol...

Re: Abi kuch dair pehlay

agar ik ban ho jaiay to 2nd walay say posting start kar do :stuck_out_tongue:

PS:- wesay to aap b multinicker hay :bailan:

Re: Abi kuch dair pehlay

acha to betaoo mera doosra nick kohn sa hai :hoonh:

Re: Abi kuch dair pehlay

Salam Dada HAzrooooor
how are you
aap k paooon dbaa doon mai
and huqay mai pani b dhaaaaal doon ???

Re: Abi kuch dair pehlay

now a days mai itna active nahi hon GS par
agar mai theak terha say active hota to zaroor bata daita k aap ka other ID kia hay
wesay u are from karachi to karachi k jo old members hain unhi mai say koli aik hain aap

Re: Abi kuch dair pehlay

w'salam w'salam
kaisay ho barkhuedaar hain... bahu begam kaisi hain? mera salam and dua daina aur baqi sab kaisay hain?

paoon qbhala ? kuch chahyay kia ? nai baba, paoon k rastay keheen meray galay tak na pohanch jaana 'jaidaad' kay chakar main :s

and hain ... huqqay main aag lagai jaati paani nai daala jaata :s

Gurh Gurh Gurh ... 'swaad aaraha hay' ( kia karoon ? :s)

Re: Abi kuch dair pehlay

Mai koi aissy herkat hi nahi kerta k block ho jaoo aur jab block honay ka khatra nahi hai to doosra nick benanay ki bhi zaroret nahi :snooty:
btw multinick keh ker aap nay aur ziyada dukhi ker diya :bummer:

Re: Abi kuch dair pehlay

jitay rahien khush rahien Dada Hazooor
ji mai theak thaak hon ALLAH ka sukar hay and aap ke dua hay Dada Hazroooor
abi tak na koi bahu hay aur na he koi begam :blush: jab
kia mai nay pehlay kabi aap say kuch manag hay jo aaj manjoo ga
mai to is liay keh raha tha k aap posts kar kar k thak chukay hon gay is liay aap k paoon he daba doon
toba toba Dada hazooor kesi batien kar rahay hain aap mai aur aap k galay tak punchoon ga :nono: yea sunnay say pehlay mai mar kyo nahi gia
wesay agar aap nay israaar kiya to phir mujay majboran dabana parhay ga aap ka gala :bummer:
Huqay mai aaag dhaaalnay say pehlay pani b dhala jata hay snooty
kiss cheaz ka swaad a raha hay pehlay yea batain phir mai bataooon ga k aap kia kia kar saktay hain mocking

Re: Abi kuch dair pehlay

aap nay koi esi he harkat ke ho ge jis ke waja say aap itnay zaida DUKHI ho gay hain :snooty:

Re: Abi kuch dair pehlay

haa ki hai na herkat tumhay Innocent samjha aur tum niklay multinick :hoonh:

Re: Abi kuch dair pehlay

mai nay socha mai b behti ganga mai hath doo loooon is say pehlay k loug is mai hath do do kar pani he khatam kar dain :stuck_out_tongue:

Re: Abi kuch dair pehlay

pehly baat behti ganga mai pani kabi khatum nahi hota
doori baat multinick benanay ki koi maqul reason hona chahiye na k sirf loug kertay hai to mai bhi ker loo :naraz: