Abhi wo dard baki hai
Agarchey waqat marhum hai
magar kuch waqat lagta hai
kisi ko bhool janey mein
dobara dil basaney mein
abhi kuch waqat lagna hai
abhi wo dard baqi hai
mein kaisai nayee ulfat mein apni zaat ko gum kar doon
keh mere jism-o-wajdaan mein
abhi wo fard baki hai
abhi us shakhs ki mujh per
nigaah-e-sard baki hai
abhi tu ishq kay rastoon ki mujh per gard baki hai
abhi wo dard baqi hai!
[QUOTE]
*Originally posted by Lamhay: *
Abhi wo dard baki hai
Agarchey waqat marhum hai
magar kuch waqat lagta hai
kisi ko bhool janey mein
dobara dil basaney mein
abhi kuch waqat lagna hai
abhi wo dard baqi hai
mein kaisai nayee ulfat mein apni zaat ko gum kar doon
keh mere jism-o-wajdaan mein
abhi wo fard baki hai
abhi us shakhs ki mujh per
nigaah-e-sard baki hai
abhi tu ishq kay rastoon ki mujh per gard baki hai
abhi wo dard baqi hai!
Lamhay!!!!
[/QUOTE]
Kiya baat hai.... masha Allah... baas dard ko baqi rahna chahiya is say he Khuda kee rahmton kee umeed aur dil kay daharaknay ka ahsas hoota hai...
Dard ko rakha nahi jaa sakta wo tu lahoo ke taraha ragoon main gardish karta hai... lahoo tu dill main jata hai magar dard rooh koo chooti hai....
[/QUOTE]