serif dil mein honee se kia faida … jabh aamal see zahir na ho :aq:
choro choro .. bas hoga’e tum paY .. haar maan loo ab ![]()
khisyani biliii kay maafiq khambaa na nochoo ![]()
sahi kaha aap ne
kali hoon is ka yeh matlab nahi main african hoon
yeh baat to khaak se chali thi keeron tak kaisay aa gaii ![]()
awee ab itnee bi kaali nahii hoo
dil chota nahiii karoo ![]()
woh khisYani hai :aq:
keerooN se chalay gee … tu kahan jaaay gee ?
baaaat nikalti hai tau doooooooor talak jaaaaaaati hai
kaY daanaa khaak maiN mil kar gul-o-gulzaar hotaa hai ![]()
keerooN se chalay gee ..... tu kahan jaaay gee ?
makoRoN tak!
keerooN se chalay gee ..... tu kahan jaaay gee ?
laal baigon tak jaaye gi aur kahaan jana is neyabhi keeray hain phir chupkaliyaan her tarah kaa janwar jo aap ke mounh mein jaa sakta hai
Re: Aap kay munh main khak.
Chaaloo laal baigon taak gaeee tu seri khawaTeen yahan se bhaag jaain gee ![]()
khalis MardaNa thread ban jaay gee phir yea ![]()
jaisa sawaal kiya thaa waisa hi jawaab diya hai