Aap kay munh main khak.

Looking at this thread:
http://www.paklinks.com/gs/all-views/296614-app-kay-moonh-main-ghee-shakar.html

isskay opposite mahawary per bhee sair hasil bahas key janee chah-e-a.

Kahan key khak ? Khat kay kia faiday aur nukhsanate hain etc etc ?

naa baba reit nahi khaii jaati ham sey

Re: Aap kay munh main khak.

paiT maiN keeRay paR jaayeN geY :emmy:

matti khany ka bra tajarba hy:D

MaTTi kee Mohabbat maiN hum aashuftaa saroN naY
woh qarz utaaray haiN jo waajib bhee naa thaY :woho:

Re: Aap kay munh main khak.

Hum tu woh Qarz utar aa'ay or daik'e'ay

NaYrang-e-SeeYasat-e-dooRan to daike aY
Manzil unhaY mili jo shareek-e-Safar na thaY

:)

jee janaab! baqol Zia ul Haq Qasmi Marhoom:

Yeh Siyaasiyaat kaa khel hai, yeh MunaafiqoN hee kee jhaiL hai
YahaaaN bhoNktaa koi aur hai, yahaaaN kaaaT-taaa koi aur hai

Re: Aap kay munh main khak.

Jub zameen ko zaroorat laho key paree
sub say pahlay hee gardan hamaree katee

Naseeb Apna apna,
Koi dykh ky jal giya
Kissi ny dua di:D

Re: Aap kay munh main khak.

desi aunties also say ke "aap ke monh main keeray parein" when they are fighting:LB:

yeh achi baat to nahi:@:

Phir bi kehtay hain muj se yea ahl-e-chamaaN
yea chaman hai humaaRa tumhara nahiii

ay meray hamNasheen chal kahin or chaal
is chaman mein ab appna guzaRa nahiii

baat hotee gulooN taak tu seylatay hum
ab tu kaaToon pe bi haaq humara nahi

gN ... mehnaat kar .... haasad naa kar :D

monh meyn nehe kaber meyn wala kese neh kaha tah kese ko :LB:

apni miTTi paY chalnaY kaaaa saleeeeqaa seekho
SaNg-e-marmar par challo gey tau phisal jaao geY

Rickshaw literature aam karnaa ba'nd karaiN

-Wizaarat-e-Taa'leem-e-Baalighaan
Govt. OF Modern Jamboora Gupistan


may be they refer to the paiT kaY keeRay jo mitti khaanaY say hotaY haiN...

I think they mean, keeRay itnaY ho jaayeN kay mooNh tukk aa jaayeN!

**:tun lang ja sadi khyr aiy:hehe:
**

Uff! itni see umer maiN yeh bhee sunn liyaa tum naY..:smack:

kiss naY kiss ko kahaa tha waisaY :hehe:
must have been a pretty tense fight … haath nachaa nachaa kaY :omg: imagines the scene

mom kehte heyn chepel pehn ke chela kero kebeh nehe pheslo geh :LB:

":omg:
**Rikhshaw waly bhi insan hain on ka bhi dill hy on ky bhi jazbat hain:barbie:

**

have a chappal with leather bottom… walk in snow and have fun :woho:

itnay saleeqay tu keeray humaray lucknow mein hii daalay jehty thay .... orr Keeray haazrat bee ek dosra se arz kartay thay

hazrat phelay app , khasaat pehlaY app

:D