Aap kay munh main khak.

Chaapal … kahneee ki orrr … phehan nee ki orr :smiley:

Phir kisi Auto walay ne line maree hai kia :faizy:

meyn pak gae teh jeb waha 2 woman fighting waha sona tah meyn hans rehe teh to muge dant ke kehte heyn keo hans rehe ho meyn ne kaha germany ja ker bataon geh paksitan meyn ese lerte heyn wo kehne lege angrezon ko ya pakstnio ko :lb:

Re: Aap kay munh main khak.

keeRay bhee train maiN saffar kartaY thaY Lakhnaow maiN :konfused:?

:@: main ne kabhi lucknow ki aunties ko lartay nahi dekha ,muje kaisay pata ho:konfused:
:hmmm: keeRoon main bhi sharafat hoti hai

:rotfl: :rotfl: :omg: Oh GAWWWDDDDDDDDD :omg: :rotfl: :rotfl:

**agar mari bhi tu tumhin tu kabhi na bataon os ki bhi mangni kahin or kerwa do gy:emmy:
**

tum kehteee Germans ko :phati:

Indo pak ki awaaM jin ka haaal keeRon se bii baTtar ho chala hai .. ab train mein bee safar karnee se qasiir hain

aj kaal serif woh **Suffer **kartay hain :smiley:

InsaaNon mein se uthgaee hai … serif keeRaoon mein hi majood hai … shar-aafat :smiley:

meyn ne kaha tah africans ko :smiley:

Khaakim Ba’deh’n .. aur kiss kee maNgni tuRwaa dee? :-s

matlab keeRay abb trainoN maiN akelaY saffar kartaY haiN and awaam-un-naas apni abtari aur ba’d-tar haalat kaY baais, mitti kee mohabbat maiN sar kaTwaa rahai haiN?

waisaY baqol Ata-ul-Haq Qasmi: urdu waalaY saffar maiN angrezi wala suffer laazim-o-malzoom hai

aweee tum k337 ko humayshah yaad rakthee ho :hugz:

ap ko beh :hehe:

AQ unkil ko nahii :aq:

AQ bahe to pakistani heyn :hehe:

yeh baat :lifey:
:jhanda:

kis naa’paid chez ka naam lay liaa :smiley:

Aj kaal **pakistani or pakistaniyaat **dhoondoo nahii miltay haiN :teary2:

Re: Aap kay munh main khak.

Mozambique kaab se Pakistan mein agaya ?

african ko pakistane nezr nehe ate :hehe:

tumhay jabhii nahii daika’eee daytee :cb:

hamaaraY dil maiN hai

aisay hee jaisaY Islam, sharam, modesty dil maiN honi chaahiye buss.. baaqi jo karnaa hai karo :hehe:

muge to AQ bahe nezr ate heyn pakistani :lb:

eska metleb hoa u :hehe: