Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
subah bakhair Gupshupistan !!!
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
subah bakhair Gupshupistan !!!
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
good evening khan bhai ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
roza kab khulei ga:)
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
jub time ho ga :)
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
tie:konfused: u mean fix ??
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
jub time hoga kaha tha mein nay
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Yaani Jab Aftaari ka time Hoga Tab khulay Ga ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
guftagu e khaas kertay ho saaray
ziker aik duusray ka keeya kum kero.....................
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
korn aap to shaera nikkli
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
go to poetry and check my thread Arz keeya hai
![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
i m tired kal check kar loon agar aap bura nah manain tou ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
no prob at all
jub time milay tub check ker layna
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
ok mish ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
yah mairay thread mein urdu aur angraizi donoon kay tangain keon torri ja rahi hain ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
khawateen o hazraat a-town boy ka salaam qabool kijiye!:aliyish:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
idahr sirf aik hazrat hay :hinna: aur woh bhi aadhi neend mein ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
toh uss ko poori bana lijiye.. neend ko rokna acchi adat nahi hoti..
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
tou daftar ka kaam koun karay ga :hinna:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
ohhhhhh.. mujhe laga wahan abhi din ka waqt hai jis tarah ke yahan muttahida riyasat haye amreeka main hai.. ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
اس دھاگے میں موجود تمام ساتھیوں کو اسلام علیکم