Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
@ASA ap kon hain:konfused:
naam to suna suna lagta hai:cb:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
@ASA ap kon hain:konfused:
naam to suna suna lagta hai:cb:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
:ASA:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
:femme: ap ki himat kaise hoi hamain danda dikhane ki
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Oye hoye yeh urdu bolne kee thread thee...
Laraay walee naheen.
Larna warna hain tho ja ke kisee aur thread mein mukabla shuroo kardo.
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
hamain maaf kar dain faris bhai
hum zara gusse k tez hain unhon ne danda dikhaya aur hamara para char gaya
hum ap se maafi k talabzaar hain
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
sahi fermaya faris g ap nay
bus kya keraen aj kul larai ka trend jo hai
![]()
abhi dikhaya kahan hai… ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
hmmm
abhi dikhayega bhi mutt
is thread main larai jgra kerna mana hai
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
wo icon ki baat ker rahi hai, senti honay ki zaroorat nahi hai ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
Arey kya kareh ho yahn ![]()
Yeh Urdu kee thread ko badnaam na karo…
Faris Udeen ko Larna bee ata hain saab se zayda lekin koy jaga hotee hain larney kee aur koy jaga hotee hain guftagoo kee.
Yeh guftagoo walee jaga hain.
Mafi shafi ke koy zaroorat naheen sirf saab bhen bhai hosh mien yahan a kar bate karo Urdu kee tauheen mat karo!
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
acha faris bhai
hmmm abhi dikhayega bhi mutt is thread main larai jgra kerna mana hai
*me bechara kahan kisi se laRta hon... *
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
oye huay Faris
senti honay ki zaroorat nahi hai
ap ka paigaam bila shuba sab membraan tak pohunch gaya hai
![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
han jee tum to bht bechare ho
mashAllah masoom se bache ho
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
kuch aisa he lagta hai ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
seedha saada (jaleebi ki tarha) ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
hehe seedha saadha jalebi ki tarah wowwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwww
kiya yaad dila diya jalebi:p
munh main pani a gaya