~*~ Aao Urdu BolaiN ~*~

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

mein sikhaoon

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Rabz ki urdu minglish say kam nahi :chai:

Mai were jaa rahi to is the :@:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

minglish

dildada?:omg:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

dildada

woh kaun?

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

sare urdu bolne wale kahan chale gaye hain:teary3:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Arey Udru bolnay walay kabee naheen hatam hongay.

Jo Urdu naheen jhantah wo kuch naheen jhantah! :jhanda:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

aiki dum sahi kaha per yahan to koi nazar nhi ata

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Arey koy massla naheen ajaygeh…

Udru bolnay wallon kee yeh bee ik haas khoobee hain ke woh bohat hee nikamay hotay hain… aur agar kaam wallay ho tho itne masroof hotey hain ke unko apna ya dunya ka koy kiyal naheen hota…

Waissay Aaj Kal Sannan Bhai kahan choop gaya hain?

Usko yahan ana chyeh mein jata hoon uska pata karne ko. :wink:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

waqai bht nikame hote hain urdu bolne wale
aur yeh sanoo khud pata nhi kahan gaya hai
jaldi se pata ker k ayo

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Jee Insha Allah jald doond loonga useh.

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

mein yahan houn :)

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

hmm good

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

Achee baat hain.... koy tho hain.

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

bilkul g

hum yaheen haen

khana peena ho gaya hai ab maarna peetna ho jaey :meeno:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

han jee
chalo koi to aya

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

@Sannan: aap ko sab yaad kar rahe hain jaldi se aa jao na yahan :frowning:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

humay tu koi yaad he nahi karta… :bummer:

meri didi bhi yahin hai:hug:

Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~

oye huay kisi kay yaad mein jeeya baykaraar hai

aaja moray peeya tera bohut intezar hai

:meeno: