Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
hum apki bat nhi ker rhy ji ap zyada khushfehmiyan na palain....
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
hum apki bat nhi ker rhy ji ap zyada khushfehmiyan na palain....
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
kyun itne pyaare to hain woh
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
bs ji pk bs...kahan hamara muqam or kahan ye altoo faltoo log bs ji ab zikr na krna
Haan bus aaik Aankh aur mochaiN he to haiN inn key ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
-
Baja Irshad farmaya aap nay
* mochaaN walli sarkar *
![]()
waisay aap nay panga
laina shuru kia tha wagarnah hum aaj larai kay bilkul bhi mood mein nahee thay
yah kia ho raha hay
Dard aap key idhar koi baat he naheen ho rahi thi ![]()
Public(sorry:smack2: Muaf kijey ga AWAMunNas sab janti hai bas manti nahi hai:mocking:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
okay aap PLZis ko hata deh maine kisi aur thread se chenge kar liya tha aap PLZ meree wali line ko hata deh sannan
tum ko bhi pata hay iss ka kia …
waisay GN aap bhi kamal key A’uqabi Nigah rakhti haiN ![]()
acha g mita dooN ga …
URDU bolain:smilestar:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
mujhey goodnews se urdu seekhni hai :@:
![]()
Urdu likhain perhin aur bolain![]()
Sikhey Khushkhabri se Urdu
Aj ka pehla sabaq:p
Delete kerna = Hazaf kerna
Plz= Mehrbani se
Change =Badalna/Badla giya badal do waghyra waghyra
Aj ke liey itna kafi:snooty:
aik meri taraf say bhi ![]()
Keon mujh say daar lagta hay :femme:
Acha ![]()
iss key bhi asaan urdu samjhai inn nalaiqooN ko
Delete Karna = Hazaf Karna = Mitana
Change = Tabdeel Karna
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
sannan & goodnews ye sub alfaaz mujhey aate hain ![]()
sannan aap se kitne arse se keh rahi hoon aap sikhate he nahi ab goodnews se seekhongi:@:
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
hai ![]()
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
ap hamesha hi itne heran kyun ho jate ho
Re: ~~ Aao Urdu BolaiN ~~
mere bhanje ko kay hua:cb: